new people in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    agar koi new banda forex mein kaam shru krta hai to ye usk eperience pe depend krta hai k wo ktna experienced hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g hain bhai jaan aap nay too bilkul hi booht sahi baat kahi hai orr main bhi aap ki isi baat pay bilkul hi booht agree hoon forex biusness job main nay treadder ko apny expireans kay mutabiq hi treadding karni chahiay
      • #108 Collapse

        new trader k liye forex main profit earn krna thora dificult hota hai ku k un k pas acha experience r proper knolwegd nahi hota r staring main loss b krwate hain magr jb jb experience hota hai to wo eani krna shuru kr dete hain
        • #109 Collapse

          salam to all lovely dear friends . jo es tradding walay kaam main new ho us sab se phley demmo pe work karey phir real pe aor low se low size se tradding start kar lay tou acha ho ga
          • #110 Collapse

            forex min ju bh naya tardr huta hai wo yah per jub tak achi earning nhi ker leet ahi ya acahi experince hasil nhi ker leeta hia wo apni life mian succes hasil nhi ker skta h
            • #111 Collapse

              • #112 Collapse

                bhai maray aik dum new member aik acha profi earn nahe kar sakty hain is k liye new member ko chae ha k pehly achi tarah knowledge aur experiance hasil kary aur phr real account ma trading karin.aur paractics k liye demo account buhat best ha
                • #113 Collapse

                  In my thinking that those are new traders they are select the lir size is .01 to .04. I think this is the best lot size and normal earning but regular earning .
                  • #114 Collapse

                    new logon ko iss mai pahly experince get karna chaye hai phr iss mai kam karna chaye hai ye best busiess hai jis mai ham kam kar k earning kar sakty hian
                    • #115 Collapse

                      is ka to kuch nai kaha ja sakta ha q k ya depend karta ha un k experience pa aur unka asset pa. agr wo is ma kafi sara expert ho ga hon to wo acha earn kar sakta han aur agr wo kisi kami ka shekar hon jayn to wo is ma loss b kar sakta hn.
                      • #116 Collapse

                        Bhai jan mara pas is ka koe jawb ni ha kayn ha new member ko ya bhe ni pata hota ka kam kis curncy pa kiya jaya agr wo tarad zayada lagaya ga to profit be zayada or loss bhe us sa zayada ho ga...
                        • #117 Collapse

                          New people must spend more time in demo account because forex is not an easy business so if they want to earn money then they must do more hard work and get full earning and learning information about this market.
                          • #118 Collapse

                            jo log is forex main new hai un k liye profit zaruri nahi balky unhe chahiye k wo forex main kam karen aur practice karen demo account per taky experience aur knowledge hasil kar saken.
                            • #119 Collapse

                              Bhai profit to otna hi hoga jitni kay knowledge or investment hogi , or agar minimum range puch rahe ho to wo kam se kam ak new trader month ka 10'000 se 15'000 earn ker saktay hen ba asani , din ma kuch ghantay working kerte hwe bas
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                maray dost ap pahlay demoo pr khob paractice karein achi tra forex ki traning laein kr is pr kaam shiroo karein agar ap kay pass 100 doller hy tu ap din mein risk free trad kr ky 3 say 6 doller dally ky bna sktay hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X