when we loss money during trade then really we feel pain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    when we loss money during trade then really we feel pain
    We have lost big money for learning Forex trade , when we loss money during trade then really we feel pain . But due to some reason and many examples of successful trader , we hope that also we can get profit from Forex is we can use right way of Forex knowledge . So if any trader try earning for long time then definitely they will get success .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi shak nai k jb humy nusksan hota ha to0o humy bhot dhuk hota ha par main un logo0o ko ye hi advice do0o ga k wo0o apna dil chota na kary Because loss to iss kam ka hisa ha aop or mhant karo0o jis sy ap loss sy bach sakty ho0o or wo0o galti again na kary jis sy ap ko nuksan hoa ha ...
    • #3 Collapse

      sirr pocho hi mat sir aagar loss hota hy to pain to bhot hota hy lakin galti bhi to hamri hi hoti hy islay ma yahi kaho ga kay agar apsay koi bhi loss ho jtaa hy to apko dil harna bnai chahiye phr say start krni chahiyeapko profti hi ho ga
      • #4 Collapse

        ji han bhai ap ne achi aur sachi baat ki hae k jab forex trading mein admi apni money loose kartahae to pain hoti hae aur mera zati tajzia bhi kuch aisa hi hae k forex trading mein ye pain bahot se log feel karte hein aur koi chand aik hi hote hein jo is se bach jate hein.
        • #5 Collapse

          jee ap ko bth dhu yeh best hain or ap ko bth dhu ap daily is my acha earned ker sktain hain or ap ko bth dhu is my ap ko trading kertain weqt pain ni hoti bus thori tension hoti hain ap ko is my yeh best hain or ap is my daily jitna chahu earned ker skain hain .
          • #6 Collapse

            to lose or win is the essential game in anyyy business,as for as Forex is concerned you are right that with consistency you can progress and examples are many here
            • #7 Collapse

              zahir se baat hia ju b beh ap ko lsos huta hia ap ko bhut dukh bhe huta hia lekin kiya kre skate hian buisnes main loss tun huat rehta hia is leye apko cahey k sabr kiya rken.,
              • #8 Collapse

                forex me investment kernay se pehlay aap ko yeah baat zehan me achi terha bitha leni chahyee yeh aik buhat risky venture hay and yahan wohi log successful ho sktay hayn jin me fear of failure na ho and of course ap isko agar apni aakhri jama poonji se start keriengay tou apka mental pressure will not let u allow kay aap bravely trading ker skien
                • #9 Collapse

                  ye to aik zahir si bat hai kay ager trade main apko loss hota hai to apko dukh bhi hota hai qun kay yahan per bat apkay qeemti paison ki hoti hai jinhe apne yaqeenun mehnat ker kay hi gain kiya hoga.
                  • #10 Collapse

                    ge bhai jan apnay thek kaha bhai pain to hoti hai but hum ko chahye k hum apnay emotional pay control karen ta k next time woh hi mistek na karen gay aur phlli wali mistake say kuch sekhy
                    • #11 Collapse

                      Assalam O Alaikum, Loss to her business ka hissa hai aur loss ho bhi to hum ko ek experience mil jaata hai jo uss loss se kahin ziada qeemti hota hai. Loss honay per feel to hota hai magar hope ko loose nahi karna chahiey aur continu rakhna chahiey.
                      • #12 Collapse

                        Yes Forex trading mein jab loss hota hai to pain feel to hota hi hai yeh naturally si baat hai khas tor per tab bohat pain feel hota hai jab big loss hota hai to mein isi liye low risk trading kerta hun k loss kam se kam size ka ho.
                        • #13 Collapse

                          Koi shak nai k jb humy nusksan hota ha to0o humy bhot dhuk hota ha par main un logo0o ko ye hi solutions do0o ga k wo0o apna dil chota na kary since the loss to help iss kam ka hisa ha aop or maybe mhant karo0o jis sy ap loss sy bach sakty ho0o or even wo0o galti again na kary jis sy ap ko nuksan hoa ha ...
                          • #14 Collapse

                            bhai earnings aur loss is actually market ka hisa ha koi company aisa ni ha jis main profit aur loss na ho lekin jab profits hasil karteyh o to be able to revenue ko gain karne ki bhi himat honi chahiye aur bardasht karne ki bhi himat honi chahiye loss ki.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee dear brother apne thek kaha jub kisi ko trading k doraan money loss hoti he tu really boht pain hoti he k sari mehnat zaya ho gae tu loss se bachne k best kam ye h k pehle forex ko sekho samjho or phir forex business men enter hon take loss ka samna na karna pre

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X