Ustad ki ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ustad ki ahmiyat
    Jaisa k ap sb jantay hain k duniya k har shobay mn kamyabi k liye ustad ka hona bht zruri hai.
    Ustad ap ko jo kuch sikhata hai ap wo sb khud sy nahi seekh sktay.
    Esi trha forex trading mn bhe ustaad ki bht ahmiyat hai.
    So jo log trading seekh rhay hain unhen kehna chahta hn k ap bhe apna koi teacher lazmi bnain ta k agr ap koi cheez ya bat smj nahi ati to ap apnay ustad sy wp baten seekh sken.
    Or jo knowledge ap k ustad ny salon mn hasil kiya hota hai wo sb ap ko km time lgaey mil jata hai.
    So ustad bnain,us ki kdar kren or forex ko achi trha sy seekhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ustad ki ahmiyat

    Yes forex ma teacher ki bhot importance hai, agr kisi senior ko ham teacher man leyn to us k sath discussion kar k ham bhot kuch bhot early sekh jayn gy or loss b maximum ni ho ga, wsy some cases ma loss k bad he learning possible hoti hai,
    • #3 Collapse

      Re: Ustad ki ahmiyat

      Dear brother forex trading main ustaad ki bht ziada ahmiat ha agr ap chahty hain keh apko knowledge aur experience baghair time waste kiye apko mil jaye to is k lia ap ko apny seniors ko follow krna chaye.thanks dear members
      • #4 Collapse

        Re: Ustad ki ahmiyat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilber lal پيغام ديکھيے
        Jaisa k ap sb jantay hain k duniya k har shobay mn kamyabi k liye ustad ka hona bht zruri hai.
        Ustad ap ko jo kuch sikhata hai ap wo sb khud sy nahi seekh sktay.
        Esi trha forex trading mn bhe ustaad ki bht ahmiyat hai.
        So jo log trading seekh rhay hain unhen kehna chahta hn k ap bhe apna koi teacher lazmi bnain ta k agr ap koi cheez ya bat smj nahi ati to ap apnay ustad sy wp baten seekh sken.
        Or jo knowledge ap k ustad ny salon mn hasil kiya hota hai wo sb ap ko km time lgaey mil jata hai.
        So ustad bnain,us ki kdar kren or forex ko achi trha sy seekhen
        A teacher is very important for us without teacher kisi bhi field mein successful hona bahut mushkil hota hai jab Ham kisi teacher se good teacher se lete hain then he Ham successful ho sakte hain isliye ek teacher hamare liye bahut hi helpful hota hai aur hamen apni teacher ki Kadar karni chahie jab Ham apni teacher ki advice per Amal karte hain din hi Ham successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Ustad ki ahmiyat

          Desr forex main hmara ustad wohe hota hh joo humain is k bary main btata hy humaun train karta hy agr hum is main kamyaabhi hasil karna chaty hain too humain chaye k is main achy sy learning karin aur isko tume dain tab he hum is main kamyaab hoon gy aur acha profit hoge.
          • #6 Collapse

            Re: Ustad ki ahmiyat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilber lal پيغام ديکھيے
            Jaisa k ap sb jantay hain k duniya k har shobay mn kamyabi k liye ustad ka hona bht zruri hai.
            Ustad ap ko jo kuch sikhata hai ap wo sb khud sy nahi seekh sktay.
            Esi trha forex trading mn bhe ustaad ki bht ahmiyat hai.
            So jo log trading seekh rhay hain unhen kehna chahta hn k ap bhe apna koi teacher lazmi bnain ta k agr ap koi cheez ya bat smj nahi ati to ap apnay ustad sy wp baten seekh sken.
            Or jo knowledge ap k ustad ny salon mn hasil kiya hota hai wo sb ap ko km time lgaey mil jata hai.
            So ustad bnain,us ki kdar kren or forex ko achi trha sy seekhen
            Ustad ki bahut jyada ahmiyat hai hai jo log apne ustad ki Kadar karte hain vahi log kamyab ho sakte hain aur jo log apne ustad ki Kadar nahin karte Hain vah kabhi kamyab nahin hote Hain kamyabi ke liye jaruri hai ki Ham apne ustad ki Kadar Karen aur hamen apne ustad ki baton per Amal karna chahie jab Ham apne ustad ki Kadar karenge to tabhi hamen kamyabi milegi iske alava Ham kabhi kamyab nahin ho sakte hain aur na hi Ham kabhi achcha Sikh sakte hain
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Ustad ki ahmiyat

              ustad buhat hi eham hai agar ham teacher ki respect nahi karte hain to ham kabhi life mein kameyab nahi ho sakte hain agar ham chahte hain ke ham kameayb hon to hmain mehnat karni hai aur is ke liye apne seniors se hmain seekhne ki buhat zaroorat hai agar ham seniors se seekhain ge to ham buhat jald kaam ko seekh saken ge
              • #8 Collapse

                Re: Ustad ki ahmiyat

                hamy apny ustad ki azat karni chahey demo hamara acha ustad hain hamy achi learning deta hain or hamy achi earning be deta hain hamy best knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain yai kabe be band na hony wala best business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ustad ki ahmiyat

                  Hum sab jo be sekte he o ustazvki zarye skte he aor hume ustaz ki ezat ka khyal rakna chahi aor on k bato per amal karna chahi is lye teaching ia a best profisuon of the world and ee need to gave rwspect the teacher.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ustad ki ahmiyat

                    forex aik acha business hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ma ifree account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny bos ap he hoty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakaty hain hum is mai apny boss ap he oty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Ustad ki ahmiyat

                      ustad ki boht ahmiyat ha ustad ki kader kerni chahye kyun ke ustad ka ek boht bara muqam ha ustad ka darja baap ke darje ke baraber ha is liye hume apne ustd ki respect kerni chahye un ki baton per amel kerna chahye phir hi hum zindagi ma kamyab ho sakte hen
                      • #12 Collapse

                        Re: Ustad ki ahmiyat

                        G ha bhai har kam k lae aek ustad hta ha jis se se ham kuch sekhty ha aur asi trah apne kam saranjam dty forex mai bhe ustad ki bhot ahmiyat ha q ky ustad hi ap ko trade k qabil bnata ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ustad ki ahmiyat

                          Forex trading totally mind business Itna Aasan Nahin Hai Thoda difficult hai agar Kisi teacher se Sikh samajh rahe hain to uski Ijjat Karni chahie Koi Bhi Nahin Sakta agar koi Sikha raha hai to bahut hi behtar hai jaldi Sikh Jaenge otherwise Forex ko Samjhana bahut hi difficult hai coffee time lag jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ustad ki ahmiyat

                            dear forex busnes ho ya koy or busnes ho jab tak hum forex men apny ustad ke ezat nai karengy to hum forex men kabhe bhe kamyab nai ho sake gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam krana chaia taa he hum forex men bahot he ahci kamyabi haail kaar saken gy forex men zerada sy zeada kam ]he acahi kamyaabi hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ustad ki ahmiyat

                              pahli baat to yah hai ki aajkal koi bhi teacher nahin banata hai kyunki teacher banane ke liye aap ko dusre number ki respect karni hoti hai aur uske sath bahut jyada time spend karna hota hai aur iske sath contact mein rahana hota hai tab bhi Koi member aapka teacher banta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X