forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti
    Aslam o alakum Dear forex members jitna ap mehnat karen ap ko mehnat kabhi bhi zaya nhi hogi jab ap mehnat kar ke chor dian ge to ap ko kisi na kisi din zror us ki gi mehnat ka phal milne lage ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

    ye waqayai thek bat hy k forex me ki gai mehnat kbi b zaya nh jati q k Allah Pak kbi b mehnat ka Sila nh rkhty. Forex trading ek esi trading hy jis me ap ko experience hasil hota hy aur agr ap k pas experience hy to phr ap kbi b kici b kaam me nakaam nh ho skty.
    • #3 Collapse

      Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
      Aslam o alakum Dear forex members jitna ap mehnat karen ap ko mehnat kabhi bhi zaya nhi hogi jab ap mehnat kar ke chor dian ge to ap ko kisi na kisi din zror us ki gi mehnat ka phal milne lage ga.
      hard work kabhi bhi West nahin hota hai ab jis bhi field mein hardworking karte hain vah aapko kuchh Na kuchh benefits jarur deti hai isliye hamen hardworking sevak karna chahie kyunki Ham hardworking se kisi bhi work ko possible banaa sakte hain isliye hamen chahie ki Ham hardworking sevak Kiya Karen hamen successful hona bahut hi ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

        G Han ap sahee kehty ho k forex trading main ki gai Mehnat kbi bi zaia ni hoti to is liy hmko chahiy k hm apni Mehnat jari rakhain aur kbi bi hosla mat hro kio k forex trading hi wahid business Hy Jo apka future bna sakti hy
        • #5 Collapse

          Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

          Forex online business hy ya bht HI acha business hy is main hm jitni mhynt sa kam krty hy utna kamyb hota hy is business main hmri kbhi bh zya nhi jati hm hmri mhynt ja pora pora dilated milta hy hm chta ky hm mhynt Kramer konwldg or experience hsil kra tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada mhynt ho gi utna profit mily ga
          • #6 Collapse

            Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

            Mehnat Kisi bhi jagah ki Jay Liar Nahin Hote mehnat karne ka bahut fayda ho sakta hai Forex trading business mein agar Ham mehnat Karte Hain To Ham is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain ya business bahut accha profitable business Banaya Ja sakta hai agar Ham ismein mehnat Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
              Aslam o alakum Dear forex members jitna ap mehnat karen ap ko mehnat kabhi bhi zaya nhi hogi jab ap mehnat kar ke chor dian ge to ap ko kisi na kisi din zror us ki gi mehnat ka phal milne lage ga.
              Walaikum salam mehnat kabhi rahega nahin jaati ye Jo mehandi log hote hain vah hamesha hi kamyab hote Hain Jo log mehnat se kam karte hain UN logon ko Na kami ka samna nahin karna padta hai aur jo log mehnat se Kam nahin karte hain vah hamesha hi nakam rahte hain aur kabhi kamyab hona ka mukaddar nahin Ban sakti hai isliye hamen chahie ki agar humne kamyab hona hai to hamen mehnat karni padegi tab hi Ham kamyab ho sakte hain
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                Assalam o Alaikum!
                Jaisa Keh AP ne kaha mehnat Kabhi Zaey Jai Jati Hamein Mehnat sy Kam Lena Chahye mehnat main Kam Karny k lye Hamein Daily Basis p Kaam Karna Chhye daily basis p Kiya Gya Kaam Kabhi Nuqsan nai Deta Hamein imandari sy Kaam Karna Chhye
                • #9 Collapse

                  Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                  forex men jo bhe member zeada sty zeada mehnt sy kam krta hy kice bhje member ke mehnt kabhe bhe zay nai jaati hy humen chaia keh hum forex men dill sy mehnt karen gy forex fourm men jab hum zeada sy zeada time kam karen gy to hum bahot he ahic kamyabi hail kar skaen gy jab taak hum acha kaam nai karen mehnat sy kam nai karen gy to hum kabhe bhe ahci kamyabi hasil nai kar skaen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                    G han forex trading dunia ka wahid business hey jiss men mehnat ka phal zaroor milta hey kiun k forex apnay members ko kabi mayoos nhi karta aur jo log acha knowledge aur experience hasil kar k mehnat kartay hen unn ko forex trading men mehnat ka phal achay profit ki surat men zaroor deta hey
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                      Ge ha sahe he forex me.ber hum jo be mehnet karte he pal forex per knkwledge hasil karne je lya to kabi be zaya nahi ho ga aur acha result hasil kare ge aur acha kam kar sake ge is kya zYada mehnet karna chaya
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                        g dear mehnat kahen bhi ke jae to zae ni jati hai bal keh hamen uska ohal zaror milta hai r forex pe agr hum imandari se r apne work ko acha banane ke lye mehnat krte hain to hum uska acha bo us hasil krte hain r agr hum mehnat krte hain r acha bonus hasil ni hota to tention ni lena chahye bal keh apni mehnat ko jari rakhna chahye zaror hum kamyab hon ge
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                          G han dear ap ny sai kha hy ham is me jitne mhenat karty hy hamari mhenat zay nhi hoti ham ko os ka hisab mill jata hy ham ko or bhi ziyada mhenat karni chaiye agar ham ziyada mhenat karty hy yo ham ko os ka ziyada hi bounas millta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                            Mehnat itni bhi karo aapko yahi samajhna hai ki aapane abhi mehnat Nahin ki Kyunki knowledge kabhi bhi complete Nahin Hota knowledge increase hota hai aur vah khatm Nahin hota to aapne apna Kam karte rahana Hai market Mein apna knowledge increase karte rahana hai isliye Jab aap mehnat karte ho to fir aap market Mein profit karte ho money management Karen apne greed ko control Karen bus yahi aapke liye benefit dega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main ki gi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti

                              yes dear forex ma hmain apni mehnat ka result zarur milta ha agr hm regular mehnat karain to ye hmain mayoos nhi karta, achi earning hasil karnay ka chance daita ha aur hmain financial support faraham karta ha jis sa hmari difficulties km hoti hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X