Mashaq ki ehmayat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mashaq ki ehmayat
    Forex trading min malomat jama karne k bad humin es karobar ko successful bana ne k lei humin aik mukammal planing ki zarorat parit he hum agar mashaq jari rakhin es karobar min to hum zaror aik din kamyab ho jaein ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I agree with you, Practice is very important in Forex trading market, because without practice no one can be able to learn and get experience in Forex trading market and without practice no one can get success in Forex trading market.
    • #3 Collapse

      yes you right! ap ko business start karne ke lie planing to karni pare gi wrna ap ko loss ho sakta he.ap ko is Forex trading ke sare rules is ki working ke osool sab jama karne hon ge.
      • #4 Collapse

        tarding main mashak ki bohat hi ahmiyat hain kuo k es say hi humy tarding main acaha experance milta hain es lkay humy tarding ki mashak kartay hi rahna cahy
        • #5 Collapse

          Mashaq ki ehmiyat well, you are right koi bhi kam karne se pehle planning ki zaroort parhti he khas kar trading tu binaw planing k karne ka koi faida nae,,, ap ko pehle plan karnaw he k actual ap ne karnaw kiya he or janaw kahan twk he... :)
          • #6 Collapse

            forex trading main practice ki bohat importance hai kun ke practice ki waja se ap ko forex main zyada se zyada experience milta hai jis se ap ko forex main kafi knowledge milta hai or ap achi trading kar sakte hain
            • #7 Collapse

              forex market ma agar ap ki paractice nahi hogi tu ap kabhi bhi successfull trading nahi kar skty hen islye zyada se zyada trading practice kren
              • #8 Collapse

                Forex trading aik risky business hai aur is main mashaq ki kafi ahmiyat hai kun keh jine ziyada hamary practice ho gi to utna ziyada hum live trading main profit kar sakte hain aur kafi successful bhi ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  yes dear trading me practise ki bhot zarorat ha ham tb hi sucess ho skte hain jb mashaq kren aur trading ke bare me ache se jane aur then work kren tb sucess hi sucess ho gi
                  • #10 Collapse

                    dakhain gee forex ho ya koi or kam yhan hoti he sab mashaq ki ahmiat hai. yani ham se aik bat to bari suni hai k practice make a man perfect . to is bat se mashiq ki ahmiat samny a jati hai. yani hamain chaian k ham forex se attach rahain or apni mistake ko samjna chaian taky ham successful ban sakain
                    • #11 Collapse

                      Mashaq ki bahut ahmiat hey .Khas tour sey Trading field aur Forex main bahut ahmiat hey .Mashaq sey hi aadmi kisi bhi field mein mahir hota hey .Aur maharat hi ensan ko Loss ko kam sey kam aur Profit ki Tawaqo zida karti hey. Keun k Precyice makes a man perfect .Aur perfect Admi ghalti kam aur behter kam karta hey.
                      • #12 Collapse

                        yes dear brother..........forex trading may agr ap apnay pass bukhat achi jaan kaari rakhty hai to osy apny plan ka hisa bana le .........jis say trader ko bukhat hi faida ho ga.
                        • #13 Collapse

                          bhai jaan mai samjta hu humay yaha per learning ki bhot he ziadya ehmayat hoti hai usi base per mai samjta hu hum succss kar sakte hai
                          • #14 Collapse

                            Forex trading min malomat jama karne k bad humin es karobar ko successful bana ne k lei humin aik mukammal planing ki zarorat parit he hum agar mashaq jari rakhin es karobar min to hum zaror aik din kamyab ho jaein ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear jab hum forex demo account per trading krty ahiye to hmy bhut faida hota hya nd is trading sey hum bhut kuch learn krny ko milta hya nd yh ek acah online business hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X