How to reduce risk factors in treading??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to reduce risk factors in treading??
    Assalam walekum ummid karta hun ki aap log Sunday ko enjoy kar rahe Honge mostly e traders to ghar per hi Honge Kyunki Corona Virus ki vajah se markets Bajar close kar Diye gaye hain. Forex trading Mein Ham Lash ko Puri Tarah eliminate to nahin kar sakte but Ham loss K factor ko reduce kar sakte hain. Uske liye kuch tips aapse share karunga.
    1#fellow money management.
    2# risk reward ratio 1 by 4.
    3# never jump an aggressive market.
    4# control the emotions.
    5# be aware of high impact data while taking trade.
    6# set your daily targets.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to reduce risk factors in treading??

    dear g han ap nay achi information ko share kia hay is main ham ko chye k ham is main phelay phel to mind main lalch ko set nah honay dein is mqain ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko karein achay say karein is main ham ko kisi bhi kism ki mind main jaldbazi ko set ker k kam ko nahi karna chye is main ham ko kabhi bhi beray nafah k barray main nahi khyal karan chye .
    • #3 Collapse

      Re: How to reduce risk factors in treading??

      risk ko kam karna ka kia huma bohot mahant or kam ki zarorat hai or hum agr stop loss lagata hain tu account wash hona wala risk kahta ho jaha ga is lia huma risk sy bavhna chaya or agr hum risk lata hain tu or huma loss hota hai tu hamra account wash hona sy koi nahi bacha sakta hai or hum kafi acchi kamai nahi kr sakta hain is lia mara ya manana hai ka is business mai risk ko nahi lana chaya ta ka hum log kamyab ho sakain is mai
      • #4 Collapse

        Re: How to reduce risk factors in treading??

        Proper tarike se Essilor TV ko Lagane wala Banda Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota SL aur DP ko Lagane wala Banda Kabhi Kamyab Nahin hota hai isliye main koshish Karni chahie infected ko istemal karna chahie Iske alava Jo reduced factor Hain unko bhi dekhna chahie
        • #5 Collapse

          Re: How to reduce risk factors in treading??

          risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur market main enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karein gay aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain earn karin gay
          • #6 Collapse

            Re: How to reduce risk factors in treading??

            friends forex aik risky buisness ha is ma hm apnay knowledge ko vast karna chaiay ta k loss ka risk km ho aur hm profitable trading kar k is sa acha faida hasil karain, money managemnet k sath kam karain aur apnay account ki safety ka khayal rakhain hamesha small lot k sath trade karain
            • #7 Collapse

              Re: How to reduce risk factors in treading??

              dear forex marmet men jaba tak hum acahi trahy sy acha kaam naai karen gy forex men jab tak hum maarket ko analsyes nai karen gy to hum forex men kamyab naia ho saken gy forex men humen chaia keh hum forex men dill lagi sy kam karen humen chaia keh hum forex men achi mehnt sy kam karen lalaach sy door rahen gy ta he hum aachi kamayabi hasil kar skaenn gy
              • #8 Collapse

                Re: How to reduce risk factors in treading??

                dear risk factors ko kam karne k liye aap ko chaiye k (1) jab market bahot ziada tezi se move kar rahi ho matlab oper ja rahi ho ya neche to us waqt aap ne trade nia lagani q k wo bahot dangerous ho sakta ha (2) aur jab aap trading kar rahe hon to aap ko 1 trade profit de rahi ho to aap ne use close kar lena ha ta k aap ko profit ho (3) aap ko 1 dam se bahot sari trades lagane ki zaroorat nai ye aap k account k liye nuqsan de ha (4) aap ki koshish honi chaiye k aap ziada se ziada trade plus me close karen beshak thora earn kiya ho (5) jab 1 pair pe 1 profit wali trade close kar chuke hon to dobara same time pe usi pair pe trade lene ki zaroorat nai.
                • #9 Collapse

                  Re: How to reduce risk factors in treading??

                  g hn g ap ki baat bilkul theek hai k hmrisk tb lety hein jb hmein us pair ki trade k baary mn khas koi idea nai hota hai r us k elava hm trade krty waqt jb jaldbazi krty hein r money management use nai krty is lye risk k lye money management zaroor krein ,..
                  • #10 Collapse

                    Re: How to reduce risk factors in treading??

                    yes agar aop money management karain ge aur achi market ki movement mein ayen ge aur apne emotions mein kaam karain to ap ko buhat hia cha profit ho sakta hai aur yahi agar ham sab karain ge to ham buhat hi acha kam kar saken ge lekin ham is ko emotions ki waja se follow nah kar sakte hain is liye agar ham chahte hain ke ham mehnat karain to hmain emotions ko control karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: How to reduce risk factors in treading??

                      Jee dear bilkal, ager hum achi learning kar kay ye jaan lain kay kia factors hain to loss risk bahut reduce ho jata hy, or phir un factors ko hamesha study karain ta kay loss na ho, money management, trends, analysis, market situations, news, in sab ko madd e nazar rakh kar chi planning kar kay successfully profit earn kia ja sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: How to reduce risk factors in treading??

                        ham is main live trading karty hain hamy best exprience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy ggurbat ko katem kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hahin or ham full time be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: How to reduce risk factors in treading??

                          wrist ko reduce karne ke liye aapko acchi planning ke sath working karni hoti hai aur acche strategy ka use karna Hota account management karni hoti hai aur money management bhi karni hoti hai tab hi aap risk ko reduce kar paate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: How to reduce risk factors in treading??

                            Dear friend trading karte hue Apne Harish ko aur Adios ko manage karna chahie means ke agar koi order place Karte Hain To koshish karen kay planning Aisi Ho Agar market Mein loss hota hai to Kaam Ho profit ho to jyada ho proper plan bnao kar Jitna Soch Mein ka market Mein trading Karenge utna Hi vyast Rahenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to reduce risk factors in treading??

                              hum risk ly gy to he hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai free acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho ga hum is mai bager pasiao ky acocunt bana kar be kam kar sakty hain hum is mai manet karry gy to hamy kamaybe hasial o jy ge forex aik international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X