Apne ap pe control keise?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    agar hum sab apny ghalation ko samj kar in ghalation ko chor dy to boht achi baat hai.ghalation par kaboo pana mushkil hy lakin namumkin nae hai.hum apny app ko pasitive kar ly to ghalation se bazz a sakty hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Forex trading main kaam yaab hony ke leye aap ko apny emotions lalch Sab ko control karna learn karny ke zarorat ha
      • #123 Collapse

        forex trading me apny emotion ko control karna buhut hi zaroori hy ese liye hamy apny ap per control rakhna chahiye aor patience and hard work sy apna ghusa tanda kary
        • #124 Collapse

          To get the control on ourself is an uphill task. It will take much time and our will to do it. The task needs us to proceed with steady steps and gradually increase our emotional controls. This needs us to study our trading pattrens and make improvement to this with a good approach in the Forex setup.
          • #125 Collapse

            Yeh kaam bahut mushkil hai, hum market dekh kar apne aap par control nahi kar sakte lekin hum ko apne aap par control karna ho ga.
            • #126 Collapse

              G han forex trading market main jo traders apne ap par full control rakh sakte hain wo forex main successful hote hain. forex main jab app ek bar ghalti karin to next time aisi ghalti na karin or apni ghaltiyun se sabaq sekhin.
              • #127 Collapse

                Bhai jab aap ko koi bara nuksan ho ga to aap khud hi apnay aap par control kar lo gay, mujhay bhi lag raha hay keh mujhay koi bara nuksan honay wala hay, ab main wo mistake dobra nai karoon ga, jab tak loss na ho to aap kuch bhi nai seekh saktay aur na hi apay ooper control kar saktay ho,
                • #128 Collapse

                  apko apne ap pe control kwerna chaye ager ap ko forex m kuch zada loss hote h to ap ko is makmyb hona chaye apko is m ache se akm kerna chaye jo ap k lye zada behter h forex aik buht hi acha business hai is ko smjhe
                  • #129 Collapse

                    My dear friends forex trading market main forex traders bohat mistakes karte hain or bar bar ik hi mistake ko karte hain to ic ke liye zarori ha ke forex traders ko apne app par control rakhna chahiye ta ke or ghalti na karin.
                    • #130 Collapse

                      agar ap forex emin apne ap pe control karna chahte hian to apko chahiye ke ap is mein apne targets bana kar tarding karen kiunke ye business bohat hi ziyada risky hai aur is mein kamiyabi ke liye apko kaafi mehnat karni parti hai.
                      • #131 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: subhan161 پيغام ديکھيے
                        apny ap per control karny ka sb sy behtar zariya yeh hai ky hum khud ko pehly sahi sy cool mind karen or phir ALLAH ka naam ly kar trading start karen
                        You are right.. forex is mind related business and here to keep mind cool is very necessary,you keep your mind cool and wait with patience you will meet with success
                        • #132 Collapse

                          bhai ji i smain to risk lena hi parta hai is main ye hota hai k is main kam krny se ap ko is main ziada se ziada seekhnu ki zrort hoti hai is main kam krna thek hai laikin is main ye bhi hota hai is main profitmargin kam hota hai i smain chances hain k ap ko profit mil ksy
                          • #133 Collapse

                            Forex trading mein traders ko apny ap pr control rakh kr working krny mein benefit hy market ki condition k mutabiq strategy ki set krna orr greed sy paak trading krny mein traders easily earning kr skty hin orr apny ap ko earning ki waja sy control mein bhe rakh skty hin.
                            • #134 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: saji11 پيغام ديکھيے
                              hamay toka trading nahe karni chae ha soch smj k trading karni chae ha is k liye ap ko analysis market trend experiance aur skill behter karna chae ha ,aur kabo emotional ho k trading nahe karni chae ha, aur trading karty waqt kabi b jazbati nahe hona chae ha,
                              You are right and i thnk we can easily control our emotions in trading as the big greed is our main enemy and it can eat us fully if we all the time follow this emotion in trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                hum agar chay to apny par cantrol kar sakty hai q ky hum apny emotion ko agar chay to cantrool kar sakty hai koi dosra nh jb ap emotion ho to kam ky waqt zaror cantrol kary agar ap aisa nh kary gy to ap na apna kam achy sy kar pay gy na hi kam ko samjhe pay gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X