jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?
    dear friend trading karnay sayt pehly market ko analysis yani tajziya kiya jata ha analysis 2 tarha kay hoty hein
    Fundamental
    Technical
    fundamental analysis jesy kay agar ap EURO/USD ko dakhty hein kay america mein berozgari zyada ha ya pedawar kam hoti ha bramdat mein bhe qami howi ha to iska matlab ha dollar week hoga to euro behtar hoga hum euro ko buy kareen kay his asy profit hoga agar isi tarha berozgari kam howi ha ya pedawar mein izaafa howa ha to hum dollar ko buy mtlb euro ko sell kareen gaty lekin euro/usd agar currency ko hum kareen kay is ko fundamental kehtyhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

    Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn mai analysis, news aur signals ko daikhna hota hai. Trading market mai current movements ko daikh kay trends nikaal nay ki koshsih kerna aur apni future tradingbko plan kerna zaruri hota hai. Analysis technical, sentimental aur fundamental hotay hain. MT4 trading terminal pay Jab trading ki jaati hai tou waha bhi traders ko bohat say aisay tools available hotay hain jinn ki madad say trading ker kay acha business kia jaa sakta hai. Forex traders ko trading kertay huay market ki movement ka khayaal rakhna chaiye aur yeh bhi nazar mai rakhna chaiye kay market pay kon kon say political influences arahey hain aur sub say important US dollar ko nazar mai rakhna hota hai kiyu kay us dollar ka impact sub currencies aur commodities pay bhi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

      Traders ko hamesha news ko nazar me rakni chaye ye market analysis karny ka sab se acha approach hay es key elawa Fores market me trading key ley jo important baty hey wo ye hey jes ko follow karna kamyab traders banny key ley zarori hoti hey,

      1. market ki movement agar expected be ho to per be minimum risk leny par depend karna ho ga,
      2. Market ki movement clear na ho ya per market unexpected movement kary to es situation me traders ko wait karna hi sab se batter amaal ho sakta hay,
      3. Money management karny ka tajarba traders ko hona chaye aur demo account me ye experience hasil kia jaye to acha hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

        Dear ap ais market mai kaam kar k kamyab hona chaty hai to ap ko ais market mai trading sekhni hoti hai aus k baad ap ais market mai acha kaam karty hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ap ais market mai jitna zayda aca faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ap ais market mai kaam sekhy aor aus k baad ap ais market mai time lagye ais se ap ais market mai paisa kama skaty hai ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda experince ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

          Assalamu Alaikum dear friends Forex trading Mein traders ko bahut Si Baton Ka Khyal Rakhna padta hai jismein analysis news aur signal ko dekhna hota hai trading market Mein current movement Ko Dekhkar train nikalne Ki Koshish Karna aur apni future trading co plan karna Jarur hota hai analysis technical set aur fundamental hote hain MT4 trading terminal per Jab trading ki Jaati Hai To vahan be traded ko bahut se Aise tools available hote hain Jin ki madad se trading Karke Achcha business Kiya Ja sakta hai Forex trader ko trading karte hue market ki movement Ka Khyal Rakhna chahie aur yah bhi Najar Mein Rakhna chahie ki market per kaun kaun se political influence a rahe hain aur sabse important US dollar Mein hota hai kyu ke US dollar ka impact Sab currencies aur commodities baby Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

            Ji aapki baat bilkul theek hai market Mein Jab Bhi aap kam Karte Hain To usmein sabse pahle aapko market ko acchi Tarah analyse karna bahut jaruri hai aur analyse do Tarah Ke hote hain bilkul jaise ki aapane bhi kaha hai fundamental aur technical To Mere Khyal se aapane ek ko bahut acchi Tarah Se explain kiya hai aur ummid hai aap dusre analyse ko bhi acchi Tarah Se explain Karen Taki Hamare knowledge mein chitrahar Se Wafa ho sake aur ham acchi trading kar Saken aapane bahut hi acchi post ki hai aur bahut acchi Tarah Se guide kiya hai to kindly technical analysis ko bhi e Hamare Sath share Karen Taki Ham Achcha prophethacker kar sake aur acchi trading ki taraf a sake
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

