Mehnat s kamyabi h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat s kamyabi h
    Aoa... Main ummid karta hun aap log bilkul theek honge aur khairiyat se gujar Rahi hogi meri aapse gujarish hai Ki ki mehnat Karen aap log yaar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat s kamyabi h

    Yes forex ma mehnat sy he kamyabi hasil hoti hai, agr kio member mehnat sy darta hai to phr uska ya kio kam ni banta, usko forex ma kam b ni karna chahe, jo member mehnat karny k adi hoty hai wo he just earning karny k kabil ban jaty hai warna loss he zayada tar face karny ko melta hai,
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat s kamyabi h

      mehnat mein azmat hy or kamybi bhi hy ,mehnat kerny wali log ALLAH k dost hoty hein jin ko kabhi bhi nkaami nahee hoti is liuy hamnin chaiy kewh hum zarror p[rfit hasil krein takhje hum ik kamb traders ban sakin mehnt ka phal zarror milta hy kabhi bhi riygaa nahee jata
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat s kamyabi h

        WALIKUM ASSALAM bro SALAM jo hai wo pura likha kren or apne bat sahi ke mehnat se kamyabi hai or jo bnda mehnat krta hai wo bnda jldi kamyab hota hai or jis kam me wo mehnat krta hai us kam ka jldi expert bh hojata hai or aese hi agr koi bnda forex pr mehnat krke kam krta hai to wo yha se kafi achi earning or kafi acha bonus kr skta hai
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat s kamyabi h

          Mehnat sa kamyabi hay apn na bilkul shi bat ki hay kh forex ma mahnet kery ga to hamain acha bonus mila ga agr mahnet nhe kery ga to hamain kch bh nhe mily ga sb kch mahnet sa hi milta hy bagyr mahet ka to kch bh na milta or forex sirf mehnat hi mangta hay
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat s kamyabi h

            g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main kamyab hony k liye apko mahnat krana hogi jub tak ap mahnat nahi karengy tab tak ap forex main kamyab nahi ho skty hain or hmain trading ka expiernce bhi nahi milta hai es liye hmain apny kam ko bahtr karty howe apni trading karni hogi jis main hum apni achi earning bhi kar skty hain sath main hmain loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat s kamyabi h

              dear friend mahnat krny waly hi forex min kmeyab hoty hain asleye p a mainmahat karen aur as main kameyabi hasel karenyeh ak bahteren profet walal bahteren busnes hy asay zaror joinkaren aur as minmht say as ka ach knowlldge hasel ,karen aur a main kameyabi hasel karen
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat s kamyabi h

                belkul thk hy forex men humen agr humen kamayabi haasil kaarni hy to humen chaia keh hum forex men mehnt sy kama karen gy forex men jaba hum acha kama karen gy forex men dill laagi sy jab hum kaam karen gy forex men hum bahot he ahci kamyabi hasil kaar skaen gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karty rhana caia or achi kamyabi hasi karni chaia
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat s kamyabi h

                  bilkul mehnat se hi kameyabi hai aur ham mehant se hi kaemyab ho sakte hain agar ham ne mehnat nahi ki to ham kabhi bhi kameyab nahi ho sakte is liey bus acha kaam kaain learn karain aur acha kaam karne ke liye emotions ko control karain ahgar ap emotions ko control karain ge to hi ap kameyab hon ge si liye mehnat kaarian aur earning karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat s kamyabi h

                    G han dear ap ny sai kha hy ham ko chaiye ky ham is me acha kam kary or achi mhenat sy kam kary agar ham is me acha kam or achi mhenat sy kam kary gy to ham is me acha bounas hasil kar sakty hy ham ko is me soch smjh kar kam karna hoga to pher ham is me kamiyab hosakty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat s kamyabi h

                      ji bilkul aapane sahi kaha hai ki mehnat karne se hi kamyabi hasil hoti hai isliye Ham sab ko bhi acchi tarah se mehnat karte rahana hoga tabhi Ham sab ko kamyabi hasil ho payegi aur ham sab acche trader Ban payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat s kamyabi h

                        Mehnat se kamyaabi hai Forex main aik acha trader mehnat se kaam karta hai or apni earning ko halal karta hai or lalach anhi karta kyun ke wo achi tarah janta hai ke lalach karne main us ka apna hi nuksaan hai jab mehnat kare ga tou us ki mehnat zaya nahi ho gi balke use us ki mehnat ka phal zaroor mile ga .
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat s kamyabi h

                          assalamu alaikum ji album remix karta hun aap sab khairiyat se honge Allah tala ke faslon Karam se jiya bilkul sahi kam Kiya Jo insan mehnat karta hai vah inshallah bahut jyada kamyab ho sakta haiis business mein jitni jyada ho sake mahina se kam Karen Ham jitni jyada mehnat se kam karenge hamara experience achcha hoga jab hamara experience achcha hoga To Ham ismein jarur kamyab Ho jaenge aur acche bonus bhi milega hamen
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat s kamyabi h

                            G han app nay tekh kaha hay keh mahnat say hi kamyabi mumkin hay kunkay mahnat kay bagher koi kam nahi hota hay is lia humen mahnat ur lagan say kam karna chahey takeh hum kamyab ho saken ur apnay maksad men kamyab hojaien kun kay mahnat hi sub kuch hay ur mahnat kay bagher kuch nahi hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat s kamyabi h

                              Salaam Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji bilkul mehnat se kamyabi hai forexforum Meena Se kamyabi Ka Mehnat Se Kam Karke Apna financial crisis ko dour.kar sakte hain aur bahut sara profit hasil kar sakte hain. Jo kam bhe ho mehnat sy hta hai baghir.mehnat sy k6 nh hta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X