aobut leverage

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aobut leverage
    ab main apko btanay ja raha hu k Leverage kaya cheez hai.Agar koi ap ko judge karny k lye k ap forex main kitny mahar ho ap se savalat kar raha ho to us ka 2nd ya 3rd question yehe hoga k what is leverage?
    Wo kyun?Wo insan yehe question kyun kary ga?
    Kyun k my dear friends leverage ki defination mushkal hai likhny mai,parhny mai,magar ye bohat he aasan ha samjhny main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Actually most of the traders take the highest leverage provided by the broker. They do not understand that leverage is actually not good, it is risky and put your account in danger. But again if your investing amount is small, then there is no other way except trading high leverage. I think 1:200 is a good leverage for $500.
     
    • #3 Collapse

      Janab aap ko leverage minimum leni chaiye q k is sy insan faidy m rehta h ager aap zayada leverage lo gy tou aap k aik wqt m zayada trades lag sakti hain aur ager aapki sari trades loss m gai tou phr aapka account wash hony ka khatra hota h
      • #4 Collapse

        Bro ap instaforex ke aandar forum ke affliated account ke leavger 1:50 sy uper rakh he nahe skata ho aur jab ap us sy bare leavge nahe rakh skaty to ap bare lot bhe nahe lay sakta hain.
        • #5 Collapse

          well dear brother.in forex trading :leverage in the account will decide your risk factor , more leverage means more risk and vice versaso you have to choose it very carefully. i hope you understand
           
          • #6 Collapse

            my dear friend mera nai khyal k leverage ko describe kerna itna koi mushkil kaam hai iss se to hume koi problem nai honi chahiy ajase k sab jante hain k market boht choti amount per move kerti hai to phir uss ko apne leya zyada profitable bnane k leya hum leverage ko increase yah decrease kerte hain jo k hume broker se as a borrow money k tor per milta hai :)
            • #7 Collapse

              Re: aobut leverage

              aapko yahan sirf Pakistan parshuram ke bare mein hit red Deni chahie leverage ka hai koi pata nahin hai isliye hamen chahie kya hamen is mein aise bilkul bhi nahin lagana chahie agaram chahte Hain ki main isliye jyada se jyada profit hasil Ho to hamen is main apne devar ki quality ko increase ka Lena chahie aur ismein jyada se jyada profit hassil kar lena chahie
              • #8 Collapse

                Re: aobut leverage

                AOA members umeed krta hon ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hay hamain chahey hm din raat mehnat sy kam krein aur haamin chahey k hm forum py apna experience share krein yeh forum is liay banay gya k hm ghr bethy earning kr sakain aur isky ilawa hamain chahey k hm aik acha kam krein aur is forum ko agy lay k chalain aur isky ilawa hamain chahy k hm market ko analyse krrky he trade krein aur market ko analyse krkry he trade krty rahain aur hm is forum py daily ki 50 posts kr skty hain takay hamain acha bonus mily aur hmain chhay hm is forum py mehnat krein aur new mebers ko kam sikhain
                • #9 Collapse

                  Re: aobut leverage

                  truly most of the investors take the highest leverage furnished by using the broker. They do no longer remember that leverage is clearly now not excellent, it's far unstable and put your account in risk. however again in case your making an investment quantity is small, then there is no other manner except buying and selling excessive leverage. I suppose 1:200 is a superb leverage for $500.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqsa Seerat پيغام ديکھيے
                    my dear friend mera nai khyal k leverage ko describe kerna itna koi mushkil kaam hai iss se to hume koi problem nai honi chahiy ajase k sab jante hain k market boht choti amount per move kerti hai to phir uss ko apne leya zyada profitable bnane k leya hum leverage ko increase yah decrease kerte hain jo k hume broker se as a borrow money k tor per milta hai :)
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahsan888 پيغام ديکھيے
                    Re: aobut leverage

                    aapko yahan sirf Pakistan parshuram ke bare mein hit red Deni chahie leverage ka hai koi pata nahin hai isliye hamen chahie kya hamen is mein aise bilkul bhi nahin lagana chahie agaram chahte Hain ki main isliye jyada se jyada profit hasil Ho to hamen is main apne devar ki quality ko increase ka Lena chahie aur ismein jyada se jyada profit hassil kar lena chahie
                    Dear Ahsan jab be ap leverage ki bat karain tu ap ko pata hona cheye kay ap profit jo be hasil karain gy woh ap kay leverage or lot size kay mutabiq he hoga. jab ap lot size or leverage kay mutabiq hota hai. Jab ap apni trading mai es ko ap chose karty hain tu ap ko risk management jis kadar achi aye gi ap ko samj aye gi.

