Don't stop learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't stop learning
    Ham sab ko hamesha apni learning ko continue rakhna chahie kabhi e-Learning cost of nahin karna chahie kyunki jab hamari learning stop Ho jaati hai to fir Ham kabhi bhi ek acche trader nahin Ban paate hain aur kabhi bhi Ham acchi tarah se trading nahin kar paate Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Don't stop learning

    Ge ha forex member her waqt kishish karna chaya ke hum zayada learning kare aur axha kam kare pal forex per hum jotna axha kam kare ge pak forex se utna he axha binus hasil hota he
    • #3 Collapse

      Re: Don't stop learning

      Hamen learning kabhi bhi rokni nahin chahie hamara profit ismein hota hai Hamen loss Mein ismein Hota Hai Lekin Jab aap to bus knowledge hota hai to Sara Kuchh cover Ho Jata Hai Jab aapke pass knowledge Nahin hoga to fir kabhi bhi aapka loss recover Nahin hoga isliye sabse pahle aapko apna loss recover karna hai aur yah tab hoga Jab aap market Mein price action per kam karna sikho
      • #4 Collapse

        Re: Don't stop learning

        G han hamen lerning nahi rok takeh hum kamyab hosaken rni chaheay kun kay agar hum sekhana chor dayen gay to hum kamyab nahi ho saken ga is lia hamen mahnat ur laogan say kam karna chaheay ur hamen her waqt mahnat karna chaheay is men hamari bhalai hay ur is tarah hum kamyab ho saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Don't stop learning

          hamy leanring ko stop nahi karna chahe hamy learning gain kar ky forex mai kam karn ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is maai bager passiao k y acount bana kra be kam kakr sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Don't stop learning

            Ummid karta hun ki aapummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Maine dekha hai ki bahut se log bahut jaldi forex trading ko chhod jaate Hain yah jaise hi unko nuksan hota hai ya unko bahut jyada labh hota hai to vah forex ko Allah Hafiz Meri Nazar ke mutabik Ham logon ko usi waqt koshish karni chahie jab tak Ham kamyab nahin Ho jaate hamesha bar bar koshish karni chahie aapko tab tak koshish karni chahie jab tak aap mis mein kamyab nahin ho sakte aapki mehnat karte raho hamesha aapki mehnat ke and per aapko positive results hi milenge forex trading main yahan jindagi ki Koi bhi figured ho aap usmein kamyab hone ke liye.
            • #7 Collapse

              Re: Don't stop learning

              g han hamain stop learning karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur hamain demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain practice karni ho gi tab hi hum kamyayb hon gay aur practice lazmi karni ho gi tab hi hum trade karny k kabil hon gay aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Don't stop learning

                Learning is the basic thing in every work humein sb sy phyle learning kar key apni knowledge increase karni chahiyea agar humari knowledge achi hogi tou he hum better work karengey warna hum nahe kar sakenegy kam or phir kamyab bhi nahe ho sakengey isliye zuroori ha
                • #9 Collapse

                  Re: Don't stop learning

                  aslam oaalikum dear freinds. g ha hum k learning ko stop nahi kerna chahyin.learning aik smander ha jis ko gain kerna bohat mushkil ha.forex main leaning ki bohat zaroat hoti ha.forex main hum ko mahnat ker k learning kerni chahyin.learning k sath hi achi earning ho sakti ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Don't stop learning

                    hamy apni learning ko stop nahi karna chahey hamy best exprience or knoweldge hasil kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Don't stop learning

                      g han learning ko kabi stop na keren kyun ke learning kabi hetem nahi hoti forex ma learning ki boht ahmiyat ha ap jitni zyada learning kerte hen utni zyada earning ho gi learning ka amel humesha jari rehta ha is liye learning ko jari rekhen kabi stop na keren
                      • #12 Collapse

                        Re: Don't stop learning

                        Insan apni puri zindgi mn kisis bhe feild mn 100 feesad mahir nahi ho skta han agr wo kamyab hota hai to es mn us ki mehnat koshish justuju hoti hai isi trha forex b 1 business hai agr hum es kl as a business len or roz es mn juch naya sekhen to es trha hmen kamyabi bhe milay gi or hmara self confidance bbhe barhay ga
                        Jo bnda learning na chorrta
                        Usay kabhi earning nahi chorrta
                        • #13 Collapse

                          Re: Don't stop learning

                          Lerning bhot zeada zarori hoti hy lerning k bina koi bhi ham kam apna nai kr sgty hy jb tak ham apani lerning nai krty hy ham kamyab nai ho sgty hy lerning krna hhot zeada ham sab k liya zaroei hy our is k bina kam ki smjh nai ati hy kii ko bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: Don't stop learning

                            g hn dosto forex trading ma hmain kbi b learning ko ni chorna chay bilkay hmain learning ko jari rkhna chy kiun k hmain jitna zyda knowledge hsal ho ga hm utna he zyda forex trading ma strong ho gy or aik acha profit earn kr pya gy es ly dosto dont stop the learning
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Don't stop learning

                              dont stop learning its true formoula for our life its help our in every field of life aghar ham learning ko apni zindagi ma shamil rakhin gay to ham kush na kush seekhny ka liye tayar rahin gay aur hamin kush na kush naya seekhny ko milta rahy ga. hamin apnay seeniours ki izat kartay rehna chahiye ta ka ham kuch na kuch new learn karty rahin aur mazeed kamyabi ki taf kadam barhaty rahin.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X