Apne ap pe control keise?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Aslamualikum g bhai bilkul apko phahly apne galtiyun ka indaza krna chahye phir forex trading krne chahye yehe best ha other wise ap forex ko learn kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      humhe market ko samaj kar trade lagana chahiye wo aise k indicator kese move kare ga kaha jay ga ye dakhna hai app ne or hum loss se sabaq hasil kar sakte han jab humhe loss ho jay to humhe khafa nahi hona chahiye balke us killer galti ko note karna chahiye jo hum ne ki hoti hai.
      • #93 Collapse

        trading min aik acha faisla ye ho sakta he k hum apni ghalation ka andaza karin aur phir hum apni ghalation se sabaq hasil karin aur unko control min rakhin. Hum keise khud pe qaboo paein aur control karin ye sawal he ap sab doston
        • #94 Collapse

          bhai aap nay acha sawal pucha hay .forex mein jab hum koi order open kar letay hain toh us ko take profit aur stop loss laga kay chor denay chahiye aur agar aap ko lagay kay aap kay aap ka order loss mein jaa raha hay tab aap khud pe control rakhna chahiye aur intzar karna chahiye kioun kay market wapas jana shoru kar dati hay aur apka order profit de data hay.
          • #95 Collapse

            g ha bhai ap ny bht achi bat kahi ha mai ap ki is bat sy agree krta ho agr hm is mai ap i galtiyon ka ehsas kreinto hm bht achy trade b ban saqty ha is mai achi income b hsail ho saqti ha is leye hmein chahiye k mehnat krein mehnat mai hi sb kch ha
            • #96 Collapse

              agar hum apni ghaltiyan maan kar un se baaz ajain to achi baat hai,,,,Aur apni ghalatiyon aur khud ko control karna mushkil nahi agar aap apny bary mein sensitive hain tab......Aur jab tak aik bar tokar nahi lagti tab tak mushkil ha..... hum khud ko pehly sahi sy cool mind karen or phir ALLAH ka naam ly kar trading start kare
              • #97 Collapse

                dear apne ap pe control boht zarorii hy har waqt es liye jb b ap es business ko seekho gy smjho gy tu ap ko acha fiada hasil karna ho ga aur ap es ko enjoy b kar skte ho,,,
                • #98 Collapse

                  g bhai ap ny bht acha sawal kea ha mai ap i bat sya gree krta ho is mai hm khud ko control aysy kr saqty ha jb hm galtian krty ha is mai h khud ko roq saqty ha jis sy hmein loss nhe ho sqta
                  • #99 Collapse

                    Jo sawal Aapne pucha hai wo bohat zaruri hai yaha Kay members kay liye kiyn kay is say boaht faida hota hia logon ko aur mere khayal main forex trading me sab se zada zarori hy k apmy control hona chahiye or apny apko control rakhny k liye apny kuch rules banain or unko follow karen...
                    • #100 Collapse

                      mere bhi ap ko chaye k ap apny ap par control karn or agar loss ho to zayda jaldi na karn or forex ki market ko achi thran learn kr k he kam karn is k bad he ap forex par success hasil kr sakte ho is liye ap ko chaye k ap apny emotion ko control ma rakhen
                      • #101 Collapse

                        Dear, agar hum forex trading par mehnat krn to kamyaab hngy is k ilawa apny ap pr control kren aur is k ly best hy k hum apni mistakes ko maanen aur nxt us sy baachen.
                        • #102 Collapse

                          dear hamain chaye k hum is main jab bhe trade karain to kissi bhe kisam ka stress na lain kyu k is main tension lany se bhe hamain trade main loss ho jata hai and greed ko avoid karain and is ko learn karain bas...
                          • #103 Collapse

                            bhai aap ko chahiye ke aap aik strategy bana lo kam karte hue kiun ke us se he aap ko khud per jo hai control karna aa sake ga is ke ilawa koi or rasta nahi hai din me aik ya do bar small trades laga do bas zada greed na karo khud hi sab perfect hota jaye ga .
                            • #104 Collapse

                              bhai agar huemn during trading anay ap pa contro lrtkahna hai tou huemn fresh mind ohuna chaeya taka hum fresh houker trade keren adn earning kere
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex main emotion buhat ziada kaam kharab kartay hain . inki waja say aksar hamain buhat say loss ka samna karna parta hya or iss ki wajah say hamain baz oqat trade jaldi close karna par jati hay jo kay bad main profit main chali jani hoti hay . isliye forex main kaam akrtay huay apnay emotions ko controle main rakhain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X