                    Aqsa jab leverage zaida hoga tu ap ki choti lot size be jab multiply karty hain tu woh lot size kam be ho or leverage jab zaida ho ga tu woh ap ko profit or loss zaida show karta hai.esleye sahi proper tareeqy sy money management kar kay ap trade kar kay achi earning kar sakty hain.
                    • #11 Collapse


                      AOBUT LEVERAGE DEFINITION

                      Leverage invest ke liye borrowed ki money using karne se More ya less Nahin Hai leverage Ka used home Ki kharidari Se Lekar stock market ki speculation tak anything ki Finance help ke liye Kiya Ja sakta hai business Apne growth Ko fund Dena ke liye widely pimane per leverage ka use karte hain families leverage ka use karte hain Rehin ke debt ki form home purchase ke liye and financial professional Afradh Apne investing ki strategies ko barhane ke liye leverage ka use karte hain chunke kuch brokerage ya mutual fund minimum investment ko pura karne ke liye enough Money save kerne mein sometime lag sakta hai isliye aap ek portfolio build karne ke liye yakmasht hasal karne ke liye is treka kar ko use ker sakte hain YAH KAHA giya many brokerages and robo advisors ab aap ko funds ki fractional share purchase ki allow dete hain jisse investment minimum 5$ ya 1$ tak low ho jati hai

                      [IMG]https://miro.medium.com/v2/resize:fit:740/0*h5oCoULD69qjjwi1.png[/IMG]

                      BOTTOM LINE

                      while fyada uthane ke liye enough imakanat provide karta hai but isase aapko Borrow lene se Kahin zyada drastically Aati Hai especially agar aap interest ki payment ko keep up rakhne ke able Nahin Hain money borrowing se business and individual essy investment milane ki allows milati hai Jo otherwise digar Unki reach se out ho sakti hai ya vah fund Jo unke pass already more efficiently say hai for individuals fayda uthana hi vah only ways ho sakta hai jisse aap realistically big ticket ke items purchase sakte hain Jaise home ya college education



                      FINANCIAL LEVERAGE IN PROFESSIONAL TRADING

                      Leverage ka use and professional Afradh ko use karne Ki directing karne mein more flexibility deta hai jo inhen invest karna hai leverage ke sath vah Apne power purchasing and Associate return main zabardast izaafa kar sakte hain aur potentially ek time mein smaller amount and debt ki larger amount ka using karte hue companies Mein invest kar sakte hain professional investors and trader apne pass invest Karne Wale Money ko more efficiently use karne ke liye higher level ka fayda uthate Hain
                      • #12 Collapse

                        Introduction of the post.

                        Me omeed karta ho ap sab khareyat say ho gay aj me ap ko Leverage invest ke liye borrowed ki money using karne se More ya less Nahin Hai leverage Ka used home Ki kharidari Se Lekar stock market ki speculation tak anything ki Finance help ke liye Kiya Ja sakta hai business Apne growth Ko fund Dena ke liye widely pimane per leverage ka use karte hain families leverage ka use karte hain Rehin ke debt ki form home purchase ke liye and financial professional Afradh Apne investing ki strategies ko barhane ke liye leverage ka use karte hain chunke kuch brokerage ya mutual fund minimum investment ko pura karne ke liye enough Money save kerne mein sometime lag sakta hai isliye aap ek portfolio build karne ke liye yakmasht hasal karne ke liye is treka kar ko use ker sakte hain YAH KAHA giya many brokerages and robo advisors ab aap ko funds ki fractional share purchase ki allow dete hain jisse investment minimum 5$ ya 1$ tak low ho jati hay.


                        BOTTOM LINE.

                        while fyada uthane ke liye enough imakanat provide karta hai but isase aapko Borrow lene se Kahin zyada drastically Aati Hai especially agar aap interest ki payment ko keep up rakhne ke able Nahin Hain money borrowing se business and individual essy investment milane ki allows milati hai Jo otherwise digar Unki reach se out ho sakti hai ya vah fund Jo unke pass already more efficiently say hai for individuals fayda uthana hi vah only ways ho sakta hai jisse aap realistically big ticket ke items purchase sakte hain Jaise home ya college education


                        FINANCIAL LEVERAGE IN PROFESSIONAL TRADING.

