Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..
    Kuch dost kehty Hain k Forex trading main trading k Doran agr AP stop loss lga dety ho to aap ko iska yeh faida ho ga k ap ka account kbi bi wash ni ho ga byshak market bahut ziada hi kio na moved ho jay to is liy stop loss lagana aadat bna lo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

    g ham dear stop loss ho ya take profit donu he best hain qk hum men se but se member forex ko sirf part time use krte hain to woh apni trade open kr ke sl r tp set kr ke bhi acha profit bhi le skte hain r apna account loss ke waja se safe rakh skte hain r kbhi kbhi market bht gap deti hai to us se apne account ko safe rakhne ke lye stop loss he best option hai isko lazmi set krna chhaye
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

      dear forex trading men stop loss ka bahopt he zeada faidy hen humen chaia keh hum forex trading men jab hum sl ka estamal nai kaaren gy to hum apna account khud he wash karwa saken gy forex trading koy asan kaam nai hy juaab hum sl ka estamala karen gy to hum forex trading men bahot he ahci kamayabi hail kar saken gy
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Kuch dost kehty Hain k Forex trading main trading k Doran agr AP stop loss lga dety ho to aap ko iska yeh faida ho ga k ap ka account kbi bi wash ni ho ga byshak market bahut ziada hi kio na moved ho jay to is liy stop loss lagana aadat bna lo
        stop loss ka hamari trading mein bahut jyada fayda hota hai aur ham hi se inkar nahin kar sakte hain kyunki jab hum Star plus ko istemal karte Hain to hamari trading bahut hi acchi Ho jaati hai aur agar Ham stop loss ko istemal nahin karte Hain to fir hamari trading acchi nahin ho sakti hai isliye hamen isko last mein istemal karna chahie Taki hamari trading acchi Ho jaaye aur ham achcha munafa Kama saken agar Ham stop loss ko istemal nahin karte Hain to hamara account safe nahin rah sakta hai
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

          stop Loss bahut important hota hai Kyunki Agar Ham stop loss ko use Nahin karenge to fir Ham market Mein loss karte Hain Ham chhota stop loss uthakar market se nikal jaate Hain aur fir Ham Bada profit Le lete hain is Mein money management Ko Agar Ham follow karenge To Ham Achcha profit Le sakte hain isliye aaj itna bhi ho market ko time se ismein experience Karen aur aapko Jab experience Ho Jata Hai To fir aap market Mein Achcha kam kar sakte ho
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

            dear g han ap nay sahe bat ko kha hay is main ham ko chye k ham is main jo bhi trade ko open karein is main ham ko sl ko zaroor set karna chye q k jis tim,e main ham sl ko set karein gay to is say ham k account safe rahay g aor is say ham agay ki janib bher sakein gay s main ham ko kabhi9 bhi koi kam buzdili say nahi kiway rakhay rahan ho g .
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

              Stop loss ke bahut Sare fayde Hain stop loss use Karke Ham account ko save Rakh sakte hain aur ham profit Hasil kar sakte hain Agar Hamara decision galat ho jata hai To Ham kam nuksan per market se exit ho sakte hain aur dobara Ham acchi trade Laga sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain stop loss Hamesha Lagana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

                Forex trading business Mein Jahan Ham track profit istemal karte hain vahan Hamesha last Mein istemal karna chahie stop loss aur take profit jab tak Ham Nahin samjhenge use Waqt Ham expert trader Nahin band Sakenge stop loss Hamare balance ko pehchanta hai aur ham Dobara decision Le sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

                  har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karin gay aur is forum main stop loss ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum trad ekarien gay aur hamain knowldge k begair hum kuch hasil n ai kar skaty hain a ur hamain analyse kar ak hi hum achi trade karny main trade karny main bi koi bi kam nai kar skaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

                    hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kair sakty hain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy losss ho ga hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kair sakty hain is mai hamara koi be boss nahih ian
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

                      stop loss is very omprotant is forex hamy is ko ignore nah karna chahey hamy is ko ue kar ky makret main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hassil ka ky market main run kar sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain ya aik real business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ka faida sy inkar mumkin ni..

                        Aap Yahan per Agar stop loss ko use Karke agr trading karein gay tu ap ka Account almost Secure rahy ga pak Forex trading business mn Stoploss Say Hi barra Loss Nhi hota pak forex trading business bhot acha business hy ahtyat say hi good profit Kalye ap Stoploss use kar k good profit gain karein Tu hi good Success gain hogi

                        اب آن لائن

                        avatar Azaad
                        avatar Qasi
                        Working...
                        X