Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Birri lot size bara risk choti lot size kam risk
    Trading mein agar Ham chahte Hain ki Ham kam risk ke sath kam Karen to hamen trading mein main chot lot ke sath kam karna hoga aur agar Ham trading mein apne account ko saaf rakhna chahte Hain to fir small lot ke sath kam karna hamare liye bahut faydemand hote hain aur agar Ham market mein big lot ke sath kam karte Hain to iska matlab hai Ham big risk lekar kam kar rahe hain aur hamen iske nuksan bhi bahut jyada ho jata hai isliye hamen hamesha chhoti ladke sath kam karna chahie Taki hamara account safe Rahe aur ham jyada risk naane
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

    Yes forex ma big lot sy ameer hony walo ko apna acct wash karany k elawa or kuch hasil ni hota, big lot ka matlab hai big risk or small lot means small risk, but agr small profit hasil karny k lae lot select karyn to ye hamary lae b acha ho ga or acct k lae b ye safe rahy ga,
    • #3 Collapse

      Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

      G han dear brother apny sahi baat ke hy forex main hum jab kaam karty hain too humain is main bahoot he soch samjh kar kaam karna hota hy keun k agr hum bari lot lgain gy too us sy hmara account bhe wash hoo sakta hy hum lalch k chkar main account wash kar dety gain.
      • #4 Collapse

        Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
        Trading mein agar Ham chahte Hain ki Ham kam risk ke sath kam Karen to hamen trading mein main chot lot ke sath kam karna hoga aur agar Ham trading mein apne account ko saaf rakhna chahte Hain to fir small lot ke sath kam karna hamare liye bahut faydemand hote hain aur agar Ham market mein big lot ke sath kam karte Hain to iska matlab hai Ham big risk lekar kam kar rahe hain aur hamen iske nuksan bhi bahut jyada ho jata hai isliye hamen hamesha chhoti ladke sath kam karna chahie Taki hamara account safe Rahe aur ham jyada risk naane
        Account ki safety ke liye small lot ko use karna hamare liye bahut beneficial hota hai if we have a safe account and if we hi a good profit from our account then we use always small lot agar Ham apne account per good working karna chahte hain aur apne account ko sirf rakhna chahte Hain to hamen always hi small lot ke sath kam karna hota hai kyunki agar Ham big lot ko use karenge to hamen market mein big loss ke chances honge
        • #5 Collapse

          Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

          yes dear, forex ma trading k liay lalach sa bachain aur ziada profit ki lalach ma big lot select na karain q k agr market hmari trade sa opposite move kar jay to hmain ziada loss ho ga jis sa hmain pachtana par sakta ha lihaza hamesha small lot yse kar k safe trading karain
          • #6 Collapse

            Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

            dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay hmesha small lot use kren aur ziada profit k lalach mn big lot size kbi bhi use na kren keun k agr ap ziada profit k lslach mn big lot size use kren gay to apki trade loss mn janay sa jald he apka account bhi wash ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

              g han money management buhat hi zarori hai agar ham money management ko follow karain ge to ham buhat hi acha kaam akr sakte hain kyon ke market mein jab ham kam lot size lagate hain to ham greed nahi karte aur jab ham greed nahi karain ge to hmain loss nahi ho ga is liye agar ham chahte hain ek ham acha kaam karain to hmain mehnat ki zaroorat hai
              • #8 Collapse

                Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                Sari trading ka daromadar hamre lots size par hota hay ager lots size ka use ham big kerte han to us loss bhe hamain big ho sakta hay es liye small lots size se risk bhe kam hota hay es liye ap prehsan ya tansion se acha hay ap forex mein normal lots size ka use keryn ge to zror kamyab bhe ho payn ge
                • #9 Collapse

                  Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                  agr ham expet trader hain to hamy big lot laga kar is main bara risk lena chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa bsuiness hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                    hamy soch samj kar lot lagene ho ge per he hum pasia kama saky gy forex aik aca business hain um is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kkar sakty hain um is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aca business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                      Ji Haaan Sahi Kahaaa Hai Aaaap Ne HumEn Agar RiSk Lenaaa bhi Ho To Apnay AccOunt k Mutaabiq Lenaaa Chaahiye taakay Kaaamyaabi k ChanCes Zyaada Or Loss yaaa AccoUnt Wadh K ChanCes Kam Hoon To HumEn Chaahiye k mEhnat Se Kaam KaRen or Zyaada Se Zyaada TimE denaaa Xhaahiye MaRket Ko Taakay Samajh Bhi SakEn Or Kaamyaabi Bhi HaasiL KaR SakEn....
                      • #12 Collapse

                        Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                        Bilkul market ki movement ka Mukammal Idea Kisi Ko Nahin Hota kabhi bhi market loss Mein Ja sakti hai jitni Jyada alert lagaenge use hisab Se Hi profit and loss Hoga Jyada loss Hua to use recover karna Mushkil ho jaega isliye plan Se Apna minimum lot Lagaya Jaaye Agar lost Ho bhi Jaaye to use easily recover kar Saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                          Apki ye baat bhi theek hai k jab bhi hum trading shuru krty hain ya koi hi trading lecture lety hain ya khai se bhi knowledge gain krty hain tu sb humy ye taleem krty hai k sabr se kaam krna hai or apny ap par control karna hai wrna ap logo ko bht nuqsaan ho ga is ka mtlb ye hota hai k agr hum small lot size use kryn gy tu beshak profit Kam hoga lekin ye Sur hai ka profit hoga or wesy bhi ye bhi sure hai k iska faida ye hoga k hmra account save rhy ga lekin agr bari lot ho gi tu may be profit ho ya na ho or account bhi pora wash ho skta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                            Dear friends forex main har member different mind kay sath trade krta hay kuch members risky trade krty hain jis kay big lot size ko select krty hain jis wja say agr profit ay boht zyda ata or agr loss ho to b boht zyda ho jata hy aksar to account b wash ho jata hy lkn mary khyal say hmesha safe trading krni chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Birri lot size bara risk choti lot size kam risk

                              g han dear ap ny belqul theek kaha Hi ager hum beg lot size use krin gy to beg loss ka khatra rhy ga aur ager hum small lot size use krin gy to profit bhi kam hoga aur ager loss bhi hoga to woh bhi km he hoga.is liy koshesh krin kh small lot size he use krin. aur bara risk na lin.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X