Apne ap pe control keise?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    for this the traders should be decided that what is the target in his/her mind and then goes for that target only and not change the mind when the market trend become most attractive.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes my friend ap ne bahot hi achi baat share ki hae k forex trading maen apni ghaltion ko note kia jay aur un ko dohraya na jay ta k success hasil ho sake aur achi income generate ho sake jo sab ka target hoti hae.
      • #18 Collapse

        agar hum apni ghaltiyan maan kar un se baaz ajain to be able to achi baat hai. Aur apni ghalatiyon aur khud ko control karna mushkil nahi agar aap apny bary mein sensitive hain tab. Aur jab tak aik pub tokar nahi lagti tab tak mushkil hai ke koi khud ko control kar saky
        • #19 Collapse

          hamay toka trading nahe karni chae ha soch smj k trading karni chae ha will be k liye ap ko analysis market trend experiance aur skill behter karna chae ha ,aur kabo emotional ho k trading nahe karni chae ha, aur trading karty waqt kabi b jazbati nahe hona chae ha,
          • #20 Collapse

            hamay toka trading nahe karni chae ha soch smj k trading karni chae ha can be k liye ap ko analysis market trend experiance aur skill behter karna chae ha ,aur kabo emotional ho k trading nahe karni chae ha, aur trading karty waqt kabi b jazbati nahe hona chae ha,
            • #21 Collapse

              bhai loss nd earnings tu her bunsis me hota he qk kio bhi esa bunsis nhi he jis me ham loss nd revenue ka koi bhi key na ho qk forex bhi ek esa hi busnsiss he jis me hamen akfi loss bhi ho sakhta he likn ham ham apne aap per control kr k kam kren tb
              • #22 Collapse

                self control tou banda khud hi kar sakhta hai just... humein chayein hum patience rakhey apney andar cuz agr humarey andar patience nahi hongey tou hum starting mein apney loss ho ney ko bardast nahi kar paye gey jo k achi baat nahi hai..
                • #23 Collapse

                  agar hum apni ghaltiyan maan kar un se baaz ajain to be able to achi baat hai. Aur apni ghalatiyon aur khud ko control karna mushkil nahi.. agar hum apni ghaltiyan maan kar un se baaz ajain to be able to achi baat hai. Aur apni ghalatiyon aur khud ko control karna mushkil nahi agar aap apny bary mein sensitive hain tab.
                  • #24 Collapse

                    Forex trading is a business that we can do such that we can make good profit from as well,but the issue here is that before we can be able to make money from trading forex,we have to invest good time to know what it takes to trade first,because most of the time most people do use the quest to make money quickly and that would make them not invest time to learn what it takes to trade,of which indeed they do end up getting loses in the market in the long run as well,so that is my own observation in this business as well.
                    • #25 Collapse

                      g han forex market ma apne jzbat par control rkhna chahiye kun k agar zyada jazbati honge tu us ka nateeja loss hi hoga islye zyada jazbati na hon
                      • #26 Collapse

                        rll hum apnay app per lalach nahi karay tu control rak saktay hai yahi ak aasan tareka hai best trader bandnay ka kyu kay hum jab bhi lalach kartay han tu hum ko zayada loss ho tha hai
                        • #27 Collapse

                          Dear ge aap ne bohat acha sawal pocha lakin meray khyal me agar hume apne aap ko cantrool karna ho ga to hume trading ke dorran trade volume kum se kum aur entrys kum kum se kum rakhna ho ga .
                          • #28 Collapse

                            my dear mien nay trading mien apnay emotions aor greed ko control kernay k leay dialy profit earn kernay k leay target set kya hy k mien daily apni ivestment ka 2-4% profit earn kerna aor jabmien yeh earn ker loon ga tou mien next session tk trading stop ker deta market ka rujhan kia bhi risk nahi leata is terh mujay apnay aap ko control kernay mien bohat help milti hy
                            • #29 Collapse

                              yaar app simply apnay dimage me start karthy waqath yahi rakay k ager hamay trade me koi loss hotha he us me hamari koi na koi ghalthi zaroor hoghi q k forex me isi tarha khud se hi loss bohoth hi km hotha he aksar hamari ghalthi hi hothi he tharha app din ba din ghalthya karthay jathay he oor us ko note kr k avoid krthay jathay he al last app apni ghalthiyo pr pura control pa langhay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading main control bohat zarori hai is lia koshsish karain ka jitni had tak ho sakta hai emotions ko control karain oar aik aachi trade plan karain oar phir execute karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X