Loss se mayoos nahi hona chaheye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se mayoos nahi hona chaheye...
    Forex me profit aur loss saath saath chaltay hain. kabhi kabhi hamari apni ghalti ki waja se hamain loss ho jata ha. kuch dost loss se dil bardashta ho kar mayoos ho jatay hain aur forex ko chor detay hain. forex trading me loss se kabhi bhi mayoos nahi hona chaheye aur musalsal koshish karni chaheye. ek din aaega k baghair loss ke trading karaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
    Forex me profit aur loss saath saath chaltay hain. kabhi kabhi hamari apni ghalti ki waja se hamain loss ho jata ha. kuch dost loss se dil bardashta ho kar mayoos ho jatay hain aur forex ko chor detay hain. forex trading me loss se kabhi bhi mayoos nahi hona chaheye aur musalsal koshish karni chaheye. ek din aaega k baghair loss ke trading karaingay.
    jesay k app diekh sagty hain app k ird gird kafi log apni life main business ker rahy hian our suna bhe ho ga k un ko loss hoa hai to dosto forex bhe aik hakiki karobar hai our us main jo kaam karein sell ya buy karein gay to loss ho ga our profit bhe ho ga to loss say ghabrana nahe hai balkay us main sabar say kaam kerna hai jab bhe panic hoon gay to nuksaan zeada ho ga our app us main kabhe bhe tarike nahe ker pain gay our dosraara loss hona our baat hai but bare lot pay account wash hona ya bara loss hona jo recover nahe ho sagta hai wo our baat hai barey nuksaan say bachean stop loss our take profit part of forex business hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

      Hm loss sa mayso nhi hona chya blky phly sa bh ziyada mhynt krni chya apni geltiy ko thk krna chya ziyada sa ziyada konwldg or experience Ho GA utna ziyada kamyb Ho ga is lia hm chya ky mhynt kra market ki movmnt ky mutbk kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit mily ga
      • #4 Collapse

        Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

        Dear brother apki bt thk ha maximum bary traders ko bhi daikha ha keh loss k bad mayoos ho jaty hain aur apna confidence bhi loose kr baithty hain is lia is se kabhi pareshan na hn balkeh loss aur profit ki banyaad pa chalny waly bussiness k bad apko mazboot hona chahye keh ab isi se profit ln ga aur smjhdari se trade kren. Thanks dear members
        • #5 Collapse

          Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

          g dear loss hameshan hamari mistakes se he hota hai to us se darna ni chhaye ham kuch preshani hoti hai lkn agr hum apne mind ko fresh rakhen r mazewd mehnat kren to hum loss ko recover kr skte hain r agr hum in mistakes ko our se na repeat kren jinki waja se loss hoa to hum kamyabi hasil kr skte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

            bahi loss ak asi cheez hai yah hum ya kah lain ka loss huma sekhati hai or ya hamari best teacher hai is lia huma loss sy sekhan chaay or hum log is sy kaif acchi learning la skata hian is lia huma loss hona par zayda tension nahi lani chaya ta ka hum log is mai kamayb ho kar aga ja sakain or loss sy huma masla bi nahi hona chaay huma sekhan chaay loss sy ka kiun loss huwa hai or kia karna chaya ka loss dobara na ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

              Yes loss sy sabaq sekhna chahe, loss hota hai but usko sar par sawar ni karna chahe, zara sochyn loss hony k bad b hamari jeb sy kuch ni jata, profit ho to hamari jeb ma zarur earning hasil ho jati hai, but forex ma loss sy ho kar k profit ka rasta jata hai,
              • #8 Collapse

                Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                Trading ek aisa platform hai aap itni jyada overtrading karenge aapka utna hi jyada nuksan hoga hamesha der chahie ki long term trading Karen Taki hamare mind mein tension Rahe aur ham is per kam karke acche se acha profit saken isiliye hamesha ko control mein rakhte hue Karendoston iske alava main aapko ek baat batana chahta Hun ki hamesha apne aap ko dekar chale jaisa ki aap logon ke pass balance ko chodta hai aap log trading kuchh karte hain isliye aapko is chij ka sofa set khyal rakhna chahie ki apne balon se badh ke kabhi bhi aap log trading na lagaen ya to aap do trading awaaz se jyada se jyada logon ko.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                  G han bilkul achi baat hy hamin forex min loos hony ki sooart min majoos nahin jona chaye qk hamin forex mjn treading karty hoy hamin forex min loos bhi hota hy aur profit bhi hota hy iis lia hamin forex mjn loos aur peofit doni is ka hisaa hoty hain iis lia hamin firex min ziyada sy ziyada mhenat akrty hoy hum forex min loos joty hain isi lia hamin forex mjn mayoos nahin chaye balke ziyada sy ziyada mgenat karna cbaye jis sy hum kamyaab ho sakty hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                    hamy mayos nahi hona chaehy hamy forex mai learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakt hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is maai apny boss ap he hoty haain forex aiak acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                      Maine bhi yah baat kafi dafa note ki hai ki senior members junior members ki help nahin karte junior members kafi kuchh sikhana chahte hain lekin senior member unki ranu mahiya help nahin karte senior members ko chahie ki vah unko acche tarike se forex trading ka knowledge the Taki vah bhi ismein paise Kama sake aur apne halat badal sake FIFA note ki hai ki senior members junior members ki help nahin karte junior members kafi kuchh sikhana chahte hain lekin senior member unki rano mahiya help nahin karte senior members ko chahie ki vah unko acche tarike se forex trading ka knowledge.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                        loss se ham buhat kuch seekh sakte hain mayosi bhi aur kameyabi ka raaz bhi ab ye ham pe hai ke ham kya seekhte hain is liey agar ham mehnat kaarin ge to hi hmain pata chale ga ke market mein ham ne har loss se sekhna hai atab hi ham yaahn pe kameyab ho sakte hain is liye mehnat kaarain ur acha kaam karain learn karain aur achi earning karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                          Daer loss tu sabhi kamo main ho ta hy agr hm log loss nahi karty hy tu main samjhat hun ky hm log kabi bi is main asani kys tah tabhi profit hasil kar sakty hy tu hi kamayybbi ky sath sahi kisam ka akam kiay ja sakta hy tu hi faida hasil kiay ja sakat hy wesy yi koi muushkil kam nahi hy jitan is ko hm log samjhty hy tu main kehat hun ky asabi ky sath kama kiay jay tu hi jkamayb ho skaty hy ,
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                            My dear members aapki baat bilkul theek hai kh Hamen loss see mayoos nahin hona chahie balkh sabr karna chahie kyon ke agar ham loss se mayoos ho jaenge to Ham Kam nahin kar sakenge aur agar Ham sabar karenge to Ham apna Kam takmeel Tak pahuncha sakte hain aur ham kamyabi Ho jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se mayoos nahi hona chaheye...

                              Loss se mayoos na hon ager ap ko kamyab hona hai tou mehnat se kaam jary rakhan ho ga ager ap loss ko face nahi ker sakte tou business main kamyab hona ap ke liye mushkil hai kyun ke loss business ka hisa hai ham loss ko kisi tarah bhi avoid nahi ker sakte.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X