Jazbati ho k trade na kry

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jazbati ho k trade na kry

    Agar Ham Forex Mein trading ke market Mein trading kar rahe hain To humne apni pahle trade Mein loss uthaya Hai To Hamen jazbati hokar dusri trade ko open nahin karna chahie balke sabar se kam lete hue market ko check karna chahie aur news ko dekhte hue trading karni chahie to hi Ham Apne loss ko bhi recover kar sakenge aur next achcha profit bhi Hasil kar sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jazbati ho k trade na kry

      Pak forex business mn jaldbati Ho ka Trading na Karein Tu hi good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Good Success asaani SY Hi mil Ske gi pak forex trading business bhot acha business hy yahan achi Success kalye Well struggle Say hi koshish karein achi policy Say Hi Kaam karein
      • #18 Collapse

        Re: Jazbati ho k trade na kry

        Forex mein jazbati log kamyab nahin ho saktay hain kyun kay forex.soch samajh ker kernay wala business hai aur humain chahyea kay apnay emotions ko control mein rakhen Jab aap log Apne Jazbaat par kab Rakhenge to aap logon ko apni trade Mein last Nahin ho sakta Kyunki aapko apni trading Mein loss sirf aur sirf aap Logon ki apni hi mistakes ki wajah se hota hai
        • #19 Collapse

          Re: Jazbati ho k trade na kry

          G han bikul dear forex members forex aik bohot acha or kamyaab business ha is forex ma kabi b jazbati ho Kar trade na lagaein Kun k Jo b trade jazbati ho Kar lgai jati ha wo hamesha loss ma jati ha Jo b trade lagaein soch samj Kar trade lgain or stop loss or money management ka khaas khaya rakhen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jazbati ho k trade na kry

            Dear ji hane quen kay jaldbaazi say hi ham loss kar jaatay hane jab bi tread open kiya market ko check nahi kiya kay flow hay ya nahi hay or market ki direction yaani kay move kiya hay to iss liya iss ko sochna hay kay kiya karien phir jab market ko samjh liya to hi treading ko kiya to iss say faayda bi howa phir thread may us ko bayan bi kar liya takay dosray us ko samajh bi leen.

            اب آن لائن

            Working...
            X