method of trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    method of trading
    jes method se hum trade karain gy us main hum apni lot ya position ko khud sey banaty hain,iss se ye andaza hota hai k trader 25$ jaisy small account sey be trading kr sakta hai,lazmi nahe k wo puri lot lay,ye lot kya chez hai isko contract size kyun bola jata hai iska javab apko next lessions main milay ga next lessions mai ap ko ye b btaya jaye ga k 25$ ka account q thek ni hay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think keh learning buhat aham hoti hy aur is ki madad sey hum yeh seekhtey hain keh hum neh kitney volum ki lots lagani hain aur profit aur loss ka kitna target rakhna hy. Agar aap key pas learning hy, experience hy to aap small amount sey bhi big profit bana lain gey lekan is key baghair aap big amount ko bhi zaya kar dain gey.
    • #3 Collapse

      g aap ki baat sahi hai lot size ham khud choose karte hain is tarah ham kam se kam amount se bhi trade kar sakte hain aor profit hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        app na jo 25$ sa amount ko bola hai es ka lesson hum ko kaha sa mil jay ga taka hum bh app ko follow ker ty howa kafe ache say trading ker sakan aur kafe acha pip bana sakan es business sa.
         
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: biland3 پيغام ديکھيے
          jes method se hum trade karain gy us main hum apni lot ya position ko khud sey banaty hain,iss se ye andaza hota hai k trader 25$ jaisy small account sey be trading kr sakta hai,lazmi nahe k wo puri lot lay,ye lot kya chez hai isko contract size kyun bola jata hai iska javab apko next lessions main milay ga next lessions mai ap ko ye b btaya jaye ga k 25$ ka account q thek ni hay,
          aap ne aik bohot achi information share ki hai jab ham forex mein as a new trader apni trading start karty hein to hamein start mein kam se kam volume size ka istimaal karna chahaiye and my dear brother 25 doller kafi small acount hai jis se loss hua to recover karna mushkil hota hai
          • #6 Collapse

            g han app ki bat sahi hay trading me lot size or position ko ham khud hi chose karty hey or leverage size ki waja se b ham kam se kam investment se b trade open kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              I think keh trading key leye planning ki buhat zarorat hoti hy. Planning sey aap small investment sey bhi big profit bana saktey hain aur loss sey apney balance ko safe rakh saktey hain. Hamain money management key concept ko samjhna hy aur is key mutabiq trading krni hy takeh is business sey loss ki bajaye profit hasil kia ja sakay.
              • #8 Collapse

                forex trading mai bohat sy method of trading hoty hain kyu k har insan ka trading karny ka apny style hota hai. ham ko chahiye k apni equity k lehaz sy apni trade size ki lot rakhain taky ham ko profit b acha mil jaey aur koi loss b na ho.
                • #9 Collapse

                  bhai mera view ma trading ap 5 $ ki lowest investment sa be start kr sakta hn agr ap k pass koi experience ho to ap 5 ko 50 ma convert be kr sakta ha trading aik easy or simple work ha lakin bina method or tarining k is ma work simple nhi ap ki investment k daromadar ap k capital pair or lot size pr hota ha
                  Best Rule of Trading Ever
                  ----------->Never Loss Money<----------------
                  --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                  Never Forget The Rule
                  • #10 Collapse

                    forex may kam karny k kafi method ha jis ko ham use kar k forex may invest kar skty han or is say earning ko daily base par rise kar skty han ye ap k lye or hamry lye sab say best work ha home base par kaam k lye
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai hmein apne trading mein aik method se kam krna thek rhta he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein sahih tarh se planing kr ke trading kia krein aur hmein trading mein sahih learning se faida hota he aur hmein apne trading mein kamaybe hote he
                      • #12 Collapse

                        trading k kafi methods hain ye aik acha buiness hai is ko kisi tareqy sy kiajata hai phir success hoti hai ye aik good buines hai is ko kahin bhi kia ja skta hai ye aik big buiness hai
                        • #13 Collapse

                          jes method se hum trade karain gy us main hum apni lot ya position ko khud sey banaty hain,iss se ye andaza hota hai k trader 25$ jaisy small account sey be trading kr sakta hai,lazmi nahe k wo puri lot lay,ye lot kya chez hai isko contract size kyun bola jata hai iska javab apko next lessions main milay ga next lessions mai ap ko ye b btaya jaye ga k 25$ ka account q thek ni hay,
                          • #14 Collapse

                            ap ne kafi achchi post banayeehai bro lekin ager ap apni investment achchi karey to ap ko kafi achcha ground mil jata hai apni trades ko move hone main or ap achchi trading ker sakte hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g very true agar ap new comer hain to always start with less amount ap ten dollars say b start lay sakty hain Es lea fifty dollars handsome amount hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X