vertical Line

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
    friend forex ma vertical line kya or ye kis trahn hmari trading k liye best sabit ho sakti ha plz guide me and givve ans jjust about vertical line..
    my dear brother forex mein ham trading k douran different line use karty hein aap jis vertical line ki baat kar rahe hein is se hamein market aur kisi bhi currency k chart ko samajhny mein madad milti hai jis se ham trading achy andaz mein kar sakty hein aur ye bht helpful line hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      sir main abhi nahin janta k vatical line kia hoti hai aur ye kaahan istamal hoti hai main abhi naya hon forex forum main kun k mujhe abhi trading k bary main kuch bhi nahin maloom aur main isi liye ap ko vartical line k bary main nahin bta sakta jab mujhe is ka ilam hi nahin ho ga to main kese ap ko bta sakta hon.
       
      • #378 Collapse

        jnab mujy is kay bary main ziada maloolmat nai hay humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho skay main nay abhi learning karni hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #379 Collapse

          forex chart par jo veritical line show hoti hay wo market ki current price ko show karti hay aur es trha hum daikh kar market main trade kay liey enter ho sakty hay so humay market ko theak say analyiss bhi karna chahiey
          • #380 Collapse

            ham koi bhi jaga jahan se analysis start karte hain market me wahan laga sakte hain koi strategy bana rahe hon to wahan per laga sakte hain is tarha se ham market ko just analyze karne ke lye in lines ka use karte hain or horizontal lines ham price action me use karte hain .
            • #381 Collapse

              forex trading main vertical line market ki price ko show kar rahi hoti hay aur agar hum esko daikh kar trade place karen gay to market main profit earn kar sakty hay profit humary analysis par depend karta hay
              • #382 Collapse

                forex market kay bary main jo vertical line jo hoti hay wo market ki price ko show karti hay esi trha humay market main har choti say coti cheez kay bary main pata hona chaihey tabhi kamyab hon gay
                • #383 Collapse

                  Vertical aur harizental line dono humare le bohout paidamand hai ke hum in se pata laga sakhte hai ke forex mein ab kia ho rahai ahi aur age trend kis tarap jai ge ye bohout he zarori hai ke hum jan le
                  • #384 Collapse

                    market forex trading is k liay hum nay market ka kia trend hota hai is ko kis tara say study kr saqty hain ye sub maloom krny k liay best hota hai k hum nay is ko ik line k sath is ki support line or resistance ko maloom krna asan ho jata hai or isi say humy kaam ko profit main change krny ka moka milta hai
                    • #385 Collapse

                      jo is kaam mian abi join kr rhy hain in k liay meri trf say ik idea hai k hum ko is kaam main invest krny k sath demo account main kaam ko krna hota hai jis say ye idea milta hai k kis tara say hum nay is market ko study krna hai or kon si line is mian kia kehti hai
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #386 Collapse

                        verticle line wo hoti hai kay jis ko ap trend ko draw karnay kay liay use kartay hai ap s ko aik achui trend line kay waqt yab tradimng ko use kartay huya hi draw karkay check kar sakaty hai
                        • #387 Collapse

                          vertical line jo keh metatrader 4 main hoti hay wo market ki currecnt price ko show kar rahi hoti hay aur jaisy jaisy market ki price change hoti hay wo line bhi apni posting change krti hay
                          • #388 Collapse

                            metatrader4 main jo vertical line hoti hay wo market ki price ko show kar rahi hoti hy aur market ki price change hoti rehti hay to wo line bhi apni postion change karti rehti hay
                            • #389 Collapse

                              forex trading main jo veritical line use hot hay to usko hum trading main price ko check karty hay aur es say humay andaza hota hay keh market ki current price kya hay aur humay tabhi entry point milta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Bhai verticak aor horizantal lines chart ma use ki jati hen jo humen market ki oosition btati hen ups aor downs btati jen os sy humen market trend ka andaza ho jata hai is sy humen guzry huy dino manmarket crruncy etc ki postion ka ota chkta hai humnen andaza ho jata hai ky kitni changings ai hen market ma

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X