              dear forex trading main kisi aik chez ko nazar main nahi rakha jata es main boht se chezon ko nazar main rakha jata hai jis main hum apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab hos kty hain aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain forex ki learning or forex k knowlede ko enahnce krna hoga jis se hum forex ki basics ko smjh skty hain or apni trading kar skty hain or hmain apni trading karty waqt loss ko mind main rakh kar kam krna chahye jis k liye hmain apni trading main risk ko kam se kam rakh kar kam krna hoga aghr hum kam risk k sath apni trading karengy tu hmain loss bhi kam hoga or hum achi earning bhi kar skty hain tu hmain chahye k hum apny kam ko iyari bnaty howe kam karen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan ji han aapki baat bilkul theek hai market Mein Jab Bhi aap kam karte hain hain to usmein sabse pahle aapko market ko Kuchh Karen access karna bahut Jaruri hota hai usko do Tarah Ke hote hain bilkul Ja sake aapane bhi kaha hai ki fundamental aur technical To Mere Saiya se apne Ikka bahut acchi Tarah Se expire kiya hai aur ummid hai ki aap dusre ko bhi acchi Tarah Se explain Karenge Taki aapke experience mein izafa ho isliye Mere Bhai aapko chahie ke Hamen apni training Mein risk ko kam se kam rakhkar kam karna hoga Agar Ham kam risk ke sath reading Karenge To Ham Logon se bhi batchit Jaenge aur log bhi Hamen kam Hoga aur acchi aadami bhi kah sakte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko acche se kam
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                  dear forex markeet aik bahut he big markeet hay jis main ham achi earning k liye kisi bhi aik adh method ko follow karnay say achi earning nai kar saktay hain is markeet main hamko har aik cheez ko follow karna hota hay,jismain agar hamaray pass khud ki invest kam hay to ham is markeet main long term main kaam nai kar saktay hain is main agar hamari skills kam hain to ham thora bahuut earning k baad ziada lose kar skatay hain is markeet main kaam karnay k liye agar hamaray pass forex news ko read karnay ka knowledge kam hay to hamara order profit main hone k bawjood aik big news say sab kuch ham lose main change hota huva daikhaingay jisk liye haamray pass news ka knowledge bhi ziada acha hona must hay agar ham trend ko follow nai kartay hain aur makreet main enter ho jatay hain to markeet thori bahut retracemnt k baad agar retun hoty hay to ham tab bhi makreet say lose kha saktay hain is liye is makreet main kaam karnay k liye hamko har aik cheez ko must follow karna hota hay is main ham kisi kisam k kisi rattay say kuch bhi earn nai akr skatay hain balk lose k baad mazeed lose kartay jaingay jiska hamko koi faida nai hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                    Ji han doston Forex forum per kam karne ke liye sabse pahle chij kya hoti hai ki aapko is per kam karne ke liye trading sikhane hoti hai agar aap is per trading sikhate Hain To hi is per per kam kar sakte hain Uske bad aapko mehnat karna Hogi Dil lagakar kam karna hoga is form ke rules ko follow karna hoga doston aapko analyse per nazar rakhni Hogi Achcha analyse karna hoga posting karne ke liye jo bhi aap experience on Knowledge share karte hain vah bahut Achcha Hona chahie Taki isase aapko bhi fayda ho aur dusre members bhi usse fayda Hasil kar sake use experience on Knowledge ko game kar sake doston Hamen is per learning Karni Hogi acchi learning karke hi Ham acche earning Hasil kar Sakenge Hamen Jis chij per Jyada Najar rakhni Hogi vah yah hai ki Hamen is per mehnat karna Hogi Dil lagakar kam karna hoga tabhi Ham Kamyab ho sakte hain.THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                      Forex trading business Mein trading karte hue Hamen Apne mind Mein profit aur loss ko Jarur Rakhna chahie aur Market ka analysis karte hue trading Karni chahie Agar Ham market ka analysis karte hue trading karte hain aur Market ki movement ko Dekhte Hue apni strategies ko change karte Rahte Hain To Ham easily Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen during trading money management ke rules ko follow karna chahie aur ek Waqt mein sirf ek hi trading karte hue kam se kam risk Lena chahie aur profit Ka vate Karna chahie Forex trading business profitable aur bahut jyada risky business hai Forex trading business Mein Hamen Kabhi Bhi Jyada risk lete Hue Apne profit ko increase nahin karna chahie jab tak hamare pass Achcha experience aur profitable analysis Na Ho isiliye dear members koshish karen ki Apne experience ko increase Karen aur Apne experience ko use karte hue Forex trading business Mein trading Karen aur accha profit Hasil Karen Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
