forex trading mein her aik ko loss hota hai aur bardash karna perta hai jub hum ko faida hota hai tau hammara reaction kuch aur hota hai aur jub hum ko loss hota hai tau hammara reaction aur hota hai dono same condition nahi hote aur nahi her waqt faida rahta ho loss be is kam ka hissa hai loss sy hum ko saber karna chahye aur next time aasa kam karain k loss na ho bad method sy avoid karna hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим