Profesional Traders do not use the stoploss,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay yeh bilkul ghalat hay aisa nahe hoota hay yeh must hay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      My dear brother assalam,o,alaikum yes dear you are always right to say this thread proffessional traders do not use loss i have appreicate your thread
      • #63 Collapse

        kab ka leya mara krtey hon kyun k wo experienced hotey hain new learner ko lazmi stop loss use krna chahaey takey wo kisi barey loss se bach sakain or jab experienced ho jaen phir bhaley.
        • #64 Collapse

          Mera khyal ma to professional traders stopless nai use karta un ka yah experince hota hai ka kab stock market ki prices low hn gi or kab high so they do not use stoploss. Stoploss acha hota hai us sorat ma jab wo aik limited profit kamana chahta hn.
          • #65 Collapse

            yes yahe baat mai es ko samjana chah raha tha bro k stop loss ki koe ahmeyat nahe hai es ko use ne keya karo es se ap ko always loss he ho ga es ki bajae ap pending order use keya karo
            • #66 Collapse

              No this is not true. Even institutional traders put stop loss at appropriate points. They never leave space for the unlimited losses. However many pro traders use hedging technique which is more or less similar to sl.
              • #67 Collapse

                dear har acha trader stop loss zarur use karta ha q k wo janta k stop loss hi usky capital ka loss bacha sakta hy... stop loss k bagher ham zada money loss kar sakty hain ,,,
                • #68 Collapse

                  asalamalekum forex main mery khyal hai k baz oqat profeesionals se bhi mestaks ho sakti hai wo bhi insan hain un se bhi galtiyan hosakti hain par new treder ye galtiyan ziyada karty hain
                  • #69 Collapse

                    mery khyaal say to stop loss ka use sb sy zaroori hai.newbies loss say bohat darty hain or stop loss use nahin karty lekin experts to stop loss use karty hain or stop loss kay saath ki gai trading he secure hooti hai.
                    • #70 Collapse

                      g han mene b yeh bat pehle suni thi to laga tha k ghalat hai lekin ab experience hua hai k sahi qk market aksar 200 pips uper neeche hoti rehti hai yun behtar rehta hai, or aesi condition me volume 0.01 behtar rehta hai lekin jese last moth maket achanak china ki wajah se crash hui thi to us tarah aap ka account b wash ho sakta hai.
                      • #71 Collapse

                        my dear mein ap ki baat se agree nahi krta meri rai mein professional trader marke6t ko technical or fundamentally dekhte hain is liye woh apni har trade mein stop loss or take profit k option ko use krte hain
                        • #72 Collapse

                          stop loss and take profit 2 advance option hain mt4 kay lekin in main say stop loss zyada best option hay aur is ko ani her trade main lazmi use karna chaye loss say bachny kay laye aur expert traders stop loss ko risk managemetn main sub say important suggest karty hain
                          • #73 Collapse

                            forex trading mai woh chahe begineer trader ho ya professional trader ho har kisi ko stop loss ka use kerna hota hai.aur sl ka use hamesha kerna chaiye kyun ke agar analysis sahe nahi kerte aur trade reverse ho jate hai tu app ko loss kam hota hai.
                            • #74 Collapse

                              Meray khayal main to yeh option sub use krtey hain. Yeh option ziada loss sey bachney key leye hota hy to kia professional traders ko loss nahi hota aur unhain bhi to loss sey bachna hota hy aur apney balance ko secure karna hota hy. New comers aur specially jin logon ko loss hota ho woh is ko zaroor use kia karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Profesional Traders do not use the stoploss,

                                Dosto forex per stoploss istamal karna mushkil nahi hai her koi karsakta hai kuch expert profesional trader hoty hain wo istamal nahi karty wo apne kam may expert hoty hain so agar wo istamal na be karain to koi faraq nahi perta lekin ker koi is terhan kameyab nahi hosakta so ap stoploss istamal karsakty hain is sy ap zeyada loss sy bach sakty hain stoploss ka mutlab ya hai k ap apne trade may stoploss istamal kar ke ap aur koi kam be karsakty hain aik waqt may ap dosre kam be saranjam desakty hain agar ap ko loss howa to stoploss per aa kar trade open hojahe ge is sy ap ko aur zeyada loss nahi hoga so ap ka plan acha sabat hoga ap next time acha profit hasil karsakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X