                        dear friend trading karnay sayt pehly market ko analysis yani tajziya kiya jata ha analysis 2 tarha kay hoty hein
                        Fundamental
                        Technical
                        fundamental analysis jesy kay agar ap EURO/USD ko dakhty hein kay america mein berozgari zyada ha ya pedawar kam hoti ha bramdat mein bhe qami howi ha to iska matlab ha dollar week hoga to euro behtar hoga hum euro ko buy kareen kay his asy profit hoga agar isi tarha berozgari kam howi ha ya pedawar mein izaafa howa ha to hum dollar ko buy mtlb euro ko sell kareen gaty lekin euro/usd agar currency ko hum kareen kay is ko fundamental kehtyhein
                        Acchi trading karne ke liye Hamen proper planning aur analyses Karke kam karna Hota Hai Jab Hamare analyses aur planning Karte Honge To Ham acche tarike se kam kar Sakenge aur kamyabi Jarur Hasil kar Sakenge isliye Hamen mehnat Karke kam karna chahie aur is tarike se kam karna chahie ke Hamari trading successful Ho iske liye aapko technical analysis aur fundamental analysis karne hote hain Kisi Ki country ki economy ko dekh kar aap fundamental analysis banate ho aur charts news aur ine Sab chijon Ko Dekhkar aap technical analysis karte ho trading Mein technical analysis ki bhi bahut jyada importance hoti hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                          Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy forex aik online markit ha es ma kam karna ka liya hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha agr hamy es ma kamyabi hasl karna ha to es ma zayda sa zyada learning hasl karni hu gi agr ap ka passa achi learning ha to ap aikkamayb life guzar sakta han hamy markit ma kam karna ka liya aik pla bna ka kam karna hu ga jis ma hamra jab aik target hu ga kam karna ka tarika hamra pass hu ga to ham achi earning hasl hu gi jis sa ap ko acha bonus hasl hu ga es ka liya hamy bohat hi mehnat karni hu gi analys ko hamysha acha sa cahy method ka sath karna hu ga taky hamri trading ma kisi kiasmka koi asa masl pash na ay jis sa hamy losse ka samna karna para hamy asa kamo sa dor rah ka kam karna hu ga jis ma hamy trading karta wakt losse ka samna karna pary es ma hamri jaldbazi bi shaml ha bohat sa member trading karta wakt jald bazi ka samna karta han or losse lata han ham es kam ma es ma har kam ko samna rakhna hu ga op ko es ma mony ki manaagment ka bi khas khyal rakh ka trading karni hu gi
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                            Ap ne bohat hi ashi baat ki ha k forex trading k doran jab ham market ko analysis kartay hain to ham dekhtay hain k 3 trah k analysis hotay hain
                            1) Fundamental analysis: jis ma ham news ko zehn m rakhtay hain, q k forex news market ko bohat ziadah effect karti hain, is lye forex ki news ko lazmi check karain
                            2) Technical analysis: jis ma ham different trading tools ko chart pe use kartay hain aur market ki previous, aur next movement k andazah laga saktay hain
                            exp: support and resistance levels, trend line, pivot line, candlestick pattern, indicators
                            3) sentimental analysis: jis ma ham uper walay dono analysis ko mix kar yeh andazah laga saktay hain k market kitnay pips move karay gi
                            Trading k doran mazeed ahm batain:
                            == hamesha account balance k according lot size ko use karain
                            == trend ko follow karain
                            == hamesha stop loss aur take profit ko use karain
                            == apnay emotions ko control ma rakhain
                            == patient ko show karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: trading mein kis cheez ko nazar mein rakha jata ha ?

                              Assalamu Alaikum dear friend Pyare bhai jaan aapki baat bilkul theek hai market Mein Jab Bhi aap kam Karte Hain To usmein sabse pahle aapko market ko Kuchh Karen Aksar karna bahut Jaruri hota hai usko do Tarah Ki hoti hain aapane bhi kaha hai ki fundamental aur technical To Mere chahie se apne bahut acchi Tarah Se expire kiya hai aur ummid hai ki aap dusre ko bhi acchi Tarah Se explain Karenge Taki aapke bidesh mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X