Assalam Walekum Jaisa ke Mere knowledge ke hisab se bahut Se Hamare member Hain jinko second level verification mein bahut zahida issues Aate Hain. Why is vajah se ke zaida tr members ko pata hi nahin hai ki 2nd level ki verification Kaise Hogi. Yah To Sab Jante Hain ki second level mein Humne address ka proof Dena Hota Hai. Mostly log Apne wala permanent address Jab account banaa Rahe hote hain to put kar dete Hain aur FIR vah adress unko Nahin mil raha Hota aur Unki verification Nahin ho rahi hoti. Vah adress aapko Apne Jo Matric level card domicile hai use per mil sakta hai. Iske alava Agar aapke pass driving licence hai to use per mil sakta hai. Agar yah chijen accept Nahin ho rahi to aap apne account ki personal setting Mein jaen vahan Se jakar Apna address change kar le Jo adress aapki bank statement per likha hua hai yah Jo aapke electric city cable per likha hua hai aap Uske according Apne address ko mention Karen aur sabse best option hai account ko verification karvane ka.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим