khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,
    kisi b kaam me chae forex ho ya koi aur agar aap mehnat kar k khaen ge to aap ko maza b aae ga aur chae wo thora sa b kamaya hoga us me barket par jae gi lehaza apne rizq ko halal karo aur shorcut, 2 number tareeke ko chor do, me to yehi samjta hon agar koi ise behter janta ha to please share, humen hamare rab ne hath paon deye hen ta k in ko istemal kar k apne khane ka bandobast karen,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

    dear g han ap ki bat sahe hay ham ko chye k jo bhi kam ko karein apnay hand say karein agar ham is main aisa karein gay to is main ham ko agar chay kam nafah hasil ho g per is main ham kosh rahein gay is main ham ko chye k ham is main apnay time table ko manage ker k kam ko karein jis say ham ko is main nafah hasil ho saky .
    • #3 Collapse

      Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

      G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me mhenat sy kam kary gy yo ham halal khay gy agar ham is me mhenat sy kam nhi kary gy yo ham is me halal nhi kha pay gy ham ko is me khod kam karna chaiye or khod mhenat kar jy acha kam kary
      • #4 Collapse

        Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

        G han dear ap ki baat thik hy pakkstan forex ik acha aur kamyaab busienss hy yeh halal busienss hy q k hum forex min ziyada sy ziyadavmhenat karty hain hum firex min postin kanry ka lia dsoly 4 sy 5 ganty hain kaam karty huan jo mhenat karga hy os ka yeh busienss halal hy jo forsx min khud kaam nahin karta dosron sy karwata hy os ka ia jo earing haisl hoti hy os ka lia halala nhain hy ois lia hamin khid sy hardwork karna chaye
        • #5 Collapse

          Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

          اصل پيغام ارسال کردہ از: 1ahsankhan1 پيغام ديکھيے
          kisi b kaam me chae forex ho ya koi aur agar aap mehnat kar k khaen ge to aap ko maza b aae ga aur chae wo thora sa b kamaya hoga us me barket par jae gi lehaza apne rizq ko halal karo aur shorcut, 2 number tareeke ko chor do, me to yehi samjta hon agar koi ise behter janta ha to please share, humen hamare rab ne hath paon deye hen ta k in ko istemal kar k apne khane ka bandobast karen,,
          ji bilkul hamen apna Kam khud karna chahie jab Ham apna Kam khud karenge to tabhi hamen fayda milega aur agar Ham trading kar rahe hain to hamen chahie ki Ham apne account ko khud he manage Karen tabhi hamara kam achcha ho sakta hai aur agar Ham apne account ko could manage nahin karenge to hamara kam kabhi bhi achcha nahin hoga aur agar Ham kisi aur se apne account ki management karvate Hain to fir hamara kabhi bhi munafa nahin Ban sakta hai
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

            market main kam kar k hi hum planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jeet tou sath sath hoti hai so ahmain is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi aur hamain apni mhnt karni ho gi tab hi hum trade karien gay aur hamainn expereince ho ga tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is say faida ho saky ga ta k earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

              forex mai hum kam kar ky hum adche earning hasial kar sakty hai hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho j y ga forex jasa koi or business nahi hain hum is mai bager pasaio ky account bana karbe kaam kakr sakty hain hum is ma agar tukaka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex jasa koi or busness nahi hain dunya bar mai
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                my dear friend yeh fourm ek online fourm hai yahaan pr 2 numbri karne wala ziada time nahi chal sakta yahaan sb chezun ka record mantain hota hai or apko her waqat moniter kea jata hai es ly jo 2 numberi kar k kuch karna bhi chahen to yahan kamyab nahi ho saktey hain es k ly unko hamesha he mehnaat ka sath lena ho ga tab he woh khud ki maloomat main izafa kar saktey hain or baqi members ko bhi maloomati post k zariye se agah kar saktey hain
                • #9 Collapse

                  Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                  g han dear forex main aghr ap khud kamana chahty hain oor apna rizk halal krna chahty hain tu hmain forex main kam krna hoga qk jub hum forex main kam karegy tu hum khud he earing kar skty hain or esi main barkat hai q k es main halal rozi kmai ja skti hai q forex main hum apni trading kar k achi earning kar skty hain or hmain apni mahnat kar k he rizk kamna chahye osi main he barkat hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                    dear friend thi kaha hai aapane Hamen Apna Kam Khud karne ki koshish Karni chahie Jab Ham Apna Kam Khud karna shuru Karenge to hamare liye kamyabi Hasil karna Koi masla Nahin rahega kyunki Jab Ham Apne kam per tavajjo Dete Hain To Ham Apne kam ko kamyabi ki taraf le kar jaane ke liye bahut mehnat karte hain lekin Agar Ham Apna Kam dusron per dalte Hain To koi bhi hamare kam ko Is Tarah Kamyab Nahin banaa sakta Jis Tarah Ham Khud mehnat Karke Apne kam ko kamyabi ki taraf Lekar Ja sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                      G han khud say kam kar kay apni mahnat khud karna chaheay kun kay khud ke mahnat say humen bahut faida hasil hota hay ur hamen apnay alm men izafa hota hay is lia humen dousron say kam nahi karwana chaheay kun kay dousron pe itbar nahi karna chaheay kun us ke niyat ka koi pata nahi chalta hay woh kis waqt kia kar de
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                        Bilkul jo bhi kam hai struggle karne se a aur Khud mehnat karne se hi usmein Barkat Hoti Hai fore Mein struggle Karen daily basis per working Karen aur ismein Apna knowledge improve per ke Kamyab working Karke acchi earning nikaali Jaaye time Dene Se Hi kamyabi milati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                          G han humen khud mahnat say kam karna chaheay kun khud ke kamy say bahut lutf hota hay kun kay khud ke mahnat say kamaya howa paisa bahut he barqat wala hota hay is lia humen khud mahnat karna chaheay takeh hamara rizq halal ho sakay ur hum haram ki rozi say batch saken ur humkamyab ho saken
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                            aslam o alikum dear freinds. g ha forex main ko mahnat kerni perti ha.forex main mahnat nahi to hum kamyab nahi ho sakty.hum ko forex main achy sy acha kaam kerna ki koshish kerni chahyin.khud hum forex ko jita time dey gy utna hi humrary lia acha ha.khud kaam kerny sy mahnat kerni perti ha jis sy hmari rozi halaal hoti ha jis sy hum ko forex main mahnat kerny ka zaba peda hotair.jo humaray lia acha kaam ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khud kaam kar k kamaen aur apne rizq ko halal karen, aur isi me barket ha,

                              Main apki baat se agree krta hon k insan jab apny hath se earn krta hai tu usko tab hi asl qemat ka pta chlta hai us se phly insan Sirf khrch krta hai ye ni k earning kaha se aye gi ya ksy aa rhi hai. Wesy bhi apny hath se kaam krny main market hai is lye insan ko chaye k wo apny hath se mehnat kry apni pocket money even k daily routine k kaam khud apni earning se kry jis ki wjh se usy or us k ghr walo ko Kisi bhi preshani ka samna ni krna pry ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X