Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay
    Jab trade continue loss main chal rehi hai tou hamain apni open trade ko itny loss main close kerna chahiay jo recoverable Ho warna jab zyada loss ho jaey jo recoverable na ho tou phir trade close kerny ki bajaey account wash ko hi priority deni chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے

    Yes brother agar hamen kisi trade mein loss ho gaya hai Hi to hamen apni use trade co continue jari nahin rakhna chahie balki hamen apni trade co close kar dena chahie kyunki close karne se hamara lost kam hoga aur agar Ham apni friend ko college nahin karenge to hamara loss bahut jyada ho jaega jiski vajah se baat mein hamen kafi pareshani hogi isliye hamen chahie ki Ham apne trade ko pahle se Hi close kar den yahi hamare liye behtar hai
    • #3 Collapse

      Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar ap koi trade kam loss men chal rahi ho aur profit milnay k chances nah hon tu phir trade ko kam loss men hi close kar lena behtr hota hey kiun k jitna ziyada loss hota hey utna hi loss recover karna mushkil hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Jab trade continue loss main chal rehi hai tou hamain apni open trade ko itny loss main close kerna chahiay jo recoverable Ho warna jab zyada loss ho jaey jo recoverable na ho tou phir trade close kerny ki bajaey account wash ko hi priority deni chahiay
        hamen thode bahut loss mein to trade close kar deni chahie kyunki yahi hamare liye behtar hota hai aur agar Ham thode loss mein trade close nahin karte Hain to fir hamara nuksan bahut jyada ho jata hai aur jab hamara nuksan bahut jyada ho jata hai to hamara pura account hi chala jata hai isliye hamen chahie ke Ham pure account ka nuksan na Karen balki apne account ke kuchh hisse ka nuksan karna hamare liye behtar hai
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

          Recoverable loss mein bh trade ko close kernk cahye ya nahe ager ap ki trade bahot ziyada lose mein cheli gai hay to ap ko chaye kh ap us trade ko close na kerian q ka trade to bahot ziyada loss mein cheli gai hay to ap sa phr recover nahe ho ga ager ap ki trade thora bahot loss ma hay tobphr ap close ker ka apna account ko recover ker sekty ho
          • #6 Collapse

            Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

            yes dear hmain agr trade ma lossho raha ho to koshish karain k usay recoverable limit ma reh kar close kar dain aur us trade ko continuely jari na rakhain, aksar market big moment kar k dobara apni position bpar aa jati ha is liay timely out ho jaen ta k hm us thoray loss ko recover kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

              Yes ager loss recoverable hai to hamy us trade ko close ker de a chahye phir us trade ko continue rakhny ka koi bhi faida nahi kiun k jab hamy trend se confrm ho rha ho k loss mazeed berh jay ga to kuch loss main us trade ko close ker dena meri nazer main sahi hai ager loss ziyada ho to usy recover jerna bhi boht mushkil hai ya phir account wash ker den
              • #8 Collapse

                Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                G han dear ap ka kam hai kay ap ko es mai jub lose kam hota hai tu ap us time pay he es mai apna trade close kar lain kiyu kay ager ap recoverable lose mai trade band kartye hain tu ap us mai recover kar laitye hsin jub kay ager ap us time pay band nhi kartye hain tubap kaliye kafi masla ban sakta hai aur ap kabhi es mai lose recover nhi kar saktye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                  G hey ugr hmri tread Loss main jana shuru ho go hy to ap US uso wqta closs kr skty hey ugr hmri tread bht ziyada loss main chli gi hey to ap US clos na kra ku ky wo or bh ziyada loss main chli Jack gi or recvr bh nhi Ho gi is lia hm chya soch semjh kr tread open kra ta ky hm is main faida Ho na ky loss
                  • #10 Collapse

                    Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                    Yes brother aap ki baat theek hai ki humko Apne trade use waqt close Karni hogi jab hamara loss recoverable ho sakta ho agar isase zyada hoga to ham Apne a trade ko close Nahin karenge taki ham ziada loss se buch saken isliye humko Pak Forex form mein mehnat ke sath Apne mind ko relax Karke a acchi learning karke hi acchi learning ka hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                      FoRex Main HumEn Weekend paR Trade Laaazmi Close KaR Leni Chaahiye Q k Aaaaj Kal MaRket Kaaafi Zyaada MoVe KaR Rahi Hai isLiye HumEn Chaahiye k Jo Bhi Trade LaGaaaen BhoT Hi SoCh Samajh KaR Or Safe Lott k Saath Hi Lagaaani Chaahiye Or Agar Recoverable Loss ho To Trade Laaazmi Close KaR Deni Chaahiye Q k is Main humaaara Faaidaa Hai.....
                      • #12 Collapse

                        Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                        Dear trading mein humain stop loss ko use kerna chahyea kyun kay stop loss hit honay sae humari trade close ho jaye gi aur uss surat mein humain jo loss ho ga uss ko recover kerna aasaan hota hai aur agar stop loss nahin lagaya hai tou phir thoray loss mein trade ko close ker dya kerain aap uss loss ko recover ker lain gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Recoverable loss main bhi trade close ker leni chahiay

                          ji han bhai Agar aapko loss ho jata hai aur FIR usko Agar cover kar lete hain to Fir aapko chahie or uss trad ko fauran close kar len iss say ap Ko acha Sa fayda Zrur Hasil hoga pak Forex trading business bhot acha business hy yahan achi Success say hi Kanyaab hona possible hy khoob mehnat Sa hi success aor experience gain ho jay ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X