Forex trading mein fundamental analysis kea hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein fundamental analysis kea hy
    Jin members ko is mein fundamental tareeqy se market ko analysis kerny ka knowledge or experience hota hey wo members is business mein acha profit hasil ker sakty hain fundamental analysis ko kerna boht zayda difficult hy lakin namumkin nhe ap is ko u top per search ker ke ap is ko analysis ker sakty hain is mein all currency pairs hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

    Forex main analysis kerna ka bahot sary tariky hain jin ma sa RX or dosry bahot sary hain or fundmental bh hay or jo sb sa best tarika analysis ka hay voh hay fundamental tarika hay ap is ka tarika sa bahot kch seekh sekty ho or ap ko is tarika sa trend line ka peta chelta hay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan33 پيغام ديکھيے
      Jin members ko is mein fundamental tareeqy se market ko analysis kerny ka knowledge or experience hota hey wo members is business mein acha profit hasil ker sakty hain fundamental analysis ko kerna boht zayda difficult hy lakin namumkin nhe ap is ko u top per search ker ke ap is ko analysis ker sakty hain is mein all currency pairs hoty hain




      Asslam o alaikum dear forex member fundamental analysis Yahi hota hai ki aapko Forex ke Hawale se Jankari Hasil Ho Uske mutabik experience knowledge Hona chahie ki aapko Kis Tarah ismein kam karna chahie aur Kis Tarah Nahin aur Kis Tarah trading karne chahie aur kaise trading karne chahie kis currency trading karna chahie ISI Tarah Jab aap per Jankari Hogi to ISI ko fundamental analysis Kahate Hain fundamental analysis Ka Hona bahut important Hota Hai ...
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

        G han dear ap ny Sai kha Hy is me agar fundamental ko ismal Kar ky ham market ko aynales karty Hy to ham acha kamor achi mhenat sy kam Kar sakty Hy ham ko is me acha kam karny kalye acha knowledge or acha experience hona chaiye to ham is me acha kam Kar sakty hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

          G bhai apka bahut shukria is se pehle mujhe iske bary men ilam nahe tha. Apke thread ke post bahut he faida mand mery lea sabit hoge. Hamen chahea ke ase posts karne chahea jo joniours ke ke knowledge men iazafa kary aur unhe pak forex forum men bahut kuch sekhne mile.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

            Forex main fundmntl sa anlysis krna chya tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada market ko semjh gy utna kamyb Ho ga .......funfmntl sa anlysis krna sa hm konwldg or experience hsil hota hey is sa hm acha profit hsil kr skty hey is lia hm chya ky mhynt kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky gy jitni mhynt Ho gi utna kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

              fundamental analsye kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main kam karny k liye learn karna ho ga tab hi hum trade karein gay aur hamain is k bary main b i emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karein gay aur hamain rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain ta k loss km ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                hamy fundamental analysis ko achy sy samaj kar use karna chahey hamy forex ko achy sy samaj kar is kay rules ko follow kar ky is main acha or mayari kam karna chahey pher hi hamsuccess gain kar sakty hain or acha pasa kama kar apni life sy gurbt ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                  FoRex Main Analysis 2 Tarhaaa k hoTay Hain Aik Fundamental or Doosray TEchnical Or FoRex Main HumEn Dono Par Dehaaan DeNaaa Chaahiye or Aik Ko Bhi Neglect Nahi KaRnaaaa Chaahiye Q k Jitnaaaa FoRex Main Samajh KaR Hum Kaaam KaRen Gy Or MeHnat KaRen Gy Utnay Hi Humaaari Kaaamyaabi k ChanCes Bhi Zyaa hi Hoon Gy To HumEn is Main mEhnat k Saath Kaam KaRnaaa Chaahiye....
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan33 پيغام ديکھيے
                    Jin members ko is mein fundamental tareeqy se market ko analysis kerny ka knowledge or experience hota hey wo members is business mein acha profit hasil ker sakty hain fundamental analysis ko kerna boht zayda difficult hy lakin namumkin nhe ap is ko u top per search ker ke ap is ko analysis ker sakty hain is mein all currency pairs hoty hain
                    fundamental analysis technical analysis kafi mukhtalif hote Hain Ham Jo chat pe market ko dekh rahe hote hain aur candle ki madad se analyse karte hain to vah hamare technical analysis kahlate hain lekin jo trading Ham news per karte hain aur news ki vajah se market mein up and down aata hai to usko fundamental analysis kahate Hain isliye hamen technical ke sath fundamental ka bhi khyal rakhna chahie
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                      Yes dear you are right, fundamental analysis say awareness wuhi trader kar sakty hain jin ko trading main kafi knowledge honor unka experience high ho, fundamental analysis main kisi bhi particular country ki economy, uskay current affairs kafi important hoty hain or inka trading pe kafi affect hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                        Jab bhe hum market ke movement ko dekh k isky bary kain sochyty hain aur candles ko delh k hum koi trade lgaty hain to us main humain isko fundamental analysis kaa name dety hain keun k forex main analysis k vaghro trade karna khud ko loss main dhakelny k baraber hym
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                          Forex trading business Mein fundamental analysis Ko samajhna Hoga fundamental analysis Karke Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Kisi bhi currency pairs Mein Jab Koi news aati hai to uska effect market per hota hai isliye Hamen chahie kya Ham Forex factory website Dekhte Rahen aur fundamental analysis ke mutabik trading decision liya Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                            Market Mein Chahe aap fundamental analysis Karenge technical analysis Karen bus aapko koshish Karni chahie kya aapane analysis ko market ke friend ke against Kabhi Bhi Na Lekar jaen aur na hi apne friend ke apne analysis ko Apne knowledge ke against Lekar jaen Hamesha koshish Karenge Apne Nabi Ke Apne experience ke according analysis Karen aur apne trade open karke Achcha fayda hasil Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein fundamental analysis kea hy

                              Respected members fundamental analysis Hote Hain Ki market ki situation Jo country se hai vah kis Taraf Ja sakti hai means ke market Mein Koi news vagaira To Nahin aur uske bad reception Mein trading kar rahi hai use countries ke kya news hai kya situation chal rahi hai yahi fundamental analysis Hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X