Forex main kaya trade kia jata ha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    i agree asia hi hain agr kisi country main apis main cash chl rha hai toh us ki ecomic condition bohat mutasir hoti hai aur us ki curncey week ho jati hai mean woh market main gir jati hain same like aisa hi har country ka hota hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex main hum bohat si crunncy aur metal comidites pe trade karty hain jis se kafi profit earn kiya ja sakta hai or loss hone se bacha ja sakta hai ye aik bohat hi achha bussiness hain is main hum kam kar k bohat kuch seekh bhi sakty hain
      • #48 Collapse

        sab mostly forex per currencies.ki he trading karty hain waise to hum bohot sari chezein purchase karty hai lekin wo sab phycally hamary pas nahne hoty to hum sirf currency buy ya sell karn i hoti hai iss mein thora mushkil to hota hai lein ye hai bohot faida mand .
        • #49 Collapse

          Forex py normally curreny ki trading hti hai lekin is k elaewa gold r silver ki trading hti hai yeh ap py depend krta hai
          • #50 Collapse

            Dear friend ap ne acha swal kia trading k liy zruri nahi k sirf currencies ki jae bulky gold aur silver ki trading bhi ki jati hy aur apni earning ko behter banaya ja skta hy.
            • #51 Collapse

              dear app na jo currency ka hawa say define keay hai aur jo economy ka hawa deya mai es baat say agree ker ta hao economy say currency mai kafe positive aur negative effect par ta hai aur real mai economy strong hogi tu app ki currency bhe upper jay gi.
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: lazer
                bhai jan forex me buht kuch trade kiya jata ha ye ap pay depend karta ha k ap kis pay trading krna chaty ha gold pay ya cuurencies pay ya silver pay its up to u
                right yup aesa he hai iss business ma.sab kcuh hai aap jiss or chahy kr skty hakn ye aony aap or hota ahi k aap ko kya acha lagta hai baz gold or krty hain tu baz curency pa
                • #53 Collapse

                  dear trading karny se kesi b country ki economy ko app strong nahi kar sakty hey ham kesi pair me jab trading karty hey to jab us currency ki keemat jo up jati hey to hamy faida hota hay
                  • #54 Collapse

                    Forex me hum dosry mulko ki currnciyo ki khred o frokht krty hain. trading krty hain. jab hum ko trading ky doran green pip milty hain to wo humara profit hota hai hum wo earn krty hain. Eur/USD .is me agr $ strong hai to hum USd buy krty hain.
                    • #55 Collapse

                      forex ki trading aik aisa business hai jo kay international market par depend karta hai is liye hamein chahye kay fully learning with practice on demo trading account karein.
                      • #56 Collapse

                        G forex mai bth si aysi chexy hy jin ko ap trade kr skty ho or kama skty ho or forex mai ap ko knowledge or expeienece ky sath kam kry gy tu ap ko bht kuch hasil ho ga profit or earning.
                        • #57 Collapse

                          Forex trading business main international major currency trade hoty hay es ky elawa yaha gold, silver,be trade kia jata hay,koi gold main trade pasand karta hay ur koi currency.
                          • #58 Collapse

                            Insta forex maen hum mukhtalif currency piars maen oir different commodities maen trade ker sagty haen app k pass trade kerny k leay kafi options haen jin maen app experience k mutabik trade kerty haen
                            • #59 Collapse

                              Forex trading mien currency ko trade kia jata hai yahan per waisey metals mien bhi trading ki jati hai jaisey gold waghera or haan yahan per crude oil ki trading bhi ki jati hai means key ap sirf or sirf currency ki trading nahi kartey houn or bhi kafi kuch hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex market has the many pairs , metal and stock item. We are work on these items and earn the money work on these items.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X