Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao
    Hm sab janty Hain k Forex trading main bahut ziada faida hota Hy aur bahut ziada members haqeqat main profit ly bi rahy Hain to Jo log forex trading main apni mistake sy loss kerty Hain please wo forex k bary yeh remarks na dain k Forex trading main profit ni hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

    ya bat tu ap ki such hai jub hum apni kahlti sy koi loss karta hian tu hum log is business pr ilzam lagata hian or kahta hian ka is ki waja sy loss howa hai halaka asa hota nahi hai kiun ka is sy huma loss nahi hota hia lazmi loss tub hota hai jub hum log trade karna sy pahla kuch study nahi karta hain jis ki waja sy in ko problem hoti hai or wo trade loss mai jati hia is lia huma is mai mahant karni chaya or is business pr loss ka ilzam nahi lagna chaya bahi
    • #3 Collapse

      Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
      Hm sab janty Hain k Forex trading main bahut ziada faida hota Hy aur bahut ziada members haqeqat main profit ly bi rahy Hain to Jo log forex trading main apni mistake sy loss kerty Hain please wo forex k bary yeh remarks na dain k Forex trading main profit ni hota
      Exactly 90% Raider hai jo apni mis management money management lack of knowledge ki best Forex mayfield hote hain loss karte hain lekin Woh directly Forex ko blame Karte Hain Ki Forex bahut jyada ki hai ismein koi bhi earning nahin kar sakta Allah Ke Aisa Kuchh Bhi Nahin Hai. Apni Galti ko Taslim Karen Apne galti se lesson Asal Kijiye aur next is lesan ko apply Karke aap maximum profit gain kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

        dear friend forex trading market khud kisi traders ko loss naen deti balkay loss hmen apni ghalti pa hota ha isliay forex trading ko blame krnay ki bjaye apni un mistakes ko door kren jin ki waja sa loss howa ho ta k ap forex trading mn kamyabi hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

          Bahoot say log hai jo loss khud karty hain mager jab loss ho jata hai to us kay baad forex walon ko bura bahla kehna start kar dety hain so friends apko chiye kay loss say ghabrna nahi hai kay kyun kay loss say bachna hai to apko mehnat per dobra focus kar lia karyn
          • #6 Collapse

            Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

            G han apko los bhi apni wja sy ata hai aur apko profit bhi apni wja sy hota hai jb apko profit ata hai ap khush hoty hen mgr jb apko los hota hai tu ap forex ko blame krty hen jo k achi bt nai hai apko trade leny aur market ko samjhny me bhol ho jati hai kui k market bary bary trader ko dhoka dy jati hai es lye apko blame krny ki bjaye apni galti man leni chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

              g han is forum main kisi k o bi blame nai karna chahye is k bary main planing karni ho ig ta k earn karien gay au hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon ga aur hamain is ofrum main dem main practice kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain loss say bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur is forum main earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                g han apni galti ki weja se ager ap ko loss ho jata ha to forex ko ilzam na den kyun ke loss to business ka hisa ha is liye loss hone per ilzam forex per na lagain bulke apni galtion oper nazer rekhen apni galtion ko ignore na kerren galtion se sabeq hasil keren phir hi ap kamyab ho sakte hen
                • #9 Collapse

                  Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                  Ge ya bat belkul sai ha kay bazdfa hamre khud ke galati ke waja sa hum loss kar laitay han or pher kahty han kay forex ke waja say ya ilzam forex par kagaty han is liya haman chahya kay forex ko achay sa samjh lain pher is ko jan kay samjh lain or pher is main tarding kar lain q agar hamaray pass experience nain ha to hum loss kar lain gy is liya hamain chahya kay is main experience hasil karian or pher trading karain or acha munafa kama skain or mahnt sa kam karain or sabar sa kam lain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                    Assalamu Alaikum friend ji han yah Baat bilkul sahi hai ki Hamen Khud Ke galtiyan ki vajah se Ham loss kar lete hain aur FIR Kahate Hain ke Forex ki vajah se Hamen loss hua hai agar Ham experience Nahin Karenge to ham usmein nuksan hi Hasil Karenge aur apni galti se hi Ham nuksan karte hain Agar Ham apni Galti per Kabu Pa Lenge To Ham or Se Achha half adder Hasil kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                      Yes brothers and sisters. Forex m apni mistakes hoti Hain jis ki wja sy koch loss koch posting deleted ho jti hain yeh sub bandy ki apni mistakes hoti Hain. Sometime koch log forex paistan py ilzam deta Hain but bikul aisa nah hota 100%.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                        Robeena Robi, ye ap ny bary mazy ka issue raise kiahy, wo kia kehty hen urf e aam me "Naach na jaany, Aangan tehra"... Bhai khud ko agr trading ni aati to seekh lo na, seekhny me kia haraj hy, bad me ilzam forex ko do ya ksi aur ko, kia faida jo nuqsan ap ka hona tha wo to ho gya,
                        Es liay pehly achi trha seekho phir trade open kro, phir dekho faida hota hy ya loss,
                        Seekhy bina hi ap gari ki driving seat py betho gy to accident hi ap ka muqadar ho ga... Phir agr ap ye kahen k ye gari hi aesi hy sahi chlti ni bla bla.... To wo ghkti gari ki ni ap ki hy k ap ny driving seekhi ni thi...
                        Usi trha agr ap ko trading ni aati to seekhen phir kam start up kren...
                        If you work hard no body can stop you from success
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                          ji han dear aapane acchi baat kahi hai. loss hone Ki Surat mein log forex business ko bura bhala kahate Hain Ki isase hamen Koi fayda nahin hota magar vah Ho apni galtiyan ko note nahin karte. apni galti ko taslim karna chahie Agar Ham apni galti ko taslim na karen to Forex per to ilzaam nahin lagana chahie Agar Ham soch samajhkar trading karenge To hamen loss nahin hoga Agar loves Kabhi Kabhi Ho bhi jaaye to Forex to iska zimidar nahin hai usmein To hamen trading karne ka mauka diya hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                            G han yeh bat ap nay tekhn kahi hay keh apni ghalti ka zamendar dousron ko nahi tahrana chaheay kun kay is men hamri he kam akli hoti hay is lia hamen chaheay keh dil laga kar ur spch samajh kar kam karem takeh hum apni manzil tak asani say panuch saken ur hamara kam asan ho jay is lia hamen apni ghalti ko khud sawarna chaheay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni ghlti sy loss hony sy forex p ilzam na lagao

                              Dear sir aap ki bath sahi hay aap jo bi galti kartay ho to wo aap ki hi hoti hay iss may aap forex ko ilzaam nahi day saktay ho quen kay forex may to brokers hane ab ziyada brokers buy par hane to pear buy may jaata hay or ziyada brokers sell may hane to pear sell may jaata hay iss liya aap iss ko soch lo phir jo aap idea laga lo to phir us par treading karo to wo sahi bi ho sakta hay or galat bi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X