Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie
    Forex trading ek achcha business hai hamen Apne lash se ghabrana nahin chahie Bal ke apni galti se Sabak a sarkar ke Apne kam per focus Karen aur koshish karen aise dobara galti na Karen jisse Las Ho many management Ka khyal rakhen nafa nuksan har karobar ka hissa Forex trading main koshish karen Jitna aap ke paas balance hai apni balance ke sabse trade Karen acchi trade ka intekhab Karen soch samajh Kar trade Karen aur analysis karke trade Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

    Yes forex ma mistakes to sb sy he hoti hai, en sy pareshan ho jana es ka hal ni hai, forex ma mistakes sy acha sabak sekha jae to hamy profit tak ponchny ma help hoti ha, but agr ap es lae worried hai k ap sy mistakes ho rahi hai to ye eska hal ni hai,
    • #3 Collapse

      Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

      G han bilkul hamain apne mistakes se sabak zror sekhna cheye kuin ke aik mistakes ager bar bar keryn ge to kamyabi hasil kerna mushkil hota hay es liye ager dafa mistakes ho jeye to us se aysa sabak sekhein next time wo mistakes dobara na ho kuin ke es se member ager mehnat kerta hay or spellings wali gultyan kam hon ge to us se bhe acha bonus hasil ker sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

        g dear mistakes ksi bhi insan se ho skti hain to in se Jo sekhta hai to wahen apni zindgi m n kamyab ho skta hai r agr hamen forex pe trade krte hoe loss hota hai to woh hamri mistakes ya lalch ya jaldbazi ke waja se hota hai r loss hamen hamari mistakes btatat hai keh is ke waja se hum kamyab ni ho skte hain to agr hum apni mistakes se sekh len r correct kr len to hum kamyab trader ban skte hain
        • #5 Collapse

          Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

          G haan bilkul qchio baat boli haii apny humain forex ky andr apnii mistakes ko aur aony kaam ko achy sy achii.mhinat sy aur achy sabar sy krna chhaiye jiss sy humainnbhot gii acha fiad ho skyy ga aur hum.achii eraning laa pien gy
          • #6 Collapse

            Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

            bilkul friend hmain apnay trade ki performance behtar bnanay k liay apni mistakes ko clear karna chaiay aur agr kisi ghalati ki waja sa hmain loss hua ho to usay point out kar k clear karain un sa sabak seekhain aur unhain repeat na honay dain
            • #7 Collapse

              Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

              dear friend forex trading mn hr kisi sa mistakes hoti hn keun k forex trading aik complicated business ha lekin aik achha trader hmesha apni mistskes sa bhi learn krta ha aur dobara aisi ghalti repeat naen krta jis sa pehlay loss howa ho aur hmesha forex trading mn kamyabi hasil krta ha
              • #8 Collapse

                Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                Assalamu Alaikum Forex member Forex online business hai Forex Mein knowledge aur experience ke sath itni acchi Ham trade Karenge Itna Achcha Ham profit Hasil kar sakte hain Agar Ham apni mistake se a knowledge Hasil Karenge to Hamen loss kam Hoga aur ham acchi trade laga kar Achcha profit Hasil kar Sakenge Forex all world mein best business Forex mein agar baat kar aasani se kam kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                  Ham sabko apni mistake se sabak hasil karna chahie aur apni mistakes se sabak hasil karne ke liye hamen apni mistakes ko load karna hota hai aur apni mistake se larson hasil karna Hota tab bhi Ham ek acche aur kamyab trader Ban paate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                    G han dear apny sahi baat ke hy forex main humain mehnat karni chaye aur hum is main kaam kar sakty hain tio humain is main mehnat karni chaye daily kaam karna chaye tab he humain forex.main faida hota hy agr hum mehnat karin gy too humain is main faida bhe hota hym
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                      Han ji members forex trade hamse zaror kahen na kahen ghalti ho he jati he hame apni ghaltiun ko dohrana nahe chahye balke un ghaltiun se sabak seekhna chahye aor soch samajh kar trade karni chahye agar hamne kamyab hona he to experience brhana hoga aor soch samajh kar trade karni ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                        Hamari bahut badi mistake hai ki Ham apne mistake ko ko theek Nahin karte use learn Nahin karte balki ham panic hote hain aur loss karte Hain To Hamen apni mistake ko theek karne ki koshish Karni chahie Taki Ham next time wali mistake Kabhi Na Karen aur ham profit karen to Agar Ham apni mistakes se learn karte jaenge To Ham bahut Achcha profit karenge aur hamara knowledge and experience improve hoga to iske liye mehnat karni padegi to ahista ahista ap Kamyab Ho jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                          Dear friends may ap ke bat say agree karta ho hum ko cahyh k hum jub be trading karin to apni trading say sabak hasil karin aur aur jub be hum ko koe be forex may loss ho jaye to hum ko cahyh k hum us say learning hasil karin aur kamayb trader bun sakin aur apni nam trading may roshan kar sakain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni mistake se sabak Karen. Forex trading maie

                            Humein apni mistakes sy acha lesson learn karna chahiyea agar hum bar bar apni mistakes ko repeat kartey rahengey tou loss hoga isliye agar koi mistake hojae tou usko improve karain or next time khayal rhkain ky mistakes repeat na ho bar bar isi vaja sy loss hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X