planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    planning
    Ab main apko futures planing ka btanay ja raha hu.Spot trading k bad future ka number aata ha is ko samjhna b spot trading k samjhne jitna importan,usefull aor necessary hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes you are right forex main planning ki boht ehmiyat hai hum forex ki madad se apna future better kar sakte hain forex se hum ghar bethe achi earning karte hain or hamen sab se ziada planning par focus karna chahiye.
    • #3 Collapse

      planning is most important for forex. if you want to earn from a business we need a proper plan. without planning we will not be a good trader
      • #4 Collapse

        dearfriends g hain g forexaik bhut acah kamhain si amm hum kolosbe aur proftieb hotu hain si ma hum ko kam ka bhutexpeeince hasal hotru hain si very bestrt bussiness,
        • #5 Collapse

          is business main apky strong [lanning hni chye is sy ap traing krty waqt confuse nhi hty ky ab kia krna chye balkyl apko 2 plan tyar rkhny chain
          • #6 Collapse

            dear friends insaan ko kamiyab hone k liye apni life ki planing krni prti hai .. bilkul aisy hi agr ap kisi business me kamiyab hona chahty hn to ap ko planing krni parti hai or without planing k ap os business me kamiyab ni ho sjty .... q k planing har kamiyab cheez ki shorowaat hai ........
            • #7 Collapse

              Re: planning

              Spot trading ka mujhe nahi pata Kijiye kya hoti hai lekin main currency trading our future trading bahut acche tarike se kar sakta Hoon currency trading isliye rahada Aasan hai Kyunki isme currency Upar Neeche hoti rehti hai aur Banda Hedge Kar Ke Is Se fayda Utha sakta hai. Future trading Mere Khayal mein bahut risky trading hai.
              • #8 Collapse

                Re: planning

                Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna Chahun Ga Ke ham jab Bhi trade Karen Tou Hamen as main Chahiye plan lar Ke Pher trade karna Chahiye Aur market ko Achi Tarha Dekh Ke trade karna Chahiye thanks
                • #9 Collapse

                  Re: planning

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: biland3 پيغام ديکھيے
                  Ab main apko futures planing ka btanay ja raha hu.Spot trading k bad future ka number aata ha is ko samjhna b spot trading k samjhne jitna importan,usefull aor necessary hai.
                  Assalamualaikum ji bilkul bhai Hamein planning ke sath Chalna chahiye Taki Hum Apne future ko bhi secure karne ki koshish karen Hamari acchi planning se hai hi Hamara future secure ho sakta hai agar Hum Jyada mehnat Karenge aur Har Baat Se sikhane Ki Koshish Karenge to yakin hum kamyabi Hasil kar sakte hain Shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: planning

                    plan karna itna aasaan kaam nahin hay jitna nazar aata hay , lekin aik baat hay planning ko aap risk minimiser bhi keh lain tou haraj na ho ga, aap planning ko agar apni aadat bna len gay tou aap ko ic mn mustakbil mn faeda ho ga or aap ic ki madad say kafi or bohot baray loss say bach jatay hen , planning ka forex trading ka aik bohot bara faeda yeh bhi hota hay keh aagay aanay walay ups and down ko minimise kiya jaa sakta or waqat say pehlay future ki tasweer banai jaa sakti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X