Kamyabi ki zamanat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi ki zamanat
    Youn to hr koi trah trha ki rules btata hai forex trading mn.trading mn kmyabi k liye bht sy rules ko apnana parta hai jaisay k trend direction mn trade emotions py control money managemant waghera waghera
    Lekin mn aj apna experinece bayan krta hn
    Mujhay es field mn 5 saal ho gaey hain or en 5 salon mn mn ny 2 baten py bht ziada ghor kiya hai or in ko he dekha hai
    Number 1: bar bar trade open kren
    Q k jb ap bar bar new trade open krtay hain to spread ki shkal mn ap ko bar bar nuqsan uthana parhta hai lehaza km trade lgain soch smaj k lgain
    Number 2: sb aham... Ye hai k agr ap ki koi trafe loss mn ja rhi hai to us pair py bar bar ttade mat lgain
    Misal k tor py mn eurusd py buy ki trade lgai lekin market neechay chli gai 10 pips to mn socha k ab to yeh lazmi uper jaey hi so mn 1 trade or open kr li lekin phir bhe market neechay he gai or mn phir 1 or trade open kr li...
    Or es trha agr market reverse na hwi to mujhay bht ziada nuqsan uthana prray ga
    Mujhay aksar okaat esi wjah sy nuqsan hwa
    So friwnd ap bhe plz aisa na kijye ga ye mera ap doaton ko mashwara hai thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi ki zamanat

    bahi har banda ki apni soch hai agr mai apna lelvel ki bar karo tu mai ya kaho ga ka kamyabi ki zamant hum tub da sakt ahain jub hum acchi education hasil karian accha kam karian acchi learning or experince hasil karian tub ja kr hum log is mia kamyabi hasil kar sakain gain is lia huma mahant karnj chaya ta ka hum log best earning hasil kar ka aga ja saka
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi ki zamanat

      setting mein maja bhi aaega aur profit bhi hoga kyunki aap ek target rakhenge Jo aasani se hasil Kiya ja sakta hai 200 trade ka kam itna samajh rahi hosetting mein maja bhi aaega aur profit bhi hoga kyunki aap ek achievable target rakhenge Jo aasani se hasil Kiya ja sakta hai 200 ka kam itna aasan nahin hota aap trading co jitna bhi denge utna fayda hoga aur aap koshish karne ke market se jyada se jyada touch mein rahenge aapko market mein jitna jyada in rahenge aur itna jyada market ke sath touch mein rahenge aur is baat per najar rakh denge ki kya chij ab ja rahi hai aur kya chij ja rahi hai to iska aapko a craft banane mein madad hasil hogi aur aapko iska graph last mein Bula Lena chahie Taki aapko iska fayda bhi.
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi ki zamanat

        dosto forex trading ma agr kamyab hona chaty hy to es k ly zroori hy k ap k ps aik acha knowledge or acha experience hona chy or trade ko ap hmesha soch smjh k lgy koe jldbazi na kry yani achy sy analysis kr k phr trade ko k lgya or yhe kamyabi ki zamant hy
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi ki zamanat

          hamy is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai haamry brokers ka koi be qasoor nahi hota yai poors or job less man ky liye aik acha business hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi ki zamanat

            forex mai agar hum kamyab hona chatey hain to hamy pahly learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hm pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar saakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi ki zamanat

              Jo mehnat Karta Hai vah Kamyab Hota Hai ismein kisi ko koi doubt Nahin Hai Ab mehnat Nahin karte To Ham Kamyab bhi nahin hote To hamen mehnat karni hai agar Ham market Mein profit Hasil karna chahte hain. To hamen market Mein profitable trading Karni hogi joke experience ke sath aati Hai Jab tak Ham market mein experience Nahin karte hamen Kuchh Bhi knowledge Nahin Hota knowledge Agar aapko hai lekin usko apne practical nahin kiya to Aap Ka bana lijiye aapko benefit Nahin Le Sakta
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi ki zamanat

                Yes dear ap ny bht achi baatn btai hen lekin me samjhta hun Kay koi bhi is Kam me kamayabi ki zamant nahi day skta Hy kyun Kay ye kisi bhi wakt kisi bhi news py move kr Kay AP ka account wash kr skti Hy isi trha ap jab is me mehnt sy Kam krty hen lekin AP ka Kam acha Hy to best way yahi hay Kay learn kren news ko mind me rkahna zaorri Hy is me
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi ki zamanat

                  kamyabi k zamanat mehnat ha or mehnat me barkat ha agaar ap is bussiness me axhay trader banna chahtay hain to mehnat karayn or har cheezz ko analys kar kay trading karayn or tb hmap axha profit earn kar saktay varna agar ap begair mehnat trading kartay hain to ap luck kay begair kamyab nai ho saktay or ye ek bht bar bewaqofe kyo kay hamesha ap ka luck sath nai deta
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyabi ki zamanat

                    Kamyabi ke zamanat mahnat ur lagan hay kun kay jo admen mahnat ur lagan say kam karta hay woh kabhe bhe nakamyab nahi hota hay is lia humen mahnat ur dil khol kar kam karna chahey takeh hum apni manzil tak panuch saken kun kay mahnat kay bagher kamyabi na mumkin hay is lia humen mahnat karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyabi ki zamanat

                      Friends forex main kamyab treader banney k laiy hum hum ko chahiay k hum apney Kam ko bohat soch samajkar karain or jaldbazi say bachna Chahiay or apney Kam ko miyari or quality full karna chahiay yahi hamari kamyabi ki zamanat ha agar hum apney Kam ki soch samajkar achey treekey say nhi Karain gey to hum kamyab nhi hoin gey
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyabi ki zamanat

                        G han dear ap ki baat thik hy pakistan firex ik chaa air kamyaab busienss hy agr hum ko forex min kamyaab hona hy to hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni higi jitan hum forex min mhenat kary hain otan hi hum firex min achi kamyabai ko haisl.kar sakty hain qk firex min wahi kamyaab ho skata hy jo forex min mhenat akrta hy mhenat mjn hameshan ka lia achi kamgabi hy ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyabi ki zamanat

                          G dear mai samjhta hun kay sarye batain aik side pay aur ap ager es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain kiyu kay ao nay kamyabi hasil karnye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam start kar dain aur ap apna kam mahnwt ayr lagan kay sath kartye rhain ap es mai kamyab ho jatye hain
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: Kamyabi ki zamanat

                            Assalamu Alaikum friend kamyabi ki ajmat mehnat aur Lagan per hai ki unke Jo aadami mehnat aur Lagan se kam Karte Hain vah Log ismein Jarur kamyabi Hasil karte hain Forex power Business mein mehnat karna bahut hi Jaruri Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kamyabi ki zamanat

                              Pakistan forex business kamyabi ki ek acchi zamanat haiAgar Ham Jahan per Agar Dil lagakar kam karenge achcha time invest karenge to Ek Din aapko Hamen acchi kamyabi yahan se Hasil ho jayegi Jo Bhi Dil lagakar Yahan per kam karta hai use har Surat mehnat ka phal Her Sorat Dita hy khoob mehnat Say Hi Success kalye well trying karein Tu hi Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X