Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain
    Membrs ko chaye keh jab bhi un ko koi bhi signal mil jaey to us pay woh trading na start ker diya kren balkay us pay trading kernay pehlay membrs ko chaye keh us k baray confirm ker liya kren isi terha say loss say bacha ja sakta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

    isi lia ti mai signals lana sy mana krta hon ka huma signals ka lecha naho bahgna chaya kiun ka fack signals huma loss data hain or hum log is sy kabi bi acchi kamai tub tuk nahi kar sakta hain jub tuk accha signals na mila huma mahant kar ka or illm hasil kar ka khud su signals ko generat krna chaya ta ka hum log kamyab ho saka
    • #3 Collapse

      Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

      Ye baat thek Hy dear ap ki forex me bht sy fake signal provider hoty hen jis sy un ko is me bht loss ka samna hota Hy agar AP koi bhi signal bgair dakhy sochy samhty verify kiay bgair hi active kr dety hen jis us loss hona hay chances extreme hi jaty hen
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

        Trading me loss se bachne keleye hame chahye markeet ko watch karen trend dekhen aor candles ko samjhen take ham apni research pe aor apne confidence se trade jaren sif signals pe bharosa na karen nafa nuksan to trade ka hisa he magar mehnat aor knowledge se nuksan se bacha ja sakta he aor profit hasil keya ja sakta he
        • #5 Collapse

          Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

          g hn g ap ki baat bilkul teek hai k forex trading mn jo new members hoty hein un ko fake r axhy signals mn itna frq nai hota q k un ka analysis itna strong nai hota to vo fake signals pr jb trade krty to un ko loss ho jata is lye analysis zrooor seekhein,..
          • #6 Collapse

            Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

            Assalam o alaikum dear friend aap ki baat bilkul durust hai k hum ko jub biforex mein agr aaap trade meai signals lete Hain some time Humko fake signals provide Kiya Jaate Hain thank you friends
            • #7 Collapse

              Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

              Ji bilkul aisa hi hai to fir se bachne ke liye sabse behtar chiz hai ki aap market ko Dekhen market mein kis pair ki kya value chal rahi hai aur apni Uske mutabik trade lagaen to aapko profit hoga to fake signal se bachne ke liye yahi chiz hai ki aap market Mein in Rahe
              • #8 Collapse

                Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                Ye bht acha issue ap ny sb k samny laa k rkha hy, jo log signals py depend krty hen, wo aksar inhi fake signals ki wja sy loss me jaty hen, qk wo fake logon k narghy me aa jaty hen, aur apna nuqsan kr bethty hen,
                Es loss sy bchny ka behtreen tariq ye hy k hm marlet ko observe kren khudi hi, study kren then trade kren....
                If you work hard no body can stop you from success
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                  Dear ap ne bilkul sahi kaha hamy fake signals ki waja se loss hota hai is liye mana kiya jata hai k signals per blindly trust na kiya jay just in members k signals kp follow karen jo trusted members hon werna signals ko blindly follow hargiz na karen werna loss hi hoga r khud se trade kerna seekhen acha analyse karen r profitable trade karen r forex main kamyabi hasil karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                    hamy fake signal ko avoid kar ky real or achy signal par trading karni chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                      Billa Shubbah trading Mein Forex ki badhati hui maqbooliyat ki vajah se bahut Sare scammers aur fraudiyun is kam Mein fake signals provide karna Shuru kar Diye Hain Hamen chahie Ki ine Sab Se bacha Jaaye . Bajaye fake signal lene ke Hamen chahie ki Hamen Apna analysis develop karna chahie aur phr Apne analysis ki base per hi trading Karni chahie . Scammers se bachna bhi nihayt zarori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                        forex ak international business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty haain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasao ky acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai apny bosss ap he hoty hain forex aik legal bsienss hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading may loss ki waja fake signals bhi hotay hain

                          Training mein loss ki wire Fox signal bhi hoti hai hamen confirm signal Na Mile to hamen chahie ki Ham training na Karen jab tak hamen confirm signal nahin milta hamen chahie ki Ham intrafix mein apni knowledge ke mutabik kam Karen hamare pass intrafix ke bare mein agar knowledge nahin hai to hamen chahie ki Ham trade open na Karen kyunki knowledge ke bagair Ham loss hi karenge ho sakta hai isase Ham apna kaun bhi Bhaskar Le isliye hamen chahie ki Ham intrafix mein kam karte waqt apne jajbat per kabu rakhe aur right signal per trade Karen Taki hamen isase kuchh prapt hasil ho sake.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X