Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie
    trading karte hue hamari koshish hoti hai ki Ham behtarin se behtarin entry point Le Jahan se hamari trade profit mein chali jaaye aur ham bahut sara munafa Kama sakte lekin ISI ke sath sath hamen yah bhi sochana chahie ki hamara exist point Kya hona chahie kyunki agar Ham exist. Achcha nahin lenge to hamari trade hamare munafa mein jakar wapas hamare nuksan mein chali jayegi aur jawab hamara exist point Achcha hoga to hamari trade jab usko Tak pahunchegi to hamari trade hit ho jayegi aur hamara munafa close ho jaega
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    trading karte hue hamari koshish hoti hai ki Ham behtarin se behtarin entry point Le Jahan se hamari trade profit mein chali jaaye aur ham bahut sara munafa Kama sakte lekin ISI ke sath sath hamen yah bhi sochana chahie ki hamara exist point Kya hona chahie kyunki agar Ham exist. Achcha nahin lenge to hamari trade hamare munafa mein jakar wapas hamare nuksan mein chali jayegi aur jawab hamara exist point Achcha hoga to hamari trade jab usko Tak pahunchegi to hamari trade hit ho jayegi aur hamara munafa close ho jaega
    Yes brother our exist point Very important as our entry-point hamen entrypoint Ki tarah exist. Kobe importance then chahie kyunki yah bhi hamare liye bahut hi important hote Hain agar ham access point Ko ahmiyat nahin dete Hain to Ham apne profit ko lock nahin kar sakte hain jiski vajah se hamari trading profitable nahin ho sakti hai isliye hamen is per focus karni chahie aur trading karne se pahle Hi ek target ko choose kar lena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai achy point se trade lagaty hai to ais market mai jitna acha entry point lagaty hai aus se hi hum ais market mai agar exit point ko bhi mind mai rakh k trade kary to ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai ap jitni zayda achi trade lagaty hai atna hi zayda faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

        Dear friend aapki baat theek hai Hamen entry. Ki Tarah exit. Kabhi bahut Dhyan Rakhna chahie Kyunki Agar Hamari entry acchi Hogi lekin exit Achcha Nahin hoga to Abhi Hamesha profit Hasil karne mein nakam ho Jaenge isliye Main Apni entry exit ko Pahle Se decide karna chahie Taki Hamen chij dikhayen Puri Lekar aur exit Ek Apna Achcha profit Hassan karne mein Kamyab Ho Jaaye aur aur acchi strategy create kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

          G baai asa he hay agwr hum safe trading karna hay tho hum ko is may har trade ko open karnay k saath he oske safety ka khywl rakan hoga our sab say pehlay hamay apnah bonus ko safe rakna hoga oskay baadh he asa mumkin hay k hum is may faida be utaaye our account be safe rahwy.
          • #6 Collapse

            Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

            hamy forex marker ko achy sy samaj kr is main achy entry point ko use kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa busines hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss pa hi hoty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi achha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

              forex 1 acha business hain es main exist point boht importent hain to ya kabhe humara ley sucess hoya hain our humain es main ache trading kar kay hum es main sucess ho skty hain forex main hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main boht sa pisa be kma skty hain humj es main live kam karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

                Brother ap ne bilkul sahi kaha haini agree hamy hamy achy entry point k sath achy exist point ko bhi dekhna chahye expert traders achy entry point k sath beat exist point ko bhi mind amin rakhty huy analyse kerty hain r profitable trade kerty hain is ka find kerna zarori hai werna hamari trade profit main ja ker wapis bhi askati hai r hamy ulta loss ho sakta hai so dono cheezon per focus ker k kam karen
                • #9 Collapse

                  Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

                  entry achi hai to exit bhi buhat important hai kyon ke agar ap ne exit acha nahi kiya to loss ho ya na ho lekin ap ke liye profit nahi ho ga aur us mein ap ko problem ho gi is liye mehnt se kaam karain aur learn akrain aur agar ham mehnat karan ge to hi ham acha kaam kar ke earn karain ge is liye mehnat se hi ham acha kaam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum passia kam skay gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar skaty hain hum is mai full time be kam kar skaty hain hum is maji bagr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex ak internatinal or kabe be band na hony wala acha or uniuqe business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Entry point Ki tarah exist point Ko bhi Deni chahie

                      g hn g ap ki baat bilkul theek hai k forex mein jb hm kisi bhi object pr trade lgaty hein to hm market mn axhy entry points k sath apni trade open krty hein ta k hm axha profit get kr skein lkn axhy profit k lye axhy entry points k sath agr axhy exit point na hu to profit loss mn convert bhi ho skta hai is lye exit point bhi safe rakhein,..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X