lalachi ko kamab nahi milti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalachi ko kamab nahi milti
    lalach hamara sab sy bara dusmain hain hamy is ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai haary broekrs ka koi be qsoor nahi hota hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalachi ko kamab nahi milti

    اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
    lalach hamara sab sy bara dusmain hain hamy is ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai haary broekrs ka koi be qsoor nahi hota hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
    lalchi insan kisi bhi kam mein kamyab nahin hota hai kyunki jab bhi wala ladke sath kam karta hai to vah fail ho jata hai aur uski kamyabi ke chance bahut kam hote Hain Jo vah munafa Le chuka hota hai to vah bhi apna Jaya kar deta hai isliye hamen lalach ke sath Kam nahin karna chahie balki hamen acche tarike se kam karna chahie lalach ke sath kam karne se hamen sirf aur sirf nuksan hi hota hai hamen kabhi fayda nahin Mil sakta isliye hamen lalach ke sath bilkul bhi Kam nahin karna hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: lalachi ko kamab nahi milti

      G haan is mah jo be lalich kartha hay sab say pehlay he oska account wash ho jatha hah our per wo poora maheena haath maltha hay lekin oske ke hoe mistake wapas nahee ho sakthe is liay hamay pehlay sah he is baath ko zehin may rakna chahiay k jo lalich kqrtha hay wo nuqsaan may retha hay.
      • #4 Collapse

        Re: lalachi ko kamab nahi milti

        اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
        lalach hamara sab sy bara dusmain hain hamy is ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai haary broekrs ka koi be qsoor nahi hota hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
        ji han dost apne theek kaha forex business jab ap lalach nhi karen ge kyun ke forex busines jab ap lalach karte hain to lalach ki wajha se ap ko nuqsan uthana par sakta hai jab ap big lot size par lalach karte hain to ap ka trade loss main jane par account wash ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: lalachi ko kamab nahi milti

          G han dear ap ny sai kha hy is me ham acha kam karty hy yo ham ko kamiyabi millte hy agar ham is me lalach sy kam karty hy yo ham ko is me khabhi bhi kamiyabi nhi mill sakti agar ham lalach karty hy treading me yo ham ko loss hi hota hy or profit nhi hota
          • #6 Collapse

            Re: lalachi ko kamab nahi milti

            forex 1 on line business hain humain es main kam karny kay ley es main boht mahnat say kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es amin kam kar kay es main boht sa pisa be kma skty hain forex main gaar hum es main lalche bn kar kam karain gain to humain es main boht nuqsan ho ga our humaira account be band ho skta hain our humain es main loss be ho skta hain
            • #7 Collapse

              Re: lalachi ko kamab nahi milti

              Ye baat to done Hy dear Kay lalach krny Wala hamehsa is me nuqsan me rehta Hy and is me Kam krna itna asan nahi hota Hy working kren lekin achi tab hi hamen is me behtr faida hony Kay chances zada ho jaty hen acha kam krny Wala hi is busness me kamayabi hasil krny me thek Hy
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: lalachi ko kamab nahi milti

                G haan joo bhe trading main lalach kRE ga ese loss ho ga wo kabhi kamyabi hasil nhi ker [paye ga,lalach our kamyabi key asey samaj lein jang hy ye dono kabhe akhtey nhi ho sakty hain kamyabi chaye to lalach ko chorna he hoga.lalach kr k hwer koepachtata hy lalach baghut hi buri bala hy.
                • #9 Collapse

                  Re: lalachi ko kamab nahi milti

                  agar hum kamyab hona cate han to ham paly leanring gain kar kky forex aik international or kabe be band na hon wala business hain hum is mai part time be kam kara sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain forex aik am buisness ke nisbat acha business hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: lalachi ko kamab nahi milti

                    FoRex Trading Main Jo shakhs Lalch KaRtaaaa Hai WOh Kabhi Bhi Naaaa hi Kaamyaab Ho SakTaaa Hai Or Naaaa hi Apnay AccOunt Ko WaSh Honay Se Bachaaa SakTaaa Hai To HumEn Chaahiye k Agar Kaaamyaabi HaasiL KaRnaaa Chaahtay Hain To is Main Lalach se PaRhEx KaRen Or Apnay AccoUnt ko Dekh KaR Lott SiZe LaGaani Chaahiye Taaakay AccOunt Ko Wadh HoNay Se BaChaaa saKen...
                    • #11 Collapse

                      Re: lalachi ko kamab nahi milti

                      Ye such hai kay lalach ko kabhi kamiybi nahi milti hai ager ap lalach ko minde main rakhyn gye or is kay bawajjod apko kamiybi hasil na hoto ap samjh layn kay lalach main kamiybi nahi hai ulta nuqsan he hasil hota hai so apko chiye kay kabhi bhi lalach ko market minde main rakh kar kaam na he karyn to apky liye behter hi so zarori hai kay lalach kamiybi kay rasty main subh say bari rukwat haiis say perhaiz bejyer hai
                      • #12 Collapse

                        Re: lalachi ko kamab nahi milti

                        g han bhai apne bikul theek kaha hai hamein iss main bikul bhi lalch nhn kerni chy lalch insan ko andhy kunway main lay jati hai hamein chy keh hum mehnat our sabr say kaam lain mehnati insan kabhi lalch nai kerta q keh woh mehnat kerta hai our apni mehnat k phal ka intzar kerta hai ............
                        • #13 Collapse

                          Re: lalachi ko kamab nahi milti

                          Greed never succeeds ۔So avoid 100% greed Greed always fails .Greed is evil that ruins humans, so one should work without thinking without lala .
                          • #14 Collapse

                            Re: lalachi ko kamab nahi milti

                            g han bhai apki bat bilkul thek ha agr hum main say koi bhi lalach karta ha to osko kabhi bhi kamiyabi hasil nahi hoti ... is lia humaen chaiya kay lalach ko chor kar mehnat say apna kaam karen INSHALLAH phr humaen kamiyabi bhi hasil hogi ... or isi main faida bhi ha .. lalach such ,main hum sub ka sb s bara dushman ha ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalachi ko kamab nahi milti

                              Ham alach kry gy to ham nakama.ho jaye gy lakachham nai kry gy to tb hi ham kamyab reh sgty hy sahi mhant ham kry gy to tb hi ham kamyab reh sgty hybsahi mhant wala bnda hi kamyab hy sahi mhant kry our kamyab reh sgy gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X