dosto aj main aapko analysis ke baare mein Bataun ga Meri Baat Ko ghor sy parhana. Forex mn Analysis ki 3 types hain 1 . Fundamental analyse 2 . Technical analyse 3. Sentimental analyse teno hi ana chahye teno par focus buht zaruri hai teno hi humare liye buht best hain market mn achi trading k liye teno analyse karna buht zaruri hai fundamental analyse buht tough hota hai or technical analysis se humy market ki knowledge hoti hai jab k sentimental analysis s humy market k movements ka pata chalta hai humy chahye k hum mehnat karen mehnat s hi hum market s aware rh sakty hain. Iske alava Hamen Bahut Si books ki reading bhi karne chahie vah bhi Hamare liye bahut jyada helpful hai agar Ham Sath Sath books Nahin parhen gy To Ham pahle ki duniya mein bahut Piche reh jaenge.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим