Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...
    Dear friends, forex ek aisa field ha jis me insaan har waqt kuch na kuch seekhta rehta ha. kabhi loss to kabhi profit. ye ek aisa business ha jis me halaat kisi bhi waqt karwat le saktay hain aur profit loss aur loss profit me tabdeel ho jata ha. Kabhi kabhi analysis kuch kehtay hain aur hota kuch aur ha. esi waja se mere khayal me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

    ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hassil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
      Dear friends, forex ek aisa field ha jis me insaan har waqt kuch na kuch seekhta rehta ha. kabhi loss to kabhi profit. ye ek aisa business ha jis me halaat kisi bhi waqt karwat le saktay hain aur profit loss aur loss profit me tabdeel ho jata ha. Kabhi kabhi analysis kuch kehtay hain aur hota kuch aur ha. esi waja se mere khayal me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye.
      Exactly Forex Mein Jab Ham overconfidence ok trade Karenge To Ham loss Karenge.. Kyunki forex market every time aapki favour Mein Munh nahin karti Kisi bhi economical events ya Kisi fundamentals ya technicals se market always aapki favour Mein Nahin jaati so Ham Logon Ko overconfidence reading Nahin Karni chahie koi bhi trade foot karne se pahle Humko Apne trading plan ko follow Karen aur discipline ke sath trading Mein entry Le Agar Ham overconfidence Ho ke bina Kisi evidence ke inter Lenge To Ham loss Karenge
      • #4 Collapse

        Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

        Forex trading Aik esa business se jis mein hamesha learning ki gunjaish rahti hai aur koi bhi trader yah expert reader Aisa Nahin kah sakta ki vah mukammal taur per knowledge Hasil kar chuka hai. Koi bhi traders itna bhi expert ban jata hai lekin learning ka hamesha uske sath sath rahata hai aur agar vah usko avoid karta Hai to sometime vah bhi kisi bade last ka samna kar sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

          new song for MI 4x market maker biwi apne aapko expert nahin samajhna chahie kyunki aapko pata hona chahie ki jab Ham apne aapko expert samajhte Hain. to usi mein khatam hello Soni lag jata hai kyunki jab Ham expert samajhte Hain to Ham bigger lot size lagate Hain aur market thodi si haldi ke upar hamar account Bhaskar deti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

            Forex main loss r profit dono hi business ka part hain hamy is business main mehnat k sath kam kerna hota hai trading main apna experience khoob berhana hota hai r ye kam forex ki proper learning se mumkin hai k trading knowledge hoga to achi trade ker saken gy r isi base per ham expert traders ban salen gy lakin is markete main boht bary bary expert traders majood hai to khud ko expert us base per samjhen jab ap yahan per mehnat kerna janty hon
            • #7 Collapse

              Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

              ap ki bat kafi had tk thk hen dear market ka koi bharosa nhi hota kbhi to opposite trend men market move krne lg jati he but ye boht km hota he agr ap trading k analysis ko smjh kr or news ko dekh kr or indicators ko dekh kr or smjh kr trading kren gy to aysa boht km ho ga k market opposite move kre or agr aysa hota bhi to ap stop loss ko use lazmi kia kren is se boht faida ho jata he account wash hone se bach jata he
              • #8 Collapse

                Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

                forex aok online business hain hum is mai part time be kaam kar skaaty hain hum is mai full timee be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex jasa ki or business nai hain hum is mai agar lalaci ban ky kam ary gy to hamy loss ho jy ga forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala bsiness hain is maai hamara koi be bss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

                  forex aik wasee business hain is main ham live or sadda urdu main baat karty hain hamy is main acha or alla qualitie kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kr ky apni life style change kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jan y ki zarort nahi hoti hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me kabhi bhi apne aap ko expert nahi kehna chaheye...

                    Pakistan Forex mein agar aapko acchi kamyabi Hasil Ho jati hai To aapko chahie apni tarif Bar Bar na Karen aapko chahie mehnati per acche acchi Tarah Se dhyan den Ek Din acchi kamyabi aapke liye possible Hoga Khoob Dil lagakar accha Sa time West Karen acchi hardworking se kam Karen Forex aapko accha Sa Yahan per price dega

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X