Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

    Forex trading mein hamen Apne balance ke mutabik trade karni chahie aur thoda profit lekar kar hamare liye beta hai jyada ke chakkar mein padenge to Ham lash karenge thoda thoda karke earning karne ki koshish karen money management ka khas khyal rakhen acche trade ka intekhab Karen jaldbaji mein aakar trade na Karen Agar aapane apna daily target pura Kiya to dobara trade ki entry nale to behtar hai aap market ko watch Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

      Assalamualaikum ji friend Forex trading mein jo first samasya Ke Chakkar Mein padhte Hain vah Forex trading Mein Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte balke loss Karte Hain To Hamen chahie ke Forex trading Mein Ham money management ke sath kam Karen Jyada lalach na Karen acchi experience aur acchi quality ke sath Forex Mein kam Karen forest business Duniya ka number Van business hai
      • #18 Collapse

        Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

        Bilkul Mera Bhai ap na theek Kaha is trhan Ka business main wohi log nuqsan uthatay hain Jo logg ziyada munafa Ka mutaliq sochta hain aur apna nuqsan Kar baithhtaaa hain
        • #19 Collapse

          Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

          Ge bilkul apki baat bilkul theek Hy es business me naqami ki dab se Bari wajah Jo Hy wo hum lalch KR jate Hain hum ek raat me Ameer bn na chahte Hain to hum loss KR bethte Hain hum ko chahye k hum trading me sabar se Kam Len jaldy bilkul bhe na kren lot size hmesha chota kgaen or money management k sath Kam kren es trah hum apna account save rakh sakte Hain warna hum kabhe bhe kamyab nahen ho sakte
          • #20 Collapse

            Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

            Dear friend bilkul theek kaha hai aapane is business ke andar nuksan ki sabse a big reason Hamara maximum profit Hasil karne ki koshish Ajoba maximum profit Hasil karne ki koshish Karte Hain To uske liye Ham lalach Mein a Jaate Hain aur uske liye Koi Na Koi galat rasta istemal karne per majbur Ho Jaate Hain Jiski vajah se Hamen is business ke andar bahut na Kami Ka Saamna hota hai Hamen Aisa bilkul nahin karna chahie Agar Ham Soch samajhkar kam Karenge To Hamen Achcha fayda mil sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

              forex trading eik bohat hi accha online karobar hai or jo log forex trading ke karobar se ziada profite hasilkarne ki lalach karta hai woh is mein nakam hi hota hai ye hi waja hai ke log forex trading mein ziada loss karwate hain or unko nakami hi hoti hai forex trading mein ziada profit hasil karne ki koshash nehi karni chahey
              • #22 Collapse

                Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

                Forex trading totally mind business hai is Mein Koi Bhi member Aisa Nahin Hai Jise Kabhi loss Na Hua Ho market Mein loss Sab Ko hota hai proper plan bnao karjo money management ko follow kar kar trading Karta rahata apni mistake se sikhata rahata Hai Vahi market se best profit nikal hi leta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

                  Ham aksar Forex main trading karte hue lalach karte hain or zyada profit ka lalach karte karte ham apna nuksaan kar bethte hain is liye hame trading karte waqt profit ke sath sath loss ko bhi mind main rakhna chahye or zyada profit ka lalach nahi karna chahye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Is karobar mein Na kami ki badi vajah zyada munafa ki koshish hai

                    g han ap ny bilkul sai bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main zyda profit k lalach main he loss hota hai es liye aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain es laalch ko khtm krna hoga or apni trading ko achy miyar k sath or risk ko manage karty howe karni hogi jis main profit kam tu hota hai laken loss hony k chances kam hoty hain or yahi kamyab tradr ki nishani hoti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X