New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy
    start mein new member ko chahie keva kam balance a Forex trading ke currency pair per kam karna shuru Karen kam balance se Ham currency pair per chhote volume se trade kar sakte hain aur currency Piar ki momemt bhi itni fast nahin hoti koshish karen currency pair mein candlestick ko samjho kyunki candlestick se Ham Apne acche analysis aur achcha profit asel kar sakte hain candlestick mein both Se aisi acchi candle Hai jinse Ham achcha profit asel kar sakte hain for example doji candle inverter hammer pin bar morning star Aur bhi bahut si candle Hain Jo hamare liye faydemand Hai hamen damo account per ine candlestick per kam Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

    bohot acchi information share ki hai is lia huma is information ko lazmi apnana chaya ta ka hum log is mia kafi acchi kamai kar sakain currency pair mai huma soch samaj kar trade karni chaya ta ka hum log currency pair sy earn kar skaian mara kahyal mai currency pair pr trade karna koi mushkal kma nahi hai is lia huma is mai mahant karna ho gi ta ka hum log is fida otha sakain currency pair accah hian jin ki waja sy hum log bahtreen kamai kar sakta hain
    • #3 Collapse

      Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

      G haan aap nay sahee kwha jab thak aap is business ko samajthay nahee hay tho aap is say faida nahee uta sakthay our candles ko samajna buhut ziada zaroori hotha hay kionka ise say he aap trade plan karthay hay our agar aap is ko nahee samjangay tho aap is say faida nahee lay sakthay.
      • #4 Collapse

        Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

        Is k baray achi terha say members ko khud say learn kerna hota hay or yeh aik mehnat wala kaam hay is ko her aik member nay khud say apni mehnat say learn kiya hota hay yeh is terha say threads say koi bhi member learn nahin ker sakta hay seniors member say rabta may ker learn kerna chaye
        • #5 Collapse

          Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

          belkul thk kaha hy forex men jitny bhe new member hen onhen chaia keh forex men gold jasy paireb oar trdae nai karen,jab new member forex men achio trah acha kam karen gy forex ,men jab dill laga ky kam naia kaaren gy forex men kabhe bhe achi kamyabi hai nai katr samke forex men kam ka karna bahot he kazmzi hy
          • #6 Collapse

            Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

            han g dear member waee candllestick paatern new members key liy best hy ap issko easily smjh ker apni trading mein kamiyabi hasil ker sakty hein apko chahiy keh ap iss mein apna kaaam phly choty curency pair sey apni trading start krein tub apko acha bonus bhi mill jaiy ga aour ap earninig bhi hasil ker sakin gy.....
            • #7 Collapse

              Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

              agar hum forex mai new hain to hamy learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga per he hum pasia kama saky gy forex aik amm bsienss ke nisbat aca business hain hum is mai bager pasiao ky accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

                hamy candle stick ko achy sy samaj kr currency par trding karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr ky makret main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

                  Agar Ham Forex trading main candlestick per mehnat Karen practice Karen demo account per to hamen kisi signal ki jarurat nahin padati to hamen chahie ki ham Forex trading ke chat per candlestick ke bare mein main achcha knowledge asel Karen aur jo acchi candle Hain unke a bare mein achcha experience hasil karne ki koshish karen aur demo account par practice Karen Agar hamara Jis candle per result achcha hai to hamen tab real account mein use Karen Taki hamen fayda Ho jitni prektis Ham karenge utna baytiar hamara result hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

                    Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading mein aap Agar currency part rate karna chahte hain to candlestick ko aap ko samajhna chahie Kitni acchi candlestick ki aap kaun wala Jogi itni acchi aap rate open karke acchi Adhikar sakte hain Forex trading Mein knowledge or experience ke sath kam karna chahie itni acchi knowledge ke sath aap trade lagaenge itni acchi Kamyab trader ban Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

                      Trading main candle stick patteren boht hi khas hen agr hamain Ye samjh main Ajate hento Ham forex Trading main boht hi Taraqi kar sakte hen Aur hamesha Profit gain kar sakte hen to candlestick patrren ko asal main Japanese Candlestick pattern kaha Jata he Aur Is main ziada Tarha Reverse pattern hote hen jo kisi bottom ki support ya top wali resistance par hi zahir hote hen in kay Sath ham agr kuch or tools ka use karte hen Jese RSI Aur stochastic ko iske sath mila kay kam krain to hamari trading main Yeh boht hi acha result denge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New member currency pair per candlestick ke bare mein samhjy

                        New members kay liye trading kernay ka sab say asan hal yeahi hay kay trader candle stikc theory ko smajay. ager trader candle stick theory jo samag leta hay to wo basic trading kerna seekh leta hay aur candle stick per boht sari simple trading strategy bani hoe hain. is liye har new trader ko chahye kay wo candle stick pattern ko boht achi samjay aur is ko boht gehrai main ja ker learn kernay ki koshish keray.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X