Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...
    Dear worldwide business hay forex mein ager achi kamyab ke sath age nikalna chate han to us kilye jo member mehnat or lagna se kam kerte han wo zror age bhe nikal jate han peche hamsha whe rehte han jo apne kam ke sath sincere hi nahi hote han esi tarha wo kamyab member se jalsi feel kerte han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

    g han apne bikul theek kaha hai esa he hai forex main hamein zyda say zyda mehnat ki zaroorat hai mehnat kerny wala he iss main kamyaab hota hai dunya ka koi bhi mushkil kaam ho jisy hum asan kerna chy to hamein chy keh hum mehnat say usay asan bnayein mehnat na kerny wala kabhi kamyaab nhn hota,...
    • #3 Collapse

      Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

      dear g han ap nay achi bat ko kah ahy is main ham ko chye k ham is kam main jis time main bhi add hon to is main ham ko yeah kam khud k kam khyal ker k shroo karna chye is main ham ko chye k ha is main kisi bhi kism k koi aisa kam ko nah karein jis k barary main ham ko ilm nah ho is main ham ko saray k sara kam ko achay tareqay k sat kertay rahan ho g is main he ham ki kamybi ho sakti hay .
      • #4 Collapse

        Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

        Ye baat tu bilkul theek hai k forex trading main Jo mehant plenty hain kamyabi bhi un k qadm chomti hai or wo future main kamyab bhi hoty hain . Forex ek aisa business hai k hum is main jitna gussy gy ye complicated hota jye ga lekin ek time aye ga k bar bar practice krny se hmry oas itna experience aa jye ga k hum ek Nazar dekh kr hi market ko smjh jya kryn gy or profit gain kr Liya kryn gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

          g fear forex ma jo b members mehnat aur lagan k sath acha aur mayari kam kartay hain wo is sa faida hasil kartay hain aur agay barhtay huay apni life ki difficulties ko km kartay hain lakin jo mehnat sa g churatay hain aur is ko bojh samajhtay hain wo kbi kamyab nhi hotay
          • #6 Collapse

            Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

            forex mein jo bhi loog jitni mhnat kerty hein unko sucess bhi milti hy jo is mein mhnat nhi kerty hein to uno sucesss bhi nhi milti hy mery khiyal sey hamin chahiy keh ham iss mein apna kaam emandari sey aour daily krein iss sey hamin knowledge bhi mily ga jis wja sey hamin trading alerts bhi milin gi iss mein ham ko faida hoga aourham iss busines sey achi earinig bhi hasil ker sakin gy..
            • #7 Collapse

              Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

              market main planing karni ho gi aur mhnt karin gay tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum trade karien gay aur ye ak boht hi best busesns hai is forum main kam kar k hi hum trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say trade karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                G han apny bilkul sahi baat ke hy forex mai kamyaabhi usy he milti hy joo is main mehnat karta hy is mai din raat kaam karta hy keun k forex aik esa business hy jis main aap agr daily kaam karty hain aur is main mehnat karty hain too is main apko faida bhe hota hym
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                  jab tak aap acchi tarah se Baki nahin karoge tab tak aap ek acche trader nahin Ban paoge aur aap kabhi bhi successful nahin Ho paunga isliye acchi tarah se twerking karna bahut jaruri Hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                    g han hamen forex p hard wark ki zarorat ha agar ham is min acha kam aur hard wark karen gy to hamin kamiyabi ho gy aur ham age japaen gy aur hamen mehnat karni chihye forex p agar ham mehnat se kam kaREN gy to hamen is min acha bonass bhi milye ga aur ham is min kamiyab bhi ho paen gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                      han bahi jo forex forum per mehnat karata ha wahi agey niklta ha yani ais pe jo mehnat aue lagansay kaam karta hawahi hi acha bouns pata ha aur kamyab ho sakta aur jo ais per mehnat nahi karta ha who bahot pechyrahey jata ha aur kabhi bhi kamyab nahi ho sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                        g bilkul jo bnda mehnat krega or apne kam me dil chaspi lega to wohi bnda jo hai jldi hi us kam ka expert bh hojayega or expert hone ke sath sath kafi knowledge bh hasil hogi or us bnde ko chaiye ke jb us bnde ke pas knowledge hasil ho jaye to dusre logon ke sath apna experience share kre or sath sath juniors logon ki help kren yha kam krne me
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                          Forex mein acchi tarah se survive karne ke liye acchi tarah se learning karna bahut jaruri hota hai tab hi Ham acchi tarah se survive kar paate Hain isliye Ham sab ko hamesha daily basis per learning karte rahana chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                            Her kaam mein kamyabi hamesha mehnat sae hi milti hai aur forex mein bhi aisa hi hota hai forex main humein zayada sae zayada mehnat ki zaroorat hai mehnat kerny wala he iss main kamyaab hota hai dunya ka koi bhi mushkil kaam ho jisy hum asan kerna chahyea tou humain chahyea keh hum mehnat say usay asan bnayein mehnat na kerny wala kabhi kamyaab nahin ho sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex business mein jo mehnat kerte han age bhe wahe nikalte han baqi peche...

                              Forex Business main mehnat hi haame aage le jati hai or mehnat hi aik aesa zariya hai jis se haam kamyaab ho sakte hain is liye mehnat karen warna ap kabhi kamyaab trader nahi ban sakte Forex main mehnat karen ge tou acha earn karen ge or loss se bache rahen ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X