Kaya forum m post or threads ki limit ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya forum m post or threads ki limit ha.
    Dear friends main is form mein bilkul new ho aur mujhe thodi si aapki help aur guideline chahie kyunki yah aapki madad ke bagair main form mein kuchh bhi nahin kar sakta friends main bhul in relation to pade lekin main kahin bhi yah nahin dekha k form ki limit hai ki aap din mein kitni post kar sakte hain aur kitne friend create kar sakte hain agar kisi ke pass iske bare mein knowledge hai to vah please share Karen khaskar ke senior log jo ke kafi acche se is form per kam kar rahe hain main UN logon ka bahut jyada thankful hounga jina ne Meri madad ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے

    Aap log form per Ek Din Mein 50 post kar sakte hain agar aap log Aise Jyada post karne ki koshish Karenge to aap ki post deliver Nahin Hogi Kyunki form per sirf aap log Ek Din Mein 50 post kar sakte hain isliye koshish Karenge aap log jo 50 post kar rahe hain vah quality ke sabse best honi chahie aur aapki post Aisi honi chahie ki dusre member aap ki post per Jyada Se Jyada like Karen to aapke aapko iska Jyada se jyada fayda hasil ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

      forum mai hum kam kar ky bnus kama skaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky accout bana kar be kam kar sakty ain forex ak amm busenss ke nisbat aca busines hain hm is mai agar gredy ban y kam kary gy to hamy loss o ga forex jasa koi or business nahi hain forex aik international business hain
      • #4 Collapse

        Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

        hn g tk kaha ha ap ny forum my Just 50 posts karni hti hy r st my hm ko 4 threads b karni hti hy hmy apni daily ki limit ki all post's completely karni chahiy r quality work karna chahiy
        • #5 Collapse

          Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

          G haan is may aap k pass posts ke limit hothe hay is may aap daily k 50 posts kar sakthay hay our aap ek din mwy is say ziada nahee kar sakthay lekin hamay sirf is target k peechay nahee baagna chahiay balke is ko pora karny k saath saath is ke quality ka be khyal rakna chahiay our threads ka mujay ziada patha nahee hah lekin suna hay k 4 threqds kar sakthay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے
            Dear friends main is form mein bilkul new ho aur mujhe thodi si aapki help aur guideline chahie kyunki yah aapki madad ke bagair main form mein kuchh bhi nahin kar sakta friends main bhul in relation to pade lekin main kahin bhi yah nahin dekha k form ki limit hai ki aap din mein kitni post kar sakte hain aur kitne friend create kar sakte hain agar kisi ke pass iske bare mein knowledge hai to vah please share Karen khaskar ke senior log jo ke kafi acche se is form per kam kar rahe hain main UN logon ka bahut jyada thankful hounga jina ne Meri madad ki.
            Dear Shanzy, ap din me 50 posts kr skty hen
            try kren k post aesi ho k us py maximum log replies kren and ap ko thanks den ta k ap ko us ka bonus b acha mily
            informative post kren full of knowledge post honi chy
            copy paste ni krna and english me post ni krni
            ye forum k rules k against hy es sy ap forum py block ho skty hen
            rules ko follow krty hoay forex forum and forex trading k bary me apny view apna knowledge share kren
            agr ap k pas es ka koi knowledge ni hy to ap question kren jesy abi ap ny kia
            es sy ap k knowledge me to izafa ho ga hi sath sath un logon k knowledge me b izafa ho ga jo ap k bad forum py aay hen
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

              ji bilkul Park Forex forum per working ki limit hoti hai aap daily basis per 50 posting kar sakte ho aur daily basis per 4 threads hi create kar sakte ho isliye aapko limit tak hi working karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                aap 50 post kar sakte ho ek din ke andar ise jyada ab nahin kar sakte agar aap se jyada karoge To aapko error a jaega aur fir aap usse aage post nahin kar sakoga isliye posting ki quality ko improve Karen aapke pass bahut acchi limit hai us limit ko complete Karen aur quality ke sath Karen agar humne mehnat Nahin to Ham kabhi bhi market Mein Kam Nahin kar sakte isliye bahut important hai ki Ham mehnat Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                  forex main hum es main 1 den main 50 postein our hum es main 4 thread karty hain our hum es main boht mahnat say kam akrty hain humain es main kam kae limet kay hesab say humain es main kam ko karna ho ga humain es main knowledge ka our hmain es main experience ka hona boht zrure haon to he hum es main kamjabe hasl kar skty hain hum es main live kam karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                    Forum main threads aur posts ki maximum tou koi limit nehi hai ky hamari posts kabhi khatam nehi hoti hain lekin daily ki posting ki bhi aur threads ki bhi limit hoti hai tou hamain sirf daily ki posting limit ko follow kerna perta hai warna ham jab tak chahain forum main posting aur threads ker sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                      Je Han brother forum par posting or threads ki limit hoti ha hum rozana 50 posting or 4 threads cearte Kar saktey Hain is say ziyada hum forum par rozana working nhi Kar saktey Hain or hum monthly 1500 posting Kar sakte hain is laiy hum ko apna rozana ka Kam rozana mukammal karna chahiay tab hi hum apna monthly target mukammal Kar acha bonus hasil Kar saktey Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                        G han dear ye bat tu hai kay ager ap forum mai kam kartye hain tu es mai aik limite hotye hai jis hisab say ap es mai kam kar saktye hain jub kay ap es mai limite say zayda kam nhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap posts ki limite ko poora kiya karain jis kay bad ap es mai acha kam kay achi kamyabi hasil kar kain kiyu kay achye kam ka acha result hai
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                          Ge ha forex member fkrex forum per her daily base 4 thread lar sakte be aur is tara daily base ler 50 posts kar sakte he is se zayada thread aur posts nahi kar sakte he aver zayada posts kare wo accept nahi hkte aur is ka bk js nahi milta he is lya ap e limit ko ppri karna chaya aur acha quality ke posts aur thread karna chaya
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                            4 thread 50 post per day karein Tu hi achi Limmit asaani Sy Hasil kar sakte hain pak forex trading business men Achi Koshish Say Hi Good Success asaani SY tab Gain hogi pak forex trading business men work acha karein Ti Hi thread post aik Limit say Pora karein Tu Hi Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaya forum m post or threads ki limit ha.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے
                              Dear friends main is form mein bilkul new ho aur mujhe thodi si aapki help aur guideline chahie kyunki yah aapki madad ke bagair main form mein kuchh bhi nahin kar sakta friends main bhul in relation to pade lekin main kahin bhi yah nahin dekha k form ki limit hai ki aap din mein kitni post kar sakte hain aur kitne friend create kar sakte hain agar kisi ke pass iske bare mein knowledge hai to vah please share Karen khaskar ke senior log jo ke kafi acche se is form per kam kar rahe hain main UN logon ka bahut jyada thankful hounga jina ne Meri madad ki.
                              Assalamu alaikum their members their members ji bilkul Param per taur per Jo posting ki limit hai vah approximately jo hai vah approximately medley in my point of view hai vah hai 3 Noor sorry I think for 4 hai approximately posting limit so hamen posting ki limit covid-19 tracker ne chahie to hamen problem na ho sake thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X