Market movement due to current situation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement due to current situation
    is waqt market ke moment Malik mein lock down hone ki vajah se kafi niche ja rahi hai sirf Pakistan mein hi nahin bhar ke aur bhi contries mein main lock down chal raha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement due to current situation

    g dear aisi situation ka market ki moment par bht impact ho raha ha aur market kafi unexpected move kar rahi ha is tarah ki sitaution ma hmain bht soch samajh kar apnay decisions lainay chaian ta k hm nuksan sa bach sakain
    • #3 Collapse

      Re: Market movement due to current situation

      Gee haan bhai iss waqt jo market mein current situation chal rahi hai tou uss mein humain trade soch ker lagani chahyea kyun kay forex mein market ki movement bahut tezz ho rahi hai aur kabhi up tou kabhi down iss lye iss mein loss kay chances zayada hotay hain aur humain loss sae bachna hai
      • #4 Collapse

        Re: Market movement due to current situation

        G han forex market pe Corona viras ne bahut ziyada effect kiya hey aur market bahut ziyada risky aur dangerous position men hey aur fast aur unexpected movement kar rahi hey aur iss situation men trading karna mushkil ho gai hey iss liay tamam traders apnay account ko safe rakhen aur market k stable honay tak trading se avoid karen
        • #5 Collapse

          Re: Market movement due to current situation

          market ki movemetn kahtam hai is current situation mai agr hum log bat karain tu huma maloom ho ga ka kasa ya market move nahi kar rahi is surat hal mai kafi masla bana howa hai pori dunya bemari ki lipate mai hai or hum log is sy kafi pershan hain jis ki waja sy pori dunyha ka karobar kahtam ho gaya hain or kafi masla ho gaya hian is lai huma soch samaj kar kam karna chya
          • #6 Collapse

            Re: Market movement due to current situation

            Brother aapane Sahi kaha hai market ki situation is Waqt bahut hi critical ho gai hai Kyunki is Waqt Sare countries lockdown ho gaye hain Kyunki virus bahut hi Buri Tarah Se fail raha hai agar Ham is Waqt acchi kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen proper practice karni Hogi aur is business ko samajhne ki koshish Karni Hogi Taki Ham Ghar baithkar is business Mein acchi ab Nahin Hasil Karen aur apni family ko Behtar tarike se support karne mein Kamyab Rahe
            • #7 Collapse

              Re: Market movement due to current situation

              market main movement ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hium achi trade karien gay aur hamain si forum main kam ka rk hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hums ucess hon gay aur hamain market main bi pat t ime main bi job kar ksaty hain aur market k bary main soch smajh k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Market movement due to current situation

                hamy market ke movement ko samj kar kam kara ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online business hain hum is maai free account bana kjar be kam kar skaty hain forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignere kar dy gy to hhamy loss o ga forex aik amm business ke nisbat acha or unique business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market movement due to current situation

                  Market bahut unstable hai aur bahut important hai ki Ham Jahan se market ko mehnat karke follow karenge Agar Ham market ko loose kar denge to fir Ham market Mein profit nahin kar sakte market ki situation kaisi bhi ho Agar aapke pass system hai to aapko guidance mil jaati hai aap kam kar sakte ho aap ki mehnat aapko batati hai ki aap kitna Achcha profit kar sakte ho to apna profit Hasil karne ke liye market Mein system banaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Market movement due to current situation

                    bhai mere khayal se lockdown ki wja se forex ka kam krne walon ko koi fark nhi parta wo log abhi bhi ghr beth kr trading kr skte hen or achi earning kr skte hen balky men to kahn ga k jb tk lockdown he tb tk hr kisi ko apne ghr beth kr trading ka kam hi krna chahiay or earning krni chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Market movement due to current situation

                      Dear friend aapane Sahi kaha hai is Waqt bahut Sare countries ke halat bahut kharab ho gaye hain ya Virus ki vajah se ho raha hai yah sab virus ka effect hai aur Market bhi isase bahut Buri tarah mutasir ho rahi hai Hamen is Waqt bahut Soch samajhkar risk Lena Hoga bahut Soch samajhkar decision Lekar usse follow karne ki koshish karni ho gaya Dubai Hamara account bhi watch ho sakta hai aur Hamen koi fayda bhi Hans Mein hi hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Market movement due to current situation

                        hamy market ki currenct condition ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market man run kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time professiaonl be bana sakty hain yai kabe band na hony wala business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market movement due to current situation

                          Market ki movement pichhle aik month se buri tarike se disturb ho chuki hai kyunki Puri duniya mein aise fundamental changes aaye Hai jiski vajah se tamam duniya aur uske sath sath forex trading disaster Ka shikar ho chuki hai. Recent disaster coronavirus abhi Tak khatm hone ka naam Nahin le raha jiski vajah se market mein masjid ups and down aaenge aur koi aisi prediction Nahin ho sakti ek kab market man stable hogi.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X