Country Lockdown Markeet Disturb
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Country Lockdown Markeet Disturb
    all over the world aur Pakistan mein lockdown ki vajah se market kafi jyada disturb ho ge India ki market bhi aj z full lockdown hai jiski vajah se kal market kafi jyada niche jay ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Country Lockdown Markeet Disturb

    Yes dear amari country market per bhi bahut he dangerous situation a gai hay,all markets and factories close ho gainl hayn, transport closed, or businessman bahut he tough situation main say guzaer rahy hain,Allah pak rehm kary or hamary mulk say bhi or sari dunya say bhi ye azaab jo corona ki surat main aya hy is say nijat day or ta kay,tamam business sectors again working main ayain, or logon ka rozgar bahal ho.
    Last edited by ; 22-03-2020, 04:53 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Country Lockdown Markeet Disturb

      hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga per he hum passia kama skay gy forex aik acha busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss o jy ga forex pakstan ma legal ban cuka hain amy expert ban ky risk lena ho ga forex aik internaitonal business hain
      • #4 Collapse

        Re: Country Lockdown Markeet Disturb

        han g dear member hamin chahiy keh ham markeet key sath fully attach rahin hamin chahiy keh ham filhal koi bhi trades na lga kue keh iss time markeet key stable na honuy sey hamin loss honuy key chnces hein lihaza sab key liy bhter hy keh ewo trading stop ker key apny account ko safe rakhin...
        • #5 Collapse

          Re: Country Lockdown Markeet Disturb

          Bilkul aisa hi chl rha hai Q k corona virus ny aj Kal pori dunia ko hila kr rkh dia hai ye jungle main say ki trh phr rha hai or log is se mutasir ho rhy hain is liye forex ki market bhi burri trh mutasir ho Chuki hai. Ap log janty hain k jsy jsy country lockdown hoga tu markets bhi bnd ho jye gi jis se or bhi zyda nuqsaan hoga wesy jest government sbko guide Kar rhi hai k mail jol band kr dyn tu logo ko sbko baat sun Leni chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Country Lockdown Markeet Disturb

            ji dear sahi kaha hay aur yeah zarori hay k virus ko control karny k liy yeah qadam uthana para hay aur is ka sab ko bahut hi ziada faida hay agar ham is virus ko serious layn gy to is par ham bahut jadli control kar k qabu pa sakty hain aur apny mulk apny ghar main sab ki hifazat bhi kar sakty hain is liy ham ko chahiy k ham sihat k usolon par sakhti se amal karyn....
            • #7 Collapse

              Re: Country Lockdown Markeet Disturb

              ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount invest kar sakty hai hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain hamy achi learning hassil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                han g bilkul asa hi ha market lock down hogi ha jis ki waja sa sari country effect hori ha is lye humy chaiya khum kam karyn is forum pa aky kam karyn jab hum is forum pa kam kryn taky humy acha ka mily achi income mily is liye humy chaia k hum forex pa dill lga k ka karyn or sakoonsa trade karyn or best trader ban jayn
                • #9 Collapse

                  Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                  Aapane bilkul theek kaha hai country lock down hone ki vajah se market bahut disturb Hui Hai Hai Hamen is Waqt bahut Soch samajhkar kam karna hoga Kyunki is market ki situation bahut disturb hai aur kuchh pata nahin market kis Waqt kya movement dikha de aur Hamen is bahut nuksan bhi ho sakta hai isliye Hamen bahut Dehat ke sath kam karna hoga Taki Ham Apne account ko bacha sake aur Achcha fayda bhi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                    Country lock down market dosterb hay ap ko peta bh ho ga kh aj pori country lock down hay or market bh bahot disterb hay jis ki vja sa koi bh trade shi nahe lag rhi kebhi trade up ja rhi hay or kebhi trade down ja rhi hay abhi koi bh semjh nahe aa rhi kh ham kysa trading kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                      Assalam o alaikum
                      Country lockdown sy such me market boht disturb hoi ha . But lakin lockdown b utna hi aham ha. Virus ko rokny k liya lockdown zrori tha . Agr hum zinda rahy gy tub hi kuch kry gy kuch dino ki baat phr inshallah sub thik ho jaye ga Ameen
                      • #12 Collapse

                        Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                        dear friend aapane bilkul acchi baat ki hai country lock down ho gai hai kyunki is Waqt virus ki vajah Se Sab bahut disturb hue hain aur iske sath maa ki sabhi bahut affect hua hai isliye Hamen is Waqt koshish Karni chahie kya market Mein trade Soch samajhkar open Karen isase hamara apna hi fayda hoga Ham proper decision ke sath vah to planning ke sath kam kar ke kya fayda Hasil karne Ke kabil ho sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Country Lockdown Markeet Disturb

                          abhi to lockdown nahui hua hai agar ho gya o phir disturb ho gi is liye agar ham chahte hain ke ham mehnat se kaam karain to hmain mehant ki zaroorat hai aur agar ham chahte hain ke ham earning karain to hmain yaahn pe buaht hi achi tarah practice ki zaroorat haia gar ham chahte hain ke ham earn karain to hmain trend ko follow karna ho ga

                          اب آن لائن

                          avatar Ayn
                          avatar Km2006
                          avatar Tar
                          Working...
                          X