Mistake - You learn More
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake - You learn More
    aap apni mistake se Hi sikhate Ho itni jyada mistake hoti hai aapko samajh jaati hai ki aapko aisi mistake se mujhe class ho raha hai to main dobara mistake Na Karo mistake is your teacher
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake - You learn More

    g dear mistakes sa seekh kar hi hm achay aur expert trader bntay hain lihaza agr hmain kisi mistake sa loss ho to usay point out kar k clear karain aur repeat na honay dain ta k hm achi tradibg kar k fruitful results hasil karain
    • #3 Collapse

      Re: Mistake - You learn More

      g han hum log mistake sy zayda sekh sakta hain or hum log jitna ho saka kam karan chaya or mistakes ko skehan chaya ta ka huma maloom ho ka hum na kia mistake ki hai or hm is mai kub or kasa kamyab ho sakta hian or kun na ho mistake hamri sub sy bari teacher hai is lia huma is sy sekhan chaya ta ka acchi earning ho saka or bahtreen kamai kar sakain
      • #4 Collapse

        Re: Mistake - You learn More

        Insaaan Hamesha ghltion s he seekhta h hmain chahye kh hm log jab b ghlti krein to daikhain hm n Kahan par ghlti kii phr us s seekhein or daikhain KH ghlti s nuksaan Kia hua phr he hm achy trader bn skeingy jiski base p hm n agy Jana h or khud ko Acha trader bnaty hein
        • #5 Collapse

          Re: Mistake - You learn More

          Dear aapane Sahi baat ki hai Hamen apni galtiyon Se sikhane Ki Koshish Karni chahie Kyunki Hamari galtiyan Hamari acchi Ustad hoti hain Jab Ham apni galtiyon se sikhna shuru kar denge To Ham bahut acche tarike se apni Galti ko recover karne ke sath sath apni Unka teenon ko profit Mein change karne Ke Kabil Ho Jaenge isliye Hamen apni galti se pareshan Nahin Hona chahie badke acchi learning Hasil karne ki koshish Karni chahie ise se Ham apni trading Mein successful ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Mistake - You learn More

            dear hum se mistakes ho skti hain qk hum perfect ni hain r na he hamare pass bilkul r pura forex ka knowledge hai to hamen koshesh krna chahye agr hum se koi mistake go jae to us pe foran action lena chahye r koshesh krna chahye keh seniors se help le kr r apni mehnat kr ke usko correct kren r us se learn kren qk mistakes hamari kamzorian dekhata hai
            • #7 Collapse

              Re: Mistake - You learn More

              hamy mistakes sy lerning gain kar ky kam karna ho ga per he hum pasia kma saky gy forex aik online business hain hum is mai free acount baana kar be kam kar sakty hain hum is mai parat time be kaam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Mistake - You learn More

                mistskesa ko avoid kar k hi hum cahi rade karein gay aur hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum ach iearn karien gay aur is forum main kam k ar k hi hum achy say trade karny k kabil hon gay aur hamain demo main ja k is k bary main practice karni ho gi tab hi hum suces sho skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake - You learn More

                  Mistakes se Ham bahut Kuchh sikhate hain aur Agar Ham kam karna chahte hain To Ham bahut Kuchh learn kar sakte hain Agar Ham mehnat karenge Ham Kamyab ho sakte hain market Mein mehnat karne wala hi Kamyab Hamen chahie ki Ham market Mein knowledge or experience ko improve Karen Agar Hamen experience Hasil karenge To Ham bahut Achcha kam kar sakte hain lekin iske liye Hamen mehnat karni padegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake - You learn More

                    Dear Forex member aik expert trader hmesha apni galtiyon se seekh kr apni trading ko kamyab bnane ki koshish krta Hai humen bhi Agar apni trading ko kamyab bnana Hai to phir humen chaheye KY jab bhi humen loss ho to us se pareshan na hun balky apni learning ko istemal krty hwe apni galtiyon ko recover krny ki koshish kren is se na siraf hum apna experience behter bna sakty hain balky hum ache trading ko bhi possible bna sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake - You learn More

                      Trading main mistakes bhi learning ka iak bohat bara zariya hain trading main jab ham mistakes karte hain tou hame loss hota hai or phir ham samjh jate hain ke aainda ham ne ye mistakes nahi karni or is se hamara knowledge or experience increase hota hai is liye apni ghaltiyon se seekhen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X