stop loss kya shy hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g bhai stopp loss lagan lazmi hot ahian uar huemin lagana chahye stop loss jabhi apko profit milta ahin warna nahi milta hain q stopp loss mat lagao to apke order ke againts itni market opposite jati ahin jis mein apka account wash ho skata hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Assalam-O-Alaikum dakhen bhai jan ye jo stop loss hota hay ye aik bohat he achi option hoti hay jis ko ap apni trade lagatey he use kar saktey hen aur ye ap ki trade ka security guard ka kam karta hay aur ap ki trade ko big loss say bchata hay.
      • #138 Collapse

        Jee han Stop lose boht ache Qisam ka he bagair moojodgi Ya offline ki Sort hal me bhi Stop lose hame ziada nuqsan hone se bacha leta hen aur baki bache huwe balance se hum apna lose recover kar lete hen
        • #139 Collapse

          je main ap ke bat samaj gia hon kah stop loss kia cheez or is ka ko kun istamal karte hain .jab ham log forex main trading karte hain ham log sochte hain kah hamin loss kam se kam ho to ham log sath main stop loss laga dette hain jab ham ko loss hone lagta h to jo stop loss lagia hota h as pe aa kar ardar close ho jata h or ham bare loss se bach jate hain .as ko stop loss kahte hain .
          • #140 Collapse

            dear stop loss aik bht acha tool hai forex mein,yeh b humein iak facility provide ki gai hai k hum log is sy faida uthey,hum har trade py stop loss ki facility ko use krey and ziada loss say bachy,yehi faida hai stop loss ka,humlog is kuse sy bht bary loss say bach jaty hian,jo k forex mein bht achi baat hai,
            • #141 Collapse

              forex trading mein stop loss ki ahmiyat sy inkar nahi kia ja skta hai ager ap stop loss use karty hain to is sy apki money or account save rhta hai new traders ko stop loss or take profit do no set karny chahy
              • #142 Collapse

                2 kism ka tools use hoty hai meta trader main jis ka zarioya say ham apni planning ka zariya say hi ham trade ko closse kar sakty hai ..Means ka agar aap na trade place ki hai oor ap dakhty hai kai agr unfavour main gy too main itna loss bardasht kar sakta hn too us ka liya aap ko stop loss use karna ho ga ioor automatically trade band h gy gy
                • #143 Collapse

                  bhai jan aap ny acha saal poocha hy forex trading business me trade krny ky kuch rules hen jin ko follow krna zarori hy aik ye ky is me stop loss use krna bhi zarori hy stop loss sy ap apny account ko huge loss sy save rakh sakty hen stop loss sy ap ka account sve rehta hy wrna ap ka account bhi wash ho sakt hy
                  • #144 Collapse

                    yes you are right. stop loss aur take profit mt4 ka bohat hi acha tools han ye automatic ap ko profit bhid ata han aur big loss sa bhi bachata han. Pakistan ma load sheding ka masla bhi ha aur koi pata nahi hota ka kis waqat light chali jai. take profit aur stop loss bohat faida data han.
                    • #145 Collapse

                      G han aap na achi trha explain kiya ha aesa he ha or iss ko use ;azmi krna chaye ma na but sa log dekhy hain kuch expert bhi dkehy hain jo k iss ko use nhi krty hain pr ma ye he kaho ga k iss ko lazmi use krna chaye
                      • #146 Collapse

                        Dear is business me hmen stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hm is business me asani se acha earn b kr skaty hain or trade safe rehti ha is se
                        • #147 Collapse

                          asalam o alikum stop loss ak aysa option hai jo hamen kise b trad main ak limit provide karta hai jo ham apni marzi se set kar sakte hain k kab or kitna loss le ke hamen markit se exit ho jana hai is ka ye fyda hai k agar markit ap ke againest bohot zada jate hai to ap kam loss main hi exit ho jate hain
                          • #148 Collapse

                            forex trading mien stop loss ki bohat ziyada importance hai aur apko chahiye ke ap is mein sahi se stop loss lagayen aur is mien ap apne targets ko bhi big karen taake ap is mein kamiyab hoskaen.
                            • #149 Collapse

                              Trades lagatey waqt aik khas order pr stop loss lagaya jata hy aur jab aap ko utna loss ho jata hy to aap ki lots automatically close ho jati hy aur aap big loss sey bach jatey hain. Stop loss laganey sey aap ko yeh maloom hota hy keh aap ko kitna loss ho sakta hy. Agar aap openly lots lagayen gey to aap ko sara balance bhi zaya ho sakta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                bhai jan ma ap ki bat sa agree karta hon aur yahi kahna chahta hon kay bilkul sahi bat ki ha a nay meri nazar ma tu ya aik buhat hi achi cheez ha aur q kay ap is sa baray loss sa bach saktay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X