Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...
    Mohtaram dosto, baaz awqaat ham jab trade lagatay hain to us waqt ham ye nahi sochtay k market hamaray trade k against kitna ja sakti ha. For example agar ham EURUSD ki trade jo abhi 1.0750 pe chal rahi ha aur es jaga agar ham BUY trade lagatay hain to hamain ye sochna hoga k jo hamaray pas balance ha wo kitna loss bardasht kar sakta ha. agar hamaray pas 100$ hain aur ham es jaga 0.5 lot size k saath BUY trade laga detay hain to wo 1.0550 tak loss bardasht kar sakta ha. esi tarah agar sell lagaingay to wo 1.0950 tak loss bardasht karay ga. to baat karne ka maqsad ye ha k jab b trade lagain to risk ki calculations lazmi karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

    g ham dear forex hai he ek risky business agr isko krna hai to hamen apne ap ko bht he mazboot banana hoga r apne ander himat r hosla paida krna hoga risk lene ka qk bina risk lye hum forex trading ninkr oaen ge r agr kr bbi len ge to shyd acha profit na le paen to koshesh krna chahye keh hum forex pe achi planning r learning kr ke he kam kren tb he risk km ho skta hai loss ka
    • #3 Collapse

      Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

      G Han dear agree krta hun lekin aik Chez ye bhi hay Kay AP is me bgair risk Kay Kam kr bhi nahi skty hen jab AP risk lety yeb to hi ap ko is me acha profit milta Hy AP acha Kam krhy me tab hi expert ban skty hen jab AP risk lety hen aur risk ap ko experienced trader bqnata Hy
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

        Ham risk ko ignore nahin kar sakte Kyunki Humne risk manage karna hota hai agar hum usko ignore kar denge to ham loss karenge Hamen loss nahin karna Hamen profit kar diya hai Jiske liye Hamen risk management karni hai time investment karenge to hi Ham yah sab kar sakte hain Kyunki Agar Ham market ko time nahin denge to fir Hamen knowledge Nahin milega aur Agar hamare pass knowledge Nahin hoga To Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

          G han agr ap forex business krty hen tu ap ko los ko zehn me rakhna chahye loa ko ignore nai krna chahye jb ap los ko bhol jaty hen aur sirf profit ko zehn me rakhty hen tu tb ap kisi din boht bara los krty hen es lye forex me los ek hakikat hai apko los ko ignore krny ki bjaye hr trade open krty wakt los ko yad rakhna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

            hum risk ly gy to he hum munfa kamaa saky gy forex aik onlie business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik amm busienss ke nisbat acha busness hain hum is mai agr lalaci ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain yai all world mai boat taze sy famous ho raha hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

              forex aik risy business hain ham is mai live or sada urdu main baat karty hain hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bons hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

                forex aik online business hain hum is mai risk ly gy to he hum pasisa kama saky gy froex jasa koi or busienss nahi hain hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ami out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy siraf or soraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                  Mohtaram dosto, baaz awqaat ham jab trade lagatay hain to us waqt ham ye nahi sochtay k market hamaray trade k against kitna ja sakti ha. For example agar ham EURUSD ki trade jo abhi 1.0750 pe chal rahi ha aur es jaga agar ham BUY trade lagatay hain to hamain ye sochna hoga k jo hamaray pas balance ha wo kitna loss bardasht kar sakta ha. agar hamaray pas 100$ hain aur ham es jaga 0.5 lot size k saath BUY trade laga detay hain to wo 1.0550 tak loss bardasht kar sakta ha. esi tarah agar sell lagaingay to wo 1.0950 tak loss bardasht karay ga. to baat karne ka maqsad ye ha k jab b trade lagain to risk ki calculations lazmi karain.
                  This one is recommended Ham Logon Ko usko ignore nahin karna chahie Jo Forex Main Usko ignore karte hain vah Forex Mein loss Karte Hain. In aapane bahut hi acchi example Li Hai ki agar Ham Ne jovan us ki per lot size ke shot trade Kiya aur Hamara lot size bhi dekha aur iske sath Humne Jo risk reward ratio vah bhi bahut jyada tha halanki Hamara risk reward ratio 1 by 4 Hona chahie lekin Humne to buy folia 50-50 Humne risk eulalia soja 50-50 wrestling To Ham Forex Mein success ke chances bahut kam hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

                    Dear forex may agar risk nahi ho ga to kaam kaysay ho ga iss risk ko aap khtam to nahi kar saktay ho laykin ham iss ko kam zaror kiya ja sakta hay or quen kay aap iss ko kam kar laytay ho to phir iss say aap kamyabi bi utha saktay ho jaysay aap ko pata hay kay aaj market nay 100% up may jaana hay to aap small lot size use kartay howay treading karo phir agar market par koi asar nahi paray to bi aap iss ko ignor na karo balkay iss may achi tarha say analyzing kartay raho.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me risk ko ignore nahi karna chaheye...

                      Hanya is kam my rosk jaia lena chiya hamaya chiya k hamnapanaianmhata ko jitna hui zeada ho sgy kry agr hamnpanaia mhanta zeada hama nai kry gy to ha kamyab jaianhongy riak ko ignore na kry na hi is ko easy smjhy isnmy shi sahi apana kam kry

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X