Forex market needs attention and time ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes apne sahi kaha.Forex market ko samajneke lie hame market time or attention dena jaruri he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      assalam o alikum dear brother ye tu he forex business ko attention or time ki zarorat hoti he fore pr hum jitna time spend kren ge otna knowledge or experience men izafa hoga or earning k treke aen ge
      • #33 Collapse

        Koei bhi kaam ho ya business wo time to mangata he aur hum forex trading se aik bare profit ki umeed bhi rakhte hin to humin zaror es business min buhat sara time deina pare ga aur phir hum es business ko understand kar k es min agar work karte hin to buhat sara profit bhi earn kar sakte hin asani k sath.
        • #34 Collapse

          trader hamesha moka dek kr hi trade lagata hia agr ap tawajo se trade lagae orr ye deky k kis wkt buy krna chaye orr kiss wkt sell. issi lea ap ko trading k lea attention ki zrurat hia.
          • #35 Collapse

            g haan yeh dono cheeezain is kaam ki zaroorat hain ager in mai kisi aik mai bhi kami ho ge tu app kliye acha sabit nahi ho ga is liye app ko in per focus karna bht zaroori hai tym lagana bhi aik investment hai is kaam mai or attention and dedication tu must hai her haal mai
            • #36 Collapse

              g bilcul kisy bhi business kaliay attentation aur time ko bohat hi ziada imprtance ha isy tarha forex kay business lkaliay bhi attention aur time bhi bohat hi ziada imprtance phir hi profit earn kia ja sakta ha.
              • #37 Collapse

                yes you are right that forex need attention and time . if we see broadly than we see that in every filed of life we need these two thing ,. furhter as we know that forex si risky the need of these two thing become increase in it
                • #38 Collapse

                  g ha g jnab,,bilkul thik kaha hay app nay jnab...or jo market hay na jnab,,is main hum ko apna hi sahi trha say sara kaam karna parat hay jnab...but loss kabhi kabhi ho jata hay
                  • #39 Collapse

                    forex trading main news timing and attention bohat zaroori hai jahan ap apni trading ko understand kar k aur news timing par daily target k hisab se ap apney profit ko achieve kar saktey hain and success hasil kar saktey hain.
                    • #40 Collapse

                      g han forex market me aap ko attention aur time dayna ho ga tab he aap is forum say faida utha saktay han.han yeh zaror hay kah agar aap is full time daytay han aur hard work kartay han tu is forum me buhat profit gain kia jasakta hay.
                      • #41 Collapse

                        fores market needs experience and learning than hi ap us ko samj sakty ho or earning kar sakty ho fores main trading sy
                        • #42 Collapse

                          G her wqt hazir hona chiye qk forex aik aisa business he jis me apki nazar hmesha forex pe honiye chiye or apko chiye k ap forex me bagiar knowledge k invest na kren qk ye aik aisa business he jis me loss ho skta he to apke pass knoweldge honi chiye
                          • #43 Collapse

                            my dear brother assalam,o,alaikum g haa aapne bilkul theek kha hai forex market me hme attantion aur time ki bhot hi zaroorat hai
                            • #44 Collapse

                              g bekul time to har business ko dana parta ha aor wo online trading ho ya koy b.aor agr hum proper attention k sath work karn ga to profit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G han forex market main work krny k liye humen es main time ki zrorat bhi hoti hy or hum es main work agr theek sy krna chahye to attention ki zrorat bhi hoti hy taky risk na ho or work bhi theek ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X