                        Leverage ka use and professional Afradh ko use karne Ki directing karne mein more flexibility deta hai jo inhen invest karna hai leverage ke sath vah Apne power purchasing and Associate return main zabardast izaafa kar sakte hain aur potentially ek time mein smaller amount and debt ki larger amount ka using karte hue companies Mein invest kar sakte hain professional investors and trader apne pass invest Karne Wale Money ko more efficiently use karne ke liye higher level ka fayda uthate Hain
                        • #13 Collapse



                          Introduction:

                          Forex trading ek aisa shoba hai jahan investors ko chhoti se raqam se bhi badi transactions karne ki izazat hoti hai, aur isme leverage ek ahem tajaweez hai. Yeh tajaweez traders ko nuksan ke sath sath zyada munafa kamane ka bhi mauka deti hai. Lekin, leverage ka istemal sahi tarah se karna bohat zaroori hai taake trader ko unwanted risks se bachaya ja sake. Is article mein, hum leverage ke bare mein tafseelat se baat karenge.

                          Leverage Kya Hai?

                          Leverage ek aisa concept hai jiska istemal traders apne trading account mein maujood maal-o-daulat se zyada badi positions control karne ke liye karte hain. Yeh ratio ke zariye darust hota hai, jese ke 50:1, 100:1, ya is se zyada. Misal ke tor par, agar aapke paas 100:1 leverage hai, toh aap $1000 ke badle $100,000 ki position control kar sakte hain.

                          Leverage Kaise Kaam Karta Hai?

                          Leverage kaam karte waqt aapko apne trading account mein rakhay gaye margin ke zariye ek badi position control karne ki anumati deta hai. Margin woh raqam hoti hai jo aapko apne account mein rakhni parti hai taki aap leverage ka faida utha sakein. Jese ke aapne $1000 margin diya, aur aapne $100,000 ki position control karna decide kiya.

                          Leverage Ki Ahmiyat:

                          Leverage ka istemal sahi tarah se kiya jaye to isme kai ahmiyat hai:










                          Badi Positions Control Karne Ka Mauka:

                          Leverage traders ko chhoti se maal-o-daulat se badi positions control karne ka mauka deti hai. Isse traders ko zyada munafa kamane ka mauka milta hai.

                          Leverage Ke Nuksanat:

                          Leverage ka istemal sahi tareeqe se na karnay ki surat mein nuksanat bhi ho sakte hain:

                          Zyada Risk of Loss:

                          Leverage badha deta hai, lekin isse risk of loss bhi badh jata hai. Agar market opposite direction mein chali gayi toh nuksan zyada ho sakta hai.

                          Leverage Ka Istemal Kaise Karein:

                          Leverage ka istemal karne ke liye kuch zaroori tawajjuat hain:


                          Small Position Sizes:

                          Choti position sizes ka istemal karke traders apne nuksan ko kam kar sakte hain jab market unfavorable ho.

                          Note ::

                          Leverage forex trading mein aham tajaweez hai, lekin iska istemal sahi taur par karna bohat zaroori hai. Agar aap sahi tarah se risk management aur education par amal karte hain, to leverage aapke liye ek mufeed tool ban sakta hai. Lekin, hamesha yaad rahe ke jese ke munafa badh sakta hai, wese he nuksan bhi. Is liye, ehtiyaat aur ilm ke sath leverage ka istemal karna chahiye.
                          Never risk more than you can afford to lose on a single trade.
                          • #14 Collapse



                            Introduction:

                            Leverage, trading aur sarmayakari mein aik ahem tasawwur hai. Yeh ishara karta hai ke kis tarah chhota sa pooda bari maaliyat ki taqat ban sakta hai. Jabke leverage potenshal munafa ko izafay ke liye istemal kiya ja sakta hai, is se tijarat mein shamil risk bhi barh jata hai.

                            Leverage Samajhna:

                            Leverage asal mein yeh hai ke istemal hota hai udhaar liye gaye funds ka, taake trading position ko barah-e-karam kia jaye us trader ke apne asal maal ke mukable mein. Yeh traders aur sarmayadaron ko izafay ke maqsad mein asal pooday se ziada maalik bana deta hai. Leverage aksar ratio ke tor par bayan hota hai, jese ke 50:1 ya 100:1, jo dikhata hai ke trader apne asal maal ke mukable mein kitna bara position control kar sakta hai.

                            Leverage Kaam Kaise Karta Hai:

                            Leverage kaam karne ka tareeqa samajhne ke liye, ek asaan misal ko samjhein. Maan lijiye ek trader ke paas $1,000 hai aur woh 50:1 leverage ke sath currency pair ki trading karna chahta hai. Is level of leverage ke sath, trader $1,000 ke bajaye $50,000 ke qareeb ka position control kar sakta hai.

