ai bat yad rakhay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ai bat yad rakhay..
    ap nay ak baat yaad rakhni hai wo ye k currency ka koi b symbol hoga hamesha is k 3 letters hu gy.Phle 2 letter country ko indicate karty ha aor 3rd letter us country ki currency name ko indicate karta hay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    okay sir jee app ne ache balke interesting information share ki hai boht se log iss business main kafi time se hon gain lakin un ko iss information k bare main kuch pta nai ho ga i am sure thanks app ne iss ko share kiya :)
    • #3 Collapse

      dear mughe ap ki post ki samjh nahi ae mere khayal se ap kehna chahte hai ke forex market mai ap kise bi aik symbol par kam kare or us ko pure tarha anaylsis kare take ap ko us pair ke bare mai knowledge or experience mil sake .........
      • #4 Collapse

        Apny bhot ache bat boli hai currencey use kartx waqat humy is bat ka khayal lazmi rakhna chaye k humy currencey k symble k 3 word likhne chaye ek symbol us country ko show karta jis country ka dollar hota hai
         
        • #5 Collapse

          My dear friends yhe bohat achi information ha. bohat se forex traders jo forex main new hote hain un ko currency ki symbols ke bare main nai pata hota. but is thread main currency ki symbols ke bare main best tarike se bataya gia ha.
          • #6 Collapse

            bari hi achi information di hae ap ne kiunk mere bhai mere hisab mein forex trading mein is tarah ki information her trader k pas hi hona chahiay kiunk isi tarah hi success hasil ho sakti hae.
            • #7 Collapse

              Yes
              my friend humy ye bat ache trha yad hai k currency k symbol k 3 letter hnty han 2 letter us country ko zahir karty han jis mulk country ka wo dollar hotj hai aur hum is bat ko kabhe bhe nahe bholengy
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Ji bhai bilkul sahi hai har currency ky forex main 3 letters hotay hai pahly do letters currency ki country ko or akhiri matlab tesra currency ka hota hai jasy ap is misal sy dekh saktay hai ky agar aik pair is tara hai (EUR/USD) is main 2 mulkoo ki currency hai matlab ye pair hai ap is main US ko united stat kah saktay hai Or D ko $ kah saktay hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X