Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

    yes jo log hard wark karte hain or mehnat karne se nehi gabrate woh kabhi bhi forex trading mein lalach nehi karte kunke unko malom hai ke aghar hum forex trading mein lalach karen gey to humari mehnat bhi zaiya ho jaey gi kunke lalachi insan kabhi bhi kamyyab nehi ho sakta or usko hamesha nuksan hi hota hai isley lalach se bachna chahey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

      Jo mehnat kartey hain wo kabhi lalach nahe kartey mehnat karney waly he kamyab hotey hain or lalach buri bala hai jo lalach karta hai wo kabhi kamyab nahe hota isliye hamesha mehnat sy kam karain lalach na karain lalach karengy tou kabhi kamyab nahe ho sakengey
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

        Gee haan jo log apnay kaam mein mehnat kernay walay hotay hain tou woh apna her kaam seedha ho ker kertay hain mearket mein mehant karain t hi ham yahan pe kaam kar sakte hain isliye agar ham ne mehnat nahi ki to ham market mein greed mmein buhat loss karain ge tu mehant karyn best trader ban jayn
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

          Ji han Pakistan Forex mein hamen chahie Ham lalalach na Karen lalalach account wash Kar daity hyPakistan forest mein agar Ham imandari se kam karenge agar yahan par acchi tarah se Ham kam Karen gay Tu Hi success hi hogi
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
            sabko chy keh iss main zyda say zyda mehnat krein q keh jub aik insan mehnat kerta hai to woh lalch ka sochta bhi nhn hai woh bus apni mehnat ka sila chata hai our lalchi insan kabhi kamyaab nhn hota insan ki lalch ka piyala kabhi nhn bharta lakin hamein lalch say hamesha door rehna chy lalch say nuqsan he nuqsan hote hain..
            Jo log mehnat Karke kam karte hain vah market contest and Karke kam Karte Hain isliye vah Hamesha Soch Samajh Kar aur planning Karke kam karte hain aur use planning Mein Apna profit ka target mein chat kar lete hain aur kabhi bhi lalach nahin kar lete hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat kerny wala kabhi lalch nhn kerta.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
              sabko chy keh iss main zyda say zyda mehnat krein q keh jub aik insan mehnat kerta hai to woh lalch ka sochta bhi nhn hai woh bus apni mehnat ka sila chata hai our lalchi insan kabhi kamyaab nhn hota insan ki lalch ka piyala kabhi nhn bharta lakin hamein lalch say hamesha door rehna chy lalch say nuqsan he nuqsan hote hain..
              Jo log mehnat Karke kam karte hain vah market understand Karke kam Karte Hain isliye vah Hamesha Soch Samajh Kar aur planning Karke kam karte hain aur use planning Mein Apna profit kadargarh bhi set kar lete hain aur kabhi bhi lalach nahin kar lete hain

              اب آن لائن

              Working...
              X