                            Position Barhane Ka Izazat:

                            Leverage ke zariye traders ko asal maal ke mukable mein ziada se ziada positions control karne ki izazat milti hai.

                            Izafay Mein Asani:

                            Leverage potenshal izafay ko asaan banata hai. Agar market mein chhota sa izafa hota hai, to leverage usay bara bana deta hai.

                            Chhote Maal Mein Bari Tijarat:

                            Leverage ki madad se, chhote maal se bhi bari tijarat ki ja sakti hai, jo ke asal maal ke bina mumkin nahi hoti.


                            Barha Hua Risk:

                            Leverage ka istemal karte waqt, barha hua risk hota hai. Market mein chhote se tabdiliyat bhi asal maal ko khatra pohancha sakti hai.

                            Ghareluat Mein Izafah:

                            Leverage se, izafay ke sath hi ghareluat bhi barh jati hain. Agar trade ulta chala gaya to nuksan bhi ziada ho sakta hai.

                            Margin Calls:

                            Leverage mein, traders ko margin calls ka samna karna bhi parta hai. Agar market ki taraf se unfavorable movement hoti hai, to broker margin calls kar sakta hai.


                            Leverage trading aur sarmayakari mein aik qudrati hissa hai, lekin iski sahi samajh aur istemal bina, ye khatra ban sakta hai. Leverage ke sath tijarat karne se pehle, trader ko iske faiday aur khatray ko samajhna zaroori hai. Samajhdaar tareeqe se leverage istemal kar ke hi tijarat mein kamyabi hasil ki ja sakti hai.


                            There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                            ​​​​​​​

                            ​​​​​​​
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse


                              Title: Tapping into the Power of Leverage:

                              Introduction: Har ek shakhs, chahay woh digital dunia mein ho ya haqeeqi zindagi mein, aik user hai. Yeh lafz aam taur par technology se juda hua hai, lekin iska asal maayne sirf digital duniya tak hi maheeda nahi hota. Har amoor mein, har shakhs aik user hai jo apne tajurbe, soch, aur maqasid ko hasil karnay mein asbab aur zariay ka istemal karta hai.
                              1. Tajurbe ka Leverage: Har user apnay zindagi ke tajurbat ka leverage uthata hai. Tajurbe uske liye ek sabaq hotay hain, jo usay guzray hue waqt ki seekh aur samajhdari mein madadgar sabit hotay hain. Roman Urdu mein isko bayan karna user ko apne tajurbat se juda hua, aur doosray shakhs ko isse amoozgaar banata hai.
                              2. Soch ka Leverage: Soch, har user ka ek mukhtalif maqam hai jise woh apne maqasid tak pohnchne ke liye leverage banata hai. Roman Urdu, is soch ko bayan karne ka aik aasan aur qabil-e-faham zariya hai. Iske zariye, log apni soch ko doosron ke sath asani se taqseem kar saktay hain.
                              3. Maqasid ka Leverage: Har user apne maqasid tak pohnchne ke liye mukhtalif asbab aur resources ka leverage uthata hai. Roman Urdu is maqsad ko asaan tor par express karne mein madadgar sabit hota hai. Isse log apne maqasid ko doosron ke sath wazeh tor par share kar saktay hain.
                              4. Technology ka Leverage: Aaj kal, technology har user ke liye aik nihayat aham leverage hai. Roman Urdu, technology ke fawaid aur asan istemal ko samajhnay mein madadgar sabit hota hai. Isse log asani se naviagte kar saktay hain aur digital duniya mein apne maqasid hasil karne ke liye faida utha saktay hain.
                              5. Zuban ka Leverage: Roman Urdu, zuban ka aik khaas taur par leverage banata hai. Isse log apne khayalat, jazbat, aur raayon ko doosron ke sath asaanai se taqseem kar saktay hain. Yeh aik taawun ka jazba paida karta hai jo doosron ko samajhne aur apnay nuktae nazar ko pesh karne mein madadgar sabit hota hai.
                              6. Sath Chalne ka Leverage: Har user apne aas paas ke logon se sath chalne ka leverage uthata hai. Roman Urdu is taalluqat ko mazbooti se jor kar doosron ke sath achay taluqaat qaim karne mein madadgar sabit hota hai.

                              Conclusion: Roman Urdu, aam taur par digital dunia mein istemal ho raha hai, lekin iska asar asal dunia mein bhi ho raha hai. Har user ko iska sahi istemal kar ke apne tajurbat, soch, maqasid, technology, zuban, aur sath chalne ka leverage uthana chahiye. Isse na sirf apne liye balkay doosron ke liye bhi faida uthaya ja sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X