Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...
    Friends bahot say user hain jo kaafi chi trading karna janty hain mager kar nahi paaty hai or mager jhaan tak mera khiyaal hai ap ager luck bhi acha rakhty hain kaafi ziyada faida hasil ho skt hai so friends apko chiye kay luck kay sat trading main hisa layn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

    Luch wak kuch nahe hota kam karo mehnat se Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. tab he ap ko kuch mele ga ap kooo*
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

      luck tou kabi kabi sath hoti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say trade karein gay aur hamain market main bi demo main practice karni ho gi tab hi hum kamyb ho sakty hain aur expeirence ho ga tab hi hum trade kar k hi hum trade karny k kabil ho sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

        G han aap ny theek kaha hy k forex trading main luck bhi bhtar honi chahaiy lekin mera khena yeh hy k hmain iss forum main sakht mehnat kar k kamyabi hasil kani chahaiy knu yahan par thanks deny ki baat ho rahi hy to main kahon ga k thanks deny ki baat karny waly khud to thanks datey nahi hain aur baat karty hain k hmain aik dosray ko thakns dena chahaiy iss sy kisi ka koi bhi nuqsan nahi hota phir khud to thanks de diya krain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

          G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me luck kar kam kary yo ham is me ach akam.kar saky gy ham konis me achai treading karny kalye ham ko is me mhenat sy kam karna joga or luck kar kam karna hoga to pher ham is me achi earning kar saky
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

            hamy luck ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time professianl be bana kar sakty hain ham is main 24 gantho main sy kisi b waqt kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

              Just luck per depend ker k ham mehnat kerna nahi chor sakty luck to sometime kam na bhi kary lakin hard work apko kabhi harny nahi dey ga to forex main kamyabi k liye pori mehnat se kam karem r apki yehi mehnat luck ko bhi pichy chor deti hai is liye just luck per depeded na ho r pori mehnat k sath work kerty rahen achy kam per acha reward bhi lazmi milta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                Friends bahot say user hain jo kaafi chi trading karna janty hain mager kar nahi paaty hai or mager jhaan tak mera khiyaal hai ap ager luck bhi acha rakhty hain kaafi ziyada faida hasil ho skt hai so friends apko chiye kay luck kay sat trading main hisa layn
                Hamen trading tab Karni chahie Jab Hamen hundred percent yakin Ho ke Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamen Aise time per trading Nahin Karni chahie Jab market bahut risky Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour Kuchh Bhi Ho Sakta Hai Aur traders ko trading Karke loss bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab jante ho to trading Karen
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                  Friends bahot say user hain jo kaafi chi trading karna janty hain mager kar nahi paaty hai or mager jhaan tak mera khiyaal hai ap ager luck bhi acha rakhty hain kaafi ziyada faida hasil ho skt hai so friends apko chiye kay luck kay sat trading main hisa layn
                  Hamen trading tab Karni chahie Jab Hamen 100% yakin Ho ke Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamen Aise time per trading Nahin Karni chahie Jab market bahut risky Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour Kuchh Bhi Ho Sakta Hai Aur traders ko trading Karke loss ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab jante ho to trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                    My dear members aapki baat bilkul theek hai ki forex form mein luck bhi kam se kam honi chahie agar ismein locke zyada hongi to loss ka bahut khatra hoga aur agar lock kam hogi to loss ka itna khatra nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                      g ap k bat bilkul theak ha kay forex trading me ap k luck b hoi cheya baaz time ao kay kuxh mamlat me ao k luck h ap ka sath dayti ha lekin ao k luck kay sath sath ap k mehnat b honi cheya kyo kay ap k mehnat ha to kamyabi ha insan sirf luck k base par h kamyab nai hota balkay ap k mehnat hazir dimaghi b bht zarori ha jo ap ko kamyab honay me sath dayti ha agr ap k mehnat ya hazir dimaghi na ho to ap kamyab nai ho saktay is liye mehnat karayn
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                        Forex Trading aik aesa business hai jis main kamyaabi ke liye hame mehnat or koshsih jary rakhni chahye lekin is main luck bhi matter karti hai luck ka acha hona bhi zaroori hai lekin is ka matlab ye nahi ke ham luck per dependent ho jayen ager ham mehnat karte hain tou luck bhi hamara sath deti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                          yes dosto forex tradinge mein kamyyab hone or isse acchi profite hasil karne keley humara luck bhi accha hona chahey kunke aghar humara luck accha hoga to hum forex tradinge mein jald kamyyab ho sakte hain or hum apne acchey luck ki waja se forex tradinge se acchi earninge bhi kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                            assalamu alaikum ji all member ummid karta hun aur sab khairiyat se honge Allah tala ke faslon Karam se forex business bahut achcha business mein mehnat karke kamyabi hasil ki ja sakti hai jitna jyada ho sake forex main se kam Karen forex mein loke ka accha hona b zarore hai as k sath sath hamen mehnat bhi karni hogi akela ham loke cable port per kamyab nahin ho sakti main bhi zaroori hai mehnat ke bajar kabhi bhi insaan kamyab nahin ho sakta forex business mein To khaskar mehnat lazmi hai main se Hi achcha kamyab insan banta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main luck bhi behter honi chiye ...

                              Hamara Pura focus agr Technical analysis par raha to hame Trading se faida hoskata he agr ham tukka lagga kay Trading me luck kay sahare beth jaenge to ham Forex main ziada time nhi reh sakte aik na aik din hamara account wash hojae aur hum 0 Hojaege Dear bro isi lye hame technical Kam ko seekhna chahe demo par aur sekhne ke Bad hi usko Real par apply karna chihe Agr hum Ye sabh kar laite hen to forex me hum apni skill Banane main Kamyab hosakte hen aur profit earn kar sakte hen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X