Lot size hamesha chhoti rakho.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size hamesha chhoti rakho.
    Lot size ka faisla apko apny account balance ko daikh k krna chahiy agr apka account balance km Hy to kbi bi ap beri lot na lagao iska apko bahut ziada loss ho sakta Hy to is liy Mera mashwara yeh Hy k ap Normal lot size sy trading kia kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
    Lot size ka faisla apko apny account balance ko daikh k krna chahiy agr apka account balance km Hy to kbi bi ap beri lot na lagao iska apko bahut ziada loss ho sakta Hy to is liy Mera mashwara yeh Hy k ap Normal lot size sy trading kia kro
    small lot size se ham always hi successful ho sakte hain kyunki small lot size hamara loss bahut kam hota hai jise Ham bijali recover kar lete hain isliye small lots aaj hamare liye bahut hi beneficial hoti haihamen always hi small lot size se work karna chahie then he Ham successful ho sakte hain jab hamara lot size Mile Ho to hota hai to Ham without kisi tension ke work karte hain aur ham use easily recover kar lete hain
    • #3 Collapse

      Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

      Lot size Hamesha Chhoti rakhni chahie Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Forex trading business Mein survive Karen aur acchi profitable trading Karen To Hamen lot size ko manage karna hoga Ham Agar lot size dekh Rakhenge To Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin bahut kam Hamen Jyada chances nuksan hone ke Hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Lot size ka faisla apko apny account balance ko daikh k krna chahiy agr apka account balance km Hy to kbi bi ap beri lot na lagao iska apko bahut ziada loss ho sakta Hy to is liy Mera mashwara yeh Hy k ap Normal lot size sy trading kia kro
        kamyab trader kabhi bhi jyada lot size apni trading mein nahin rakhta hai kyunki Jo log bhi is qabar mein kamyab Hain to vah sirf ISI vajah se is karwar mein kamyab Hain kyunki vah is karobar ke rule ko follow karte hain aur jo log is karwar ke rul ko follow nahin karte Hain to vah log kabhi kamyab nahin ho sakte hain vah hamesha hi fail ho jaate Hain
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men safe trading k liay trade lagatay waqt stop loss ko use karen tu account bhi safe rahta hey aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay mojooda haalat men sirf small lot k sath trading karen aur kam profit pe compromise karen
          • #6 Collapse

            Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

            dear forex trading men agr hum agr achi trading karna chaty hen to humen chaia keh hum forex trading men lot size ko kam sy kam estamal karen gy tab he hum kamayab trading kar skaaenn gy forex men jab hum lot ko zeada estamal karen gy to hum forex men kabhe bhe save trading nai kar skaen gy forex men humen chaia keh hum zeadav syt zeada mehnt sy kama krana chaia taab he hum bahot he ahci kamayabi hasil kar skaen gy
            • #7 Collapse

              Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

              G ham dear friend hamen lot size apne balance ko dekh ker hi lagana chahiye Agar balance Kam ho to lot size kam lagain agar lot size kam ho Ga to loss k chances bht Kam hote Hain or account bhi safe rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                Ge ha forrx member ager zayada waqt tak treasing karna he to koshish yahi karna xhaya ke hum treading kare waqt small lot size rake js tara hume acha profit be hasil kare ve aur account be kam se kam wash ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                  g dear lot size trading ka bht he important part hoti hai qk yeh lot size he hoti hai Jo keh hamen zyada ya km profit ya loss de skti hai lkn agr ksi bhi member ke pass acha knowledge r zyada bonus na ho to us ko chahye keh lot size ko km se km rakhe ta keh agr trade loss men chali bhi jae to account ko koi khtara na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                    apne bikul theek kaha hai hamein hamesha kum lot size use kerna chy kum lot size ka yeh faida hota hai keh market jitna opposite chali jay hamara account wash nai hoga hamein lalch bikulo nai kerni chy lalch insan ko andhy kunway main lay jati hai hamein bus sabr say kaam kerna hoga.......
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                      G han dear ap ny sai kha hy ham ko apny account ky balance ky hisab sy hi ham ko is me tread lgani chaiye ham ko ziyada lote size nhi lgani chaiye agar ham ziyada lgay gy to hamara account wash hisakta hy ham ko soch smjh kar tread opan karni chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                        ji han Hamen volume hamesha kam rakhna chahie aur isi ko Money management bolate Hain Jab Hamen management karte Hain To hi Ham market Mein profit karne ke liye mehnat ko utilise kar sakte hain isliye Agar Ham chahte Hain ki Ham market Mein prophet Karen To Hamen money management Koi use karna hoga yah sab se Bada rule hai aur isase Achcha rule Koi Nahin Hai Agar Ham chahte Hain ki Ham Kamyab Ho To Hamen har Surat Mein isko apply karna hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                          Lot size Hamesha small Rakhna chahie Forex trading business mein agar Ham lalach Karenge aur dekh lot size istemal Karenge To Ham nuksan kar sakte hain yah business risk business hai Forex trading business mein agar Ham risk management Nahin Karenge To Ham kabhi bhi is business Mein profit Hasil nahin kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                            jesa k yeh sawal or jawabat k silsily main bohat bar yeh thread start ki ja chuki hai or main keh chuka hun k hamesha account baro ho ya chota apko lot size ka use small he karna hai for example apka account 100 $ ka hai to ap lot size ka nuse kren gy 0.01 or esi k baraqass apka account balnce hai 400$ to ap lot size ka use kar saktey hain 0.04 or sirf 2 positin ly saktey hain yani k 2 trade ko open kart saktey hain es se ap safe side rahen gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size hamesha chhoti rakho.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                              Lot size ka faisla apko apny account balance ko daikh k krna chahiy agr apka account balance km Hy to kbi bi ap beri lot na lagao iska apko bahut ziada loss ho sakta Hy to is liy Mera mashwara yeh Hy k ap Normal lot size sy trading kia kro
                              Yah Baat theek hai aur Shayad to hamesha Chhota Rakhna chahie Agar Ham Jyada lot size Karenge to nuksan Uthana Padega Jitna Chhota lot size Hoga utna hi Chhota Uthana Padega aur is sabse pahle To Hamen Har Khabar per Najar Rakhna chahie Har Tarah Ki maloomat Hone chahie marketing ki movement Ki Har chij ka Hamen Pata Hona chahie Mere Pyar Mein To yah Baat sabse acchi hai ki loss kam se kam ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X