Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????
    Forex me copy trading ki bahut ahmiyat ha. copy trading ka matlab ye ha k ham forex trading me experts ki trading ko follow karain. yaani jo trade wo lagain hamara bhi lag jata ha aur jo wo close karain hamara b close ho jata ha. doosre lafzo me ye keh saktay hain k hamara account unkay account ko follow kar raha hota ha. es se ye faida hota ha k experts choonkay bahtar analysis kar saktay hain aur wo authenticated trading kartay hain to es se hamain loss bahut kam hota ha aur faida bahut ziada hota ha. agar koi trader jo trading karne se darta ha usko chaheye k copy trading ko use karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

    dear copy trading ksi ko follow kr dena hota h mtlb jb ik expert trading krt h r usay anlysis krna ata ho mrleet k trend ko follow krn ata ho r wh jb trading lgata h r profit ata h to usay khty h copy trading.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

      Dear copy trading wohe hy jis aap kisi bhe trade ko copy karty hain aur us main hum kaam karty hain agr forex main hum mehnat karty hain too himain forexn main faida bhe hota yy forex auk bahooot he ach business hy jsi main hum kaam kar k paisy kama sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

        Dear friend forex trading men copy trading se murad seniors ko copy karna hota hey kiun k seniors k pass acha knowledge aur experience hota hey iss liay woh kamyab trading kartay hen iss liay juniors bhi seniors ko copy kar k achi trading kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen iss liay trade lagatay waqt bhi seniors se mashwara kar k achi trade open kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

          Dear forex main kai tareky sy ap paisa kama sakty hy jis kmain hm log asani ky sath tabhi kama sakty hy tu hi kamaybi ky sath tarde bi kar sakty hy ik tu hm log khud sy is ko sekhty hy tuhi tarde ki ja sklati hy or asani ky sath hm log is main sahi kisam ka faida hasil kiay ja skata hy laikn agr hm log apny ko trade ko sahi karan asan nahi hoat hy tu main kehat hun ky us ky liay bahut hi asani tareky ky sath hm log is main tabhi sahi kam kar sakty hy jab hm log fdorex ko janty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

            market main planing kar k hi hum achi trade karein gay aur copy paste karny say pahlhy is k bary main trade karien gay aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum trade karein gay aur hamain experience ho ga tab hi hum trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary main information achi ho gi ta k earn ho saky g
            • #7 Collapse

              Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

              Dear apne bhut achi bat ke hay copy treading wohi hay ap kis bi trede ko copy kar sakty hay agar is ma kam karty ha too humee bhut zadya faida hu gaa pak forex forum ma ek international online business hay ye pure duniya ma famous business hay is hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty
              • #8 Collapse

                Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                instaforex ki bhi copy trading hai ap kus ko bhi follow kar sakte hain ye basically un ke liye hoti hai jin ke pas abhi itna knowledge nahi hota hai ke wo analysis kar saken auir profit kar saken aur agar ham chahte hain ke ham market mein mehant karain to hmain khud seekhna ho ga aur apne emotions ko control kar ke kaam krna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                  Copy trading ma ap expert traders ki trades ko copy kartay hain, jab woh trade open karain to ap k account ma bhi osi tarh se trade open ho jayain, forex broker apnay client ko copy trading ki facility detay hain k woh expert aur senior traders ki trades ko copy kar skatay hain, jahan tak is k faiday ki baat h k jo new traders hain un k lye behtreen ha k woh baghair trading kye profit earn kartay hain, lakin is ka loss yeh ha k new traders sekhtay ni hain, aur un ko sometime loss bhi ho sakta hai
                  My point of view: khud trading karna sekhain, khud trade karain chahay thoda hi profit q na ho, kisi aur pe depend na karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                    Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu my dear members aapki baat bilkul theek hai kya coffee trading company hai magar ismein Koi fayda nahin hota isliye log ismein kam kam karte Hain aapki company acchi hai isliye log aapki company mein kaam karte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                      copy trading ka matlab yah hota hai ki aap kisi bhi senior aur expert trader ki trading co copy kar sakte hain aur aap bhi vaisi hi trading kar sakte hain is tarah se aap bhi profit hasil kar sakte hain lekin aapko chahie kya aap khud se acchi tarah se ladne Karen Taki aap apne style mein training kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                        hamy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain agr ham is main kisi ko copy kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main bager paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                          dear forex trading k business main copy paste trading ka jo concept hai wo yah hai k ap kisi expert trdaors se apni tradng k liye signals lety hain jius mainw o apko guide kta hai jis se ap apni trading kar k earning kar sky hain or es ka loss yah hota hai k jub ap ko signals milty rahty hain tu ap khud apni trading nahi sikhty hain apko lgta hai k yahi method acha hai jis se hum api trading kar k earning karty rahty hain jub k yah sahi mehod nmahi hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                            copy trading trading ke ek kesum he is leye hum ko is ke bare me soch na chaye Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. take hum ko kamyabi mil sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Copy trading kia ha aur es ka kia faida ha????

                              Capi trading ka matlab hay keh logon ke dey hoy jawabat ko copi karna hay is lia humen dousron ke sawalat ko capi nahi karna chaheay kun kay dousron ka kam ghalt ho sakta hay is lia humen khud ki mahnat say kam karna chaheay ur is tarah hum kamyab ho saktay hain is ka faida bhe hay ur nuksan